View Single Post
Old
  (#168)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
14th July 2014, 01:54 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
bosa shabnam ka phool ke rukh par
sub'he dam yaad aa gaya koyee

- zarraa
Zarraji,
bahot hi khubsurat sher pesh kiya hai ..
jazbaat ko baDii sundarta se baandhaa hai...

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Lijiye mera sher!

HaseeN hai yeh manzar haseeN hai nazaara
Ufaq per zameeN aasmaaN ka yeH bosa
Zainyji,
khubsurat sher pesh kiya hai.... daad..... waah... umda......

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
tere fusoon-e-bosa ki kya tareef karun 'ananthpak'
ke ek bosa ne umr bhar ka itminaan de diya
Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
muntazir hun iltija par meri kab tu dil-o-jaan se razi hogi

k tera ik bosa hi iss aashiq par zara-nawazi hogi
bahot hi khub, Anantji aur Praneetaji.... daad pesh hai

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
kuch sher mere taraf se bhi

Lagta garma garm hi accha
Ab ho bosa ya ho samosa

---------------------------------

SaikhDo laana.te hai bose par
Apni to kat gayi samose par

--------------------------------
Ho gaye hum ek pal me khaak-bos
Aakpi nazroN ne kya bosa diya [ ! or ? ]

------------------------------------

Ik khwaab ka tawaaf tha darparda kwaab ke
Kya le liya tha bosa hi but ke naqaab ka ?


check kijiye sirji...al raaat post karne wala tha magar baat karte karte bhool gaya
Ziddsaab,
baarish me.n samose toh bante hi hai LOLzzz.....
bahot hi khubsurat bayaanaat huii hai.. uss per daad...

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
chaliye meri taraf se bhii isi par ek sher arz hai...... zidd saahab khaaskar ke aapki nazr..

bivi ki ye zidd thii ke milegaa tabhii BOSAA,
baahar ka khilaao mujhe DOSA ya SAMOSAA...

Shaad....
Shoaibbhai,
Lagta hai subah subah baarish me.n biwi ne samose lene bhej diya wo bhii Sunday ko, aapko LOLzzzz....

Quote:
Originally Posted by ufaq View Post
Ek SHE'R

Bose Ke waqt dono ki palke'n jhuki rahii,
Tark-e-hayaa huyi to thii lekin hayaa Ke saath


Written by ....pankaj sijwali ufaq.
Ufaq saab,
jawaab nahi, kya khubsurat tareh se aapne bose lafz ka istemaal kiya hai... jaanibse daad....

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Nam ankhon par wo tere bose ka lams
Khudaya aaj bhi roney se roktiin hain
Nazneen,
chhupa rustom kaun hai?
kya sher banaayaa hai... behad khubsurat....

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
koi nahi jo bosa de!
maa! jab se gayi chhood ke....
Hassanbhai,
bahot khub...



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote