Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
salamat rahe saaqi mera...Maham ki adna kavish!
Old
  (#1)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
salamat rahe saaqi mera...Maham ki adna kavish! - 4th October 2007, 08:47 AM


Eik bauaht hee adnaa se kavish jis ka janam eik bauhat qeemtee lamhe mein hoa

aap ki is khubsoorat bazm ki nazr kartee hei Maham ........

Pehle baar gunah e maikashi kya mein ne
Ley ke Khuda ka naam ji bhar pya mein ne
daur pe daur chalta gaya saaqi mera ehsaan karta gaya
nigahon se masti tapaknae lagee khumar barhta gaya
hosh urtae rahae nasha charhta gaya
koshish tou bauhat kee daaman e dil talak na aan pohanche
kuch bass na chala shola e ishq bharakta gaya
qadam dagmagate rahe dil e beiman dharakta gaya


kyun khafa hota hai eiy waiz mujhse
Bakhuda maikadae ka rukh nahi kya mei ne
qasam saaqi ki koi gunah nahi kiya mein ne
kamzarf honge woh jo maikhanae ka rukh karain
nadaan hein woh jo bezaroorat paimana bharain
kaafir kaho unhen jo yun nashaa karain


uskee ankhkon se pee meree khata yehee hei
umr bhar hosh na ayae meri sazah yehee hei
maikada jinko azeez woh shouq se wahan ka rukh karen
mere lye kya kamee mujhe mayasar un mast ankhon ke jam
Na rahee aarzu saagar o meena kee Jab se hoay woh paimanae mere naam
saalaamaat rahae saaqi mera us nasheele nigaah ko mera salaam
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th October 2007, 10:46 AM

bahut khoob maham ji.....majja aa gaya padkar


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
4th October 2007, 01:45 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
bahut khoob maham ji.....majja aa gaya padkar

I m glad u liked it ma'am

thanx hazaroun gulistan

due respects

MahamAzmi
   
Reply With Quote
masttttttt
Old
  (#4)
aapki_anamika
Registered User
aapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 195
Join Date: Mar 2006
Location: in my love's heart
Rep Power: 21
masttttttt - 4th October 2007, 04:58 PM

maham ji i just wanna say its mast..

o saaki saaki re saaki saaki\/


bhot acchi hai g kavita..thanx 4 sharing


@~~**AapKi aNAmIkA**~~@

   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
4th October 2007, 05:26 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Eik bauaht hee adnaa se kavish jis ka janam eik bauhat qeemtee lamhe mein hoa

aap ki is khubsoorat bazm ki nazr kartee hei Maham ........

Pehle baar gunah e maikashi kya mein ne
Ley ke Khuda ka naam ji bhar pya mein ne
daur pe daur chalta gaya saaqi mera ehsaan karta gaya
nigahon se masti tapaknae lagee khumar barhta gaya
hosh urtae rahae nasha charhta gaya
koshish tou bauhat kee daaman e dil talak na aan pohanche
kuch bass na chala shola e ishq bharakta gaya
qadam dagmagate rahe dil e beiman dharakta gaya


kyun khafa hota hai eiy waiz mujhse
Bakhuda maikadae ka rukh nahi kya mei ne
qasam saaqi ki koi gunah nahi kiya mein ne
kamzarf honge woh jo maikhanae ka rukh karain
nadaan hein woh jo bezaroorat paimana bharain
kaafir kaho unhen jo yun nashaa karain


uskee ankhkon se pee meree khata yehee hei
umr bhar hosh na ayae meri sazah yehee hei
maikada jinko azeez woh shouq se wahan ka rukh karen
mere lye kya kamee mujhe mayasar un mast ankhon ke jam
Na rahee aarzu saagar o meena kee Jab se hoay woh paimanae mere naam
saalaamaat rahae saaqi mera us nasheele nigaah ko mera salaam

waah! maham jee kya kahne aap ke!aap se hame is tarah ke nazm kii ummeed to nahii.n thee.. sochaa bhii na thaa kii aap sharaab aur saaqi par bhii pukhta Dhang se likh sakti hai.n.. pahle ek urdu ki nazm, phir hindi me.n, phir english poetry aur ab saaqi par bhii.. waah!

pahle stanaza me.n aalam-e-maikashi, khuub bayaan kiyaa hai aap ne.. aur duusre aur tisre stanza me.n aap ne to Ghazab hii kar diyaa hai! kya khuub wazah tasliim kiya hai aap ne.. paRh kar dil baaGh-baaGh ho gaya hai maham jee, kya kahne aap ke!

yuun hii likhti rahe.n.ooparwaale se duaa hai kii aap ko aur hunarmand kare, zor--e--qalam ho aur zeyaadah!

mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#6)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th October 2007, 09:44 AM

Quote:
Originally Posted by aapki_anamika View Post
maham ji i just wanna say its mast..

o saaki saaki re saaki saaki\/


bhot acchi hai g kavita..thanx 4 sharing

Thanx hazaroun gulistan for appreciating it Anamika ,

   
Reply With Quote
Old
  (#7)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
6th October 2007, 04:01 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
waah! maham jee kya kahne aap ke!aap se hame is tarah ke nazm kii ummeed to nahii.n thee.. sochaa bhii na thaa kii aap sharaab aur saaqi par bhii pukhta Dhang se likh sakti hai.n.. pahle ek urdu ki nazm, phir hindi me.n, phir english poetry aur ab saaqi par bhii.. waah!

pahle stanaza me.n aalam-e-maikashi, khuub bayaan kiyaa hai aap ne.. aur duusre aur tisre stanza me.n aap ne to Ghazab hii kar diyaa hai! kya khuub wazah tasliim kiya hai aap ne.. paRh kar dil baaGh-baaGh ho gaya hai maham jee, kya kahne aap ke!

yuun hii likhti rahe.n.ooparwaale se duaa hai kii aap ko aur hunarmand kare, zor--e--qalam ho aur zeyaadah!

mayank

Log aise he to nai kehte na ke

MAHAM IS FULL OF SURPRISES

hahaahhaa

so aise he hein hum

apko gaahe bagaahe heran karte rahain ge

dekhte jayae agayae agayae hota hei kiya

All jokes aside

wordz of appreciation from someone like u surely do add a feather in my cap

Thanx hazaroun gulistan for all ur words here ,Sir......


due respects

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
8th October 2007, 11:49 PM

Is there anyway i can edit my post a few dayz later ?!

Trying to do so but in vain .....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
7th November 2007, 12:20 PM

haye haye maham..kya hain yeh sab!!!!!!!!!!!!!

sharaab!!!!!

Bahut buri baat hain.......................!!

Acche log aisi chezoN se door rehte hain:

Allah muaaf kare tumhe!!!!!!!!!!!!!!

haaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

main to tumhe abhi woh gaane pe imagine kar rahin hoon...tum gaati hui..."kaise rahu chup ke maine pee li kya hain..hosh abhi tak hain baaki...Aur zara si dede saaqi...aur zara si.."..

acchi tehreer hain maham ......behki behki si.............

hume pasand aayi....

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
8th November 2007, 02:45 AM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
haye haye maham..kya hain yeh sab!!!!!!!!!!!!!

sharaab!!!!!

Bahut buri baat hain.......................!!

Acche log aisi chezoN se door rehte hain:

Allah muaaf kare tumhe!!!!!!!!!!!!!!

haaaaaaaaaaaaaaaaaaaa

main to tumhe abhi woh gaane pe imagine kar rahin hoon...tum gaati hui..."kaise rahu chup ke maine pee li kya hain..hosh abhi tak hain baaki...Aur zara si dede saaqi...aur zara si.."..

acchi tehreer hain maham ......behki behki si.............

hume pasand aayi....

mausam
araay araaay kiya ghazab kartee ho yaar

maikashi pe nazm hum ne likhee behak tum rahee ho

   
Reply With Quote
aap k liay or khaas diljalo k liay
Old
  (#11)
faizaan
Registered User
faizaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Nov 2007
Rep Power: 0
aap k liay or khaas diljalo k liay - 21st November 2007, 03:40 AM

kia akhri shayri ki hai nighahoon ki sharaab k baray mai dost ..lagta to u hai k aap b diljalay ashiq hai sharaab k,,,hamari tara
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
arsh brar
Guest
 
Posts: n/a
Post 21st November 2007, 05:26 PM

maikhane mein bhi meri dua kabool na hui
jaise mandir ke aage koi swaali khara raha

auron ko diye saqi ne jaam pe jaam
le ke paimaana haath mein khaali khara rha
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
22nd November 2007, 11:47 AM

Quote:
Originally Posted by faizaan View Post
kia akhri shayri ki hai nighahoon ki sharaab k baray mai dost ..lagta to u hai k aap b diljalay ashiq hai sharaab k,,,hamari tara
hazrat jab tak apko ye ilm na ho ke ap kisi khatoon se baat kar rahe hein ya kisi sahab se to apne lafzon ko bauhat sambhaal ke ehtiyaat se ada karna chahya hei

Behairkaif ,

agar ye apki daad ka andaz hei to shukriya aur kiya keh sakte hien ,aur batate chalain ke i m a female and not a male and NO i m not for sure an AASHIQ of shaarab but I do believe in intoxication

anywayz


Due Respects,

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sharabee
koi hamdam na raha
sharabee is on a distinguished road
 
sharabee's Avatar
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Jan 2008
Location: sharabkhana
Rep Power: 0
15th March 2008, 09:47 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Eik bauaht hee adnaa se kavish jis ka janam eik bauhat qeemtee lamhe mein hoa

aap ki is khubsoorat bazm ki nazr kartee hei Maham ........

Pehle baar gunah e maikashi kya mein ne
Ley ke Khuda ka naam ji bhar pya mein ne
daur pe daur chalta gaya saaqi mera ehsaan karta gaya
nigahon se masti tapaknae lagee khumar barhta gaya
hosh urtae rahae nasha charhta gaya
koshish tou bauhat kee daaman e dil talak na aan pohanche
kuch bass na chala shola e ishq bharakta gaya
qadam dagmagate rahe dil e beiman dharakta gaya


kyun khafa hota hai eiy waiz mujhse
Bakhuda maikadae ka rukh nahi kya mei ne
qasam saaqi ki koi gunah nahi kiya mein ne
kamzarf honge woh jo maikhanae ka rukh karain
nadaan hein woh jo bezaroorat paimana bharain
kaafir kaho unhen jo yun nashaa karain


uskee ankhkon se pee meree khata yehee hei
umr bhar hosh na ayae meri sazah yehee hei
maikada jinko azeez woh shouq se wahan ka rukh karen
mere lye kya kamee mujhe mayasar un mast ankhon ke jam
Na rahee aarzu saagar o meena kee Jab se hoay woh paimanae mere naam
saalaamaat rahae saaqi mera us nasheele nigaah ko mera salaam

goood One but I will reply you noe I have taken a lot...........
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Swaleha
Registered User
Swaleha is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
16th March 2008, 07:55 PM

KAHEGANA PARAST HAI JAZBAT MEIN BAHE GA NAHI WOH MUJH SE MILNE AAENGA MUNH SE MAGAR KAHENGA NAHI
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
akki907
Registered User
akki907 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 0
5th April 2008, 04:30 PM

Pehle baar gunah e maikashi kya mein ne
Ley ke Khuda ka naam ji bhar pya mein ne


Mazza aa gaya
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
10th April 2008, 06:48 AM

Thanx hazaroun gulistan !

Due Respects,
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
muKhlis
new-bee
muKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura about
 
muKhlis's Avatar
 
Offline
Posts: 512
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 19
10th April 2008, 07:25 AM

apki nazm bahot pasand ayi Maham sahiba. subhan Allah. nihayat hi dilkash aor hasin. dad qubul farmaye.n

apki ki pahli line [pahle bar gunah.....] mujhe laga k jaise is line ko [pahli bar gunah.....] hona chahiye. apka kia khayal he? gustakhi ke liye mazarat khah hu.n




tu aur aaraa'ish-e-Kham-e-kaakul
maiN aur andesha_haa-e-dur o daraaz

   
Reply With Quote
Old
  (#19)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
10th April 2008, 07:48 AM

Quote:
Originally Posted by muKhlis View Post
apki nazm bahot pasand ayi Maham sahiba. subhan Allah. nihayat hi dilkash aor hasin. dad qubul farmaye.n

apki ki pahli line [pahle bar gunah.....] mujhe laga k jaise is line ko [pahli bar gunah.....] hona chahiye. apka kia khayal he? gustakhi ke liye mazarat khah hu.n
Adaab arz hei mohataram hazrat ,

ap ka dilli shukriya ke ap ne daad se navaza ,

janab vo PEHLI he hei , PEHLEE likhna tha shayed eik E lagana bhul gaye , it wz nothing but a sheer typo blunder , Ofcourse it HAS to be PEHLI BAAR !




Thanx hazaroun Gulistan ,

Due Respects,

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
21st April 2008, 02:51 PM

Quote:
Originally Posted by Swaleha View Post
KAHEGANA PARAST HAI JAZBAT MEIN BAHE GA NAHI WOH MUJH SE MILNE AAENGA MUNH SE MAGAR KAHENGA NAHI
This does nt make any sense to me ,

Elaborate!
   
Reply With Quote
Wonder Full
Old
  (#21)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Love Wonder Full - 1st June 2008, 03:00 AM

Nihayat hi Umda kavish hai Mohterma app ki ...
yakeen maaniye sharab per likhi pehli ghazal hai jo mujhy passand aai



Reps +++


Tareef k liye alfaz kahan se laaon ?????

Bahut achi hai ...........Keep Writing

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#22)
n_ravinder
Registered User
n_ravinder is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 28
Join Date: Sep 2008
Location: nagpur
Rep Power: 0
6th October 2008, 09:35 PM

MahamAzmi vbmenu_register("postmenu_252212", true);

WAHHHHHHHHHHHHHHHHHHH KYA KHUBBBBBBBBBBBBBBBBB LIKHA H


THXXXXXXXXXXXXXXXXX A LOTSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSS

RAVI.
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th August 2009, 11:15 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Nihayat hi Umda kavish hai Mohterma app ki ...
yakeen maaniye sharab per likhi pehli ghazal hai jo mujhy passand aai



Reps +++


Tareef k liye alfaz kahan se laaon ?????

Bahut achi hai ...........Keep Writing

Mujeeb
zahae naseeb zarahnavazi hazur,

Due respects

MahamAzmi


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th August 2009, 11:16 PM

Quote:
Originally Posted by n_ravinder View Post
MahamAzmi vbmenu_register("postmenu_252212", true);

WAHHHHHHHHHHHHHHHHHHH KYA KHUBBBBBBBBBBBBBBBBB LIKHA H


THXXXXXXXXXXXXXXXXX A LOTSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSSS

RAVI.

Thanx hazarun gulistan Ravi sahab,

Due Respects


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
habib.monu
saoda ikko jeha
habib.monu is on a distinguished road
 
habib.monu's Avatar
 
Offline
Posts: 68
Join Date: Sep 2009
Location: Gumraah
Rep Power: 15
15th September 2009, 01:59 PM


me to yehi kahunga, k ye sheyr pad kar mujhe to talab c lag gai he, or kya kahu sarkar,
Gustakhi maaf


unko hame satane ka bahana mil gya, hme hmari maut ka thikana mil gya, hme to unke saath ki umid thi jo na mila , unko to sara jamana mil gya, hmari juban ko khamoshi ka kinara mil gya, meri ankho me ashko ka najara khil gya,
Ye kya kam tha k ik mulakat ho bus, tumhari dosti me kambakht hmara dil gya, hm drd ko khuda maan bethe he ab,mere maran k bahane me sath tumhara bn gya,,
Kya malum hqiqat me sath dega khuda,
Khwab aya k hmara ek jakham sil gya...M
  Send a message via Yahoo to habib.monu Send a message via MSN to habib.monu  
Reply With Quote
Old
  (#26)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
28th October 2009, 11:00 PM

Quote:
Originally Posted by habib.monu View Post
me to yehi kahunga, k ye sheyr pad kar mujhe to talab c lag gai he, or kya kahu sarkar,
Gustakhi maaf
pasand farmanae ke lye shukriya..

wasalam


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Thumbs up 28th October 2009, 11:37 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Eik bauaht hee adnaa se kavish jis ka janam eik bauhat qeemtee lamhe mein hoa

aap ki is khubsoorat bazm ki nazr kartee hei Maham ........

Pehle baar gunah e maikashi kya mein ne
Ley ke Khuda ka naam ji bhar pya mein ne
daur pe daur chalta gaya saaqi mera ehsaan karta gaya
nigahon se masti tapaknae lagee khumar barhta gaya
hosh urtae rahae nasha charhta gaya
koshish tou bauhat kee daaman e dil talak na aan pohanche
kuch bass na chala shola e ishq bharakta gaya
qadam dagmagate rahe dil e beiman dharakta gaya


kyun khafa hota hai eiy waiz mujhse
Bakhuda maikadae ka rukh nahi kya mei ne
qasam saaqi ki koi gunah nahi kiya mein ne
kamzarf honge woh jo maikhanae ka rukh karain
nadaan hein woh jo bezaroorat paimana bharain
kaafir kaho unhen jo yun nashaa karain


uskee ankhkon se pee meree khata yehee hei
umr bhar hosh na ayae meri sazah yehee hei
maikada jinko azeez woh shouq se wahan ka rukh karen
mere lye kya kamee mujhe mayasar un mast ankhon ke jam
Na rahee aarzu saagar o meena kee Jab se hoay woh paimanae mere naam
saalaamaat rahae saaqi mera us nasheele nigaah ko mera salaam

Maham ji,

Waise hi ghoomte phirte aap ke thread pe aa gaya tha... Aapki Ghazal pdhi bahut Maza aaya....
MaiN Khud ko iss layak to nahi samjhta ki main aapki Ghazal ki tareeff bhi kar saku phir bhi kahne se ruk nahi saktaa ki Bahut Khoob likha hai aapne, aapne behad umda tariqe se apne ehsaasoN ki chhap apni Ghazal meiN chhodi hai....
Mere paas aur alfaaz nahi haiN...
Daad kabool kareN......

Khush rahiye,
Vikram Jethi


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#28)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
5th December 2009, 03:58 PM

mohataaram hazrat,
ap kasranafsi s kaam lete hein warna ap khub hasas andaz mein ashaar ko jazb karte hein apne ander

apki is karamfarmayee is haqeer kaavish ko yun shidat se sarhaane ke lye behud mumnun t hehree maham ,

behud navazish hazur apki...


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
20th December 2009, 08:40 AM

le ke khuda ka naam ji bhar pia maine

maham ji aaj achanak is forum pe aa gya or aapki rachna padne ka sabab ban gya.............maza aa gya
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
26th December 2009, 09:55 AM

Quote:
Originally Posted by rajinderseep View Post
le ke khuda ka naam ji bhar pia maine

maham ji aaj achanak is forum pe aa gya or aapki rachna padne ka sabab ban gya.............maza aa gya

navazish hazrat...

karamfarmayee ka behud shukriya..


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Gumaan!Maham ki eik adna kaavish MahamAzmi Shayri-e-Dard 17 24th November 2007 03:42 PM
Piyar to hei Sajan ji...Maham ki eik aur adna kavish MahamAzmi Shayri-e-Ishq 18 10th November 2007 08:10 PM
Zindagi...Maham ki eik aur adna kavish MahamAzmi Shayri-e-Dard 16 26th October 2007 10:19 AM
Tera mera saath rahe... Chaand Hindi/Urdu Lyrics 1 11th June 2005 05:41 PM
Ye saja sajaayaa ghar saaqi meri zaat nahin mera haal nahin Nida Siidiqui Shayri-e-Sharaab 0 23rd May 2003 10:28 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com