View Single Post
Old
  (#12)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th April 2016, 10:04 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Kehte hai ki jab dard ki intehaa ho to lafz khud asardaar hone lagte hai, huu-ba-huu vaisi hi qalak ka asar chod gayi hai aapki yeh ghazal.

ek shakhs mujhe chhoR gayaa yoon hi bewajah,
wo waqt rukhsatii ka bhi kitnaa ajeeb thaa.


Dil ke malaal hai sab dil ki nagawaari har marasim ko tod dene waali majaal rakhti hai, kasak mein kitna asr hai is imteehaan se dil roz guzarta hai kabhi kargar hokar to kabhi sogwaar reh kar....

aapki is ghazal ko nacheez ka salaam.
behad inaayat aur behad shukriyaaa aapkaa mast saahab

jis andaaz se aapne kalaam ko apnaaya aur pasand kiyaa uske liye main aapkaa tahe dil se shukrguzaar hoon....

tashreef laate rahiyegaa aur apnaa khayaal rakhiyegaa

shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote