Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif
dosto ko adaab...........ek nayi gazal ke saath hazir houn apki ray ka muntazir
woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.
mera dil bhi to qued hay mujhme,
jalta hay yeh aur kaha dhooan deta hay.
tere saath ke manzer jo hay aankhon men,
koi aanson unhe kaha mita deta hay.
woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay.
woh tere milne ka ehsaas ''kashif'',
zindagi ko jine ki dua deta hay.
|
woh dard mujhko maza deta hay,
jo teri yadon ki saza deta hay.
woh khat jo likhe the jane anjane men,
pad leta houn to zakhmo ko shifa deta hay. bahut hi accha likha hain apne kashifji...