View Single Post
Ek Doha written by BIHARI-LAL(LOVE-POET)
Old
  (#1)
a4arun4u
Nasamajh
a4arun4u has a spectacular aura abouta4arun4u has a spectacular aura about
 
a4arun4u's Avatar
 
Offline
Posts: 234
Join Date: Jan 2005
Location: delhi
Rep Power: 21
Post Ek Doha written by BIHARI-LAL(LOVE-POET) - 4th March 2005, 11:54 AM

kuch panktiyaan me aap logon ke saath share karna chahta hoon , jo mene apne school time me hindi subject me padi thee. i think u will enjoy it.

-----------------------------------------------------------------------------
"kahaT, nataT, rijhaT, khijaT, milaT, lajiyaaT,
bhare bhawan me karat hain neno se hi baat."
-----------------------------------------------------------------------------

yeh line BIHARI LAL ki dohe se li gayi hai,
aur isme shringGaar RAS ka misran hai.

Arth: premi apni premika se bahar baag me milne ki liye kahta(kahaT) hai.

premika mana(nataT) karti hai,

premika ke mana karne ki ada se premi rijhh(rijhaT) jata hai,

is par premika thodi si khijh(khijaT) jaati hai,

aur phir dono ki aankhen milti(milaT) hain.
BIHARI jee kahate hain... is tarah dono, sabhi logon(persons) se bhare huye bhawan me baate kar rahe.


Yours...

Arun
  Send a message via Yahoo to a4arun4u  
Reply With Quote