Thread: Islaah ke liye
View Single Post
Old
  (#22)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
20th January 2013, 06:46 PM

Quote:
Bhayee... Ek takhta kam hai.. Accepted but .... Actualy wo typo hai....

Jise ki jagah jisko hai .... main padh jisko hi raha hun... Tabse soch raha tha kaha takhta kam huaa ik..

Khaali hath kiya bapis maine jisko darwaje se

ab batayen....
Ki .. Kuch tabdeeli ki zaroorat hai?
Suna tha kisi se "hai"lafz zaroori hota hai... Aisa hai kya?
..
1] ab kuch change karne ki zarurat nahi,ab correct hai
2] 'hai' ka aapne jo kaha hai...to aisa koi rule mujhe pata nahi ,waise bhi rule hoga bhi to apply karne ka criteria ban hi nahi payega jo hamesha correct ho.

magar connector se baat jyada clear hoti hai aur agar proper connector lagane ki jagah hai ,to kyu nahi lagaya jaaye?....baat saaf ho jaati hai ,disjointed si nahi lagti.......

magar again magar.......

'mood' (jise 'tevar' kahte hai loosely) bhi bahut important hai. kabhi kabhi bina connector ka jo effect hai ,khastaur se jab koi declaration sa statement ho ya koi martial type ki baat ho ,to mood bana rahta hai.....aur surprisingly connector lagaane se misra disjoint ho jayega....yani in other words 'mood' effect ho jayega.....

lastly in sab ka matlab hai ki aisa koi codification shayri me nahi ho sakta....
a shayar who gets such things right more times is more appreciated and is more successful.
------------------------------------
( neeche darj baat par kahi charcha hui hai isliye ise example bana raha hu.)

thats the reason 'paagal' aur 'deewana' bina mood ki parwa kiye istemaal nahi kar sakte interchange karke,merely because it fits the meter. mere khayaal se ,inappropriate words se correct aur meaningful sher ban bhi jaaye to use sunane ki bajai khariz kar dena behtar hai. ....

,,,,needless to say its my personal opinion.
   
Reply With Quote