Quote:
Originally posted by waseem
Nidhi Ji,
Diya ko kaha jaley ka ahsas hota hai woh khud ba khud kaha bhujtey hai, yeh hawai hai jo taras kha kar bhuja deti hai.
yeh un mein pada huwa tel khatam ho jata hai,
Agar aisa hi hota to log kiyo kahtey ki jalna hai to diya ki tarah jalo, kiyo ki woh bedhadak jaltey hai, bina ahsas ke jatey hai aur bina kisi khuwashi ya arman ke jatey hai.
i hope u agree with me.
Cha Ke Jise Chaha To Kiya Chaha.
Na Cha Ke Jise Chaha To Bahut Chaha.
|
Hi WaseemJi,
Bahuyt Khub kaha hai apne bilkul agree karte hain apki baat par...
Tadapna hai to is dil ki tarah tadpo
ki woh kisi ke pyar mein tadapta hai
koi ehsaas nahi reh jata ismein baki
ki khwaish aur armaan sab jal jate hain
Regards Nidhi