28th July 2014, 12:27 AM
waah aru ji waah kya khub kaha h aape.
kehne ko koi shabdh hi nahi hai mere pas.
me to bas itna hi kahunga.
kisi ki beti kisi ki Behan to kisi ki maa hoti hai.
kisi ki aan kisi ki shan to kisi ka maan hoti hai.
koi dale nazar gandi to us ko cheer do.
phir chahe saza Jo mukkammal ho.
|