View Single Post
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th February 2013, 10:02 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Geele panne pe likhh thi ibarat apni,
Uske mitne se pehle koi mita na saka,

Likha tha chattan pe naam apna,
Uske tootne se pehle koi hata na saka,

Chamkta tha sooraj kee tarah pyaar apna,
Uske doobne se pehle koi duba na saka,

jungle mein aag kee tarah thi tadap apni,
Uske jalne se pehle koi bujha na saka,

Seep mein moti jaise jasbaat apne,
Uske panapne se pehle koi bata na saka,

Bizli see giri pyaar pe apne,
Uske chamakne se pehle koi bacha na saka.


Chamkta tha sooraj kee tarah pyaar apna,
Uske doobne se pehle koi duba na saka,

jungle mein aag kee tarah thi tadap apni,
Uske jalne se pehle koi bujha na saka


waahhh Aru bhai bahot khoob kalaam likha hai aapne.. ye sher khaase pasand aaye....


Seep mein moti jaise jasbaat apne,
Uske panapne se pehle koi bata na saka


is sher ne to rajinderseep bhai ki yaad dilaa di...

just kidding, pls dont mind rajinder bhai.....

bahot accha likha hai Arvind bhai, likhte rahiye......


Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote