View Single Post
Re: Kyon Itna Tere Khayaalon Mein Mandraate Hain
Old
  (#2)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
Re: Kyon Itna Tere Khayaalon Mein Mandraate Hain - 1st April 2006, 08:31 AM


Har shaam teri dehleez par sar jhukaate hain
Maikhaanon ko teri yaadon se sajaate hain

Har ik boondh jo utharthi hai apne sine mein
Usse teri tukraayi ka ek inaam kehlaate hain

Par peene se bhi tera chehra duur nahi hota
Nashe mein bhi ashkon ko hum chupaate hain

Aur phir jab suraj ki kiran deti hai apni awaaz
Hum jhoothi muskaan se dard ko dafnaate hain


Wah....

Kat jaata hai din bina koi khushie k mel se
Shaam hote hi, phir peene chale aate hain

Sochti hai yeh badnaseeb kyon aisa samaa hai
K ab maikhaanon se bhi kuch hamare naate hain

Kyon zindagi k har rang teri yaad dilaate hain
Kyon itna tere khayaalon mein mandraate hain


Wah bahut ache...

Warda,

Dheere dheere tum urdu mein bhi acha likhne lagi ho... thou u used dictionary.. but ur effort is worth applauding... but ek baat kahunga... gals drinking dont look good... so say no...

lol...

Take Care
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote