2nd April 2007, 08:21 PM
Aadab Sony Ji,
kya bata hai bahut aach
bahut hi aach likha hai aapne.....
Mann ke in,Registano me,
baghicha,pyar ka banana tha,
yakin me Milawat itni thi,
ke koshish karna,Bhul gAye.
sukun se Darr yu lagta hain,
Dard_e_dil ka,Alam tha,
Andhero ki adat itni thi,
ke roshni karNa,Bhul gAye.
bhul gaye hain,Ab yeh bhi,
kya_kya humne manga tha,
Mohabbat se Nafrat itni thi,
ke khuwahish karNa,Bhul gAye
bahut aach wah wah....aise hi likhte rahi na......
daad hazire hai kubul kijiye.....
aapki dost,
sandhya
|