ush paar hain!!!!! -
20th March 2010, 06:52 AM
Aslaamaleikuum, Namaste aur Sat Sri A Kal to all
kheejha hee kheejha hain gulshan mein ab kahaan bahaar hain
jishkoh pyar karteh hain, woh sanam ush paar hain
zaleem zamaaneh neh kaat ker fenk diyeh mere par
eik gheera idhar aur doosra gheera ush paar hain
shikwah muhobbat kah kish sheh kareh eh dost
husne- dohra sunteh hain aaj bhi ush paar hain
gar kal kee fikr kartaa hain toh kareh koyee
andhiya hain ish taraf barsaat toh ush paar hain
kaishe samet luh khushiyoh koh daaman mein apne bataa
mere pass toh hain katraa, leebaash mera ush paar hain
shukriya karneh kee baat ab kahaan seh uthtee hain
ish taraf jazbaat hain rasm saaree ush paar hain
hotaa hain pareshaan dil ,, mushkeeleh hotee hain bahut
beemaar hain ish taraf,, dawaa -eh-dard ush paar hain
dil toh sirf deewaana hain
|