Thread: Sawaal Jawaab!
View Single Post
Old
  (#95)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
11th July 2014, 12:31 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post

mai.n aur Ziddsaab ab iis research me.n uljhe hai.n ki yeh differentiation kaise paida huee
Ek interesting baat yeh hai ki, Hindi me.n kalam lafz Arabic ya Sanskrit 'qalam' se nahi liya gayaa hai (a bit of research of my own)

Hindi me.n iiska root hai farsi (Persian) lafz 'ghalam'..

Ek notable baat yeh hai ki, farsi uses common terms for male, female or neuter. Ya phir yu.n kahiye ki Persian me.n gender hi missing hai. Shaayad isee wajah se jahaa.n Persian se alfaaz liye gaye ho.n wahaa.n Hindi me.n unhe kisii ek gender me.n dhaal diya ho? jaise machhli (persian 'mahi'). Hindi me.n machhli ko orally feminine hi bola jaata hai, phir bhale hi wo male ho ya female. Just my theory

dhire dhire.. magar kuch aur information leke haazir hota hoo.n, tab tak.. Ziddsaab, aapka bhii intezaar hai



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 11th July 2014 at 12:57 PM..
   
Reply With Quote