View Single Post
Keep the good work up... Adil bhai.. Well Done!
Old
  (#581)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up Keep the good work up... Adil bhai.. Well Done! - 15th August 2014, 09:11 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
lafz 'qafas' pe mere kuch aashaar.....

na qafas kaa kHauf jinko na chaman kii chaah rakhte
maiN guloN se puchhtaa hooN wo parinde ab kahaaN haiN


wahhh... wahh... onchaaiyoN ko chuu rahi hai aap ki shayri, Adil bhai!
aise hi aur taraqqi karte rahiye... hur pal dua hai..


Quote:
ye qafas hai raen-basera aur maiN taaIr*-e-dil
jo chaman se uD ke khud aa mila sayyaad se
waaHHH! hur lafz pur-asar... behad umdaH shair kaha
hai bhai... dherooN daad...


Quote:
aur ye mera pehle pesh kiya hua sher jisme lafz "qafas" se aib-e-do-lakht paida hua tha due to missing correlation...
Zarraasaab aur baaki shora aur shaayaroN se guzaarish hai ki apne sujhaav aur salaah qaayam kareN...

kamar se baandh ke wo khinch rahaa suunaa qafas-e-ruuh
kise uthaanee hai azaab is sard murde baar ki
wahhhh... bohat khoob!!...

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
jab sabaa bhii azaab lagne lagii
ye qafas aashiyaanaa lagne lagaa


seedhe lafzoN se seedha dil per waar kiya hai Adil bhai..
bohat bohat khoob..

Quote:
naye naye ashiyaane ko maiN saraab samjhaa
qafas qafas-aaraa* samjhe maiN to azaab samjhaa[/I]
wahhh!!! bohat hi zaberdast aur aik achhuta khiyaal...
dil se nilkli dherooN daad pesh-e-nazar hai...


Quote:
jabiin-e-khaaksii meN ek jabiin-e-saNg bhii aisa
yahaaN nazr-e-qafas jaaN aur safhaa-e-dahr dikhaataa hai
bohat khoob!

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
chaman meN baith ke jo kar rahaa thaa roz guloN se baat
qafas kii tiiliyoN ke saath baaNtoo wo puraani yaad
masha Allah! kia khiyaal pesh kiya hai .. wahh! wahh!


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote