14th August 2006, 04:02 PM
ha pulkit tumne thik hi kaha hain...meri suggest ki hui lines shayad matlab hi badal deti,,,,bahut waqt baad aana hua to shayad mere dimag ko hi zang lag gaya tha......and my lil one is as naughty as always.....
have a nice day..
mausam
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|