View Single Post
just a reaction ..technical..Zainy
Old
  (#94)
prashant vasl
Registered User
prashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to beholdprashant vasl is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 333
Join Date: May 2008
Location: mumbai(maharashtra)
Rep Power: 22
just a reaction ..technical..Zainy - 3rd August 2008, 06:29 PM

Bayan-e-ishk hota ishk-e-bayan...jis ne bhi likha hai..GALAT hai..
Bayan-e-ishk yaani..ishk ka bayaan...aur ishk-e-bayan ka matlab hua Bayan ka ishk..
Sochiye!auron se,jinhe sachmuch urdu shayri ka theek se pata ho..Baaqi phir..
Agar meri bina maangi salah se aap badzan(naraz) hain,to Sorry.
magar aakhir mein aap ko aur clear karne ke liye main,aap ka thoda dhyaan,neeche ki lines par chaahoonga..

ye hain aap ki bheji lines:

Sookh Jaatay hai lab, lafz miltay nahi
Hoota nahi humse ishk-e-bayaan
Unhay kaise bataa doon dil ki lagi…

Kayse sikhaaoon aankhoo ki zubaan


aur ye thodi her pher ke saath nayi lines..(just to convey the point clearly)

Sookh jate hain lab,honth hilte nahin
ishk ka humse hota nahi hai bayaan
kiase dil ki lagi un ke aage kahen
kaise aankhon ko apni banaayen zuban.
Prashant vasl



Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Sookh Jaatay hai lab, lafz miltay nahi
Hoota nahi humse ishk-e-bayaan
Unhay kaise bataa doon dil ki lagi…
Kayse sikhaaoon aankhoo ki zubaan


(nm)
   
Reply With Quote