Tanha Shers -
18th May 2002, 01:23 AM
hey salam phir apki khidmat kuch sher ley kaar aya hoon pasand ayein tu plz zaroor batayega.....
tum is duniya main wafa ki umeed talash karte ho
registanon main kabhi dewaron ke saye nahi milte
__________________________________________________ __
ankhon ke khuab kabhi sach hoa nahi karte
hum jaise kabhi mohabbat kia nahi karte
__________________________________________________ __
INTIZAR TUMARI ZINDAGI MAIN SIRF DHOKA HOGA.
RONA TUMARI ZINDAGI MAIN TUHMARA NASEEB HOGA.
MAIN KHUD NAHI JANTA APNI ZINDAGI KA MAQSAD.
PHIR YEH MAAT KEHNA WOH LARKA BEWAFA HOGA
__________________________________________________ __
tanhaiuyn ka adi hoon mahifoln se daar lagta hai
andheron ka adi hoon roshniyun se daar lagta hai
__________________________________________________ __
salman shaikh
hamari zindagi bhi kuch ajeeb rang se guzri
dilon paar raj bhi kia phir bhi pyar ko tarse
allah pak de hawale
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
|