19th January 2013, 07:30 PM
vikas bhai namaskar.
main apke matle ko is tarah se samja hun..
ki aap kah rahe hain ki wakye main wo mujhe bhul gaya ho,
ya phir mera dil rakhne ko kah raha hai ki main bhul gaya.
pls dont mind if I am wrong.
sanjay sehgal
mujhe aisa bhi lagta hai ki shayar uske bhul jane
wali statement per doubt kar raha hai
khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
Last edited by Hamdam; 19th January 2013 at 07:33 PM..
|