View Single Post
Old
  (#391)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
29th July 2014, 11:38 PM

In mohabbat bhari daad ka tah e dil se ehsaanmand hooN Aadeil bhai



Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Hassanbhai,
baDi khubsurti se aapne haqiqat ko bayaan kii hai..
behad hi khubsurat tehriir hai dilse dheroN daad





Ji bilkul ... ise main apni khushkismati samajhta hoon ki aap jaise hum khayaalon aur nek dil logon se hum sukhan hone ka mauka mil raha hai mujh ko.

Aur yakeen maaniye Aadeil bhai, aap se hum sab ko BAHAUT kuchh seekhne ko mil raha hai, jis ke liye aap ka jitna bhi shukriya ada kiya jaaye kam hoga.
aapkii zarra navaazi ke liye aapka masquur hooN, Zarrasaab



waaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh.....
Zarrasaab, kya khub qitah pesh kiya hai................
jaise ek rang-e-tehriir ho... bazm ko aapne sajaa diyaa




wooooooooooooooooooooowwwwwwwwwwwwwwwwww!!!!!
Zarrasaab,
aapkii shokhi-e-lafz ka kya kehna, janaab.............
baar baar aapkii tehriiroN ko padhne ka dil karta hai


-- Adil[/QUOTE]


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote