View Single Post
Old
  (#522)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
9th August 2014, 05:03 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Zarraa saheb!

Be-inteha ilm ki taaQat hai aap ke paas...
jis danish-mandi ke saath aap ne tafseel biyaaN ki hai,
us se boht kuch seekhne ko mila... aap apne andar aik
ilm ka zakhera rakhte haiN aur hum jese talib-ilmooN ke liye
roshni haiN!.. Allah aap ko salamat rakhe...
aur aap ko aur humaiN kam-ilmoN ke sharr se mehfooz rakhe (ameen),

Apna khiyaal rakhiye,

DuaooN ke saath,
Bahaut bahaut shukriya Hassan bhai !! Bas ye aap ki mohabbat hi hai !! Mujhe dilee khushi milti hai aap jaise nek doston aur hum khayaalon se hum sukhan ho kar !!! Ye khoobsurat jazba hamesha salaamat rahe. Aap ki mohabbat bhari duaon ka tah e dil se mashqoor hoon aur khud ko bahuat khushkismat samajhta hooN aap jaise doston ka saath pa kar. Dheron duaon ke saath ... zarraa


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote