Aajkal ke jawaan -
16th January 2011, 08:38 PM
Aajkal ke parivesh me pal rahe jawaan jo desh ka bhavishya kahe jaate hai, ve to khud hi gumraah hai, na unki aadte sahi hai, aur na vo kisi kalaa ke kaabil hai, raat ko discothek me jaakar kai medicine ke maadhyam se (ropenaal & catamine) ladkiye ki asmaat se khelana ka kaam kar rahe hai, jinhe ham desh ka bhavishya kahte hai, unme kuch to baaki nahi hai , na zameer aur na apni sahi soch ki disha ki ham kya kar rahe hai, jo is baat ka faisla nahi kar pa rahe hai, vo kal desh ka kya bhavishya banayege? aur samaaj ka parivesh aisi ek machali ke karan gandaa ho chukaa hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|