View Single Post
Old
  (#18)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
17th January 2013, 09:17 PM

are bhai ye kaun hai jo gulshan jala raha hai iska taaruf bhi to sher meiN hona chahiye

kshitij sahab aadaab...kya subject ka sher me rahna essential hai?

'taa phir na intezaar me neend aayi umr bhar
aane ka ah'd kar gaye ,aaye jo khwaab me.......
........
........kaun?....

agar chacha chahte to badi aasaani se 'vo' fit kar dete yani ki 'cause' daal dete ,yani 'subject' ko omit nahi karte.
ahmad sahab ke sher ne theek yehi hatkanda apnaya..mere khayaal se ahmad sahab ne deliberately subject omit kiya hai jaisa ki is sher me chacha ne kiya....subject ko omit karne se rumaniyat baD gayi sher ki.

yaha 'vo' ka isharah gulshan ki taraf nahi hai.subject ki taraf hai....kyuki aitraaz gulshan ke identification par nahi, kisi 'kaun' par hai..

Last edited by zidd; 17th January 2013 at 09:33 PM..
   
Reply With Quote