main bhi kuch kanha chata haun -
19th October 2008, 03:18 PM
diya g acha lagta hai .
aap is website ko sirf website na rakh kar . dosti ka jariya bana na cahte hai .
aap ke is aagaj ke hum bhi hisedar banna cahnege .
mujhe sikayat apne aap se hai . ki jab me shayri.com par aata hun to mera dard itna kyun badh jata hai .
ish kore kagaj par sabdo ki suruat aap se ho . hum bahut tadpe aab tadpne ki suruat aap se ho. tamana hai sanso ki aap ban jaye meri jindagi. meri har subah har saam har raat aapse ho .
|