View Single Post
Old
  (#30)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
2nd March 2013, 01:56 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
bhai, maine nareshji ko request kiya tha , ki vo hindi anuwaad karen...magar
shayad unhone ye post dekha nahi.....

rahi baat shayri ki to vo aap urdu me karte hai to karte rahiye..

ye shayri karne ka tarika thode hi hai...ye to bus ek info article hai.....

ab bagut se terms ke mujhe hindi ya urdu translation nahi malum...so english me likh diya.
kyuki accuracy ki zarurat hai., jab mai hindi aur urdu ke technical terms ko translate nahi kar sakta to agar vernacular me likhunga to inaacurate ho jayega...

shayri me magar terms ki zarurat nahi padti...vo aam zaban me bhi hoti hai....so zubaandaani ko shayri se confuse nahi kiya jaaye....sab urdudaan aur hindidaan shayar nahi ho sakte.....aur shayar ko koi zarurat nahi zabaandaan hone ki...

ye beDaa shayar ka nahi ki vo zabaan sikhaaye ya vo us zabaan ka ustaad ho...aur uspar ye bheDaa bhi nahi ki vo koi zabaan ka propaganda karen. koi shkas ghar me marathi bol sakta hai magar shayri urdu me kar sakta hai.
Cool down ji cool down.....itna ghussa na hoyiye.....

Hum naresh ji aur mujeeb sahab ko ek baar phir etella kar dete hain ke aapke articles ka translation kar deiN.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote