Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
sachha pyar
Old
  (#1)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
sachha pyar - 20th December 2005, 03:46 PM

Chman se kaun chla hai khamosiyan lekar
Kali kali ro rahi hai siskiyan lekar

Jo rat din mare marne ki mangte the dua
Wo ro rahe the janaje par Hichkiyan lekar

Bhula saki na wo jakam jo diya tune mujhe
To ji gaye jindgi bewafaiyan sahakar

Saja mili un gunaho ki jo kiye na kabhi
Na do aur saja mujhko un ro ro kar

Vida ki bela mai aaye tum sakun mila
jabab do Kyu gaye tum tanhaiyan dekar

Jinda thi tab to na aaye tum
To so gaye hain tumhari nishaniyan lekar

Sab sahe gayi par dua thi ki teri khushiyon ki
Sakun na milega mujhe tumhe beecheniyan dekar

Mil gaya jism mitti mai hasrten na miti
Aaj kar do inhe bhi pura mera man chukar

nA thi sikayten kabhi tumse na kabhi socha bura
Main jaa rahi hoon tumhe aaj bhi khusiyan dekar

schhe pyar ke in jazbaat ko alfaz dene ko kosish kar rahi hoon .umeed karti hoon aap sabko pasand aayega .



Last edited by shrdh; 20th December 2005 at 03:51 PM..
  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Re: sachha pyar
Old
  (#2)
khoonigazzal
Registered User
khoonigazzal is on a distinguished road
 
khoonigazzal's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jan 2006
Location: faridabad{ind}
Rep Power: 19
Re: sachha pyar - 12th September 2006, 04:42 PM

Quote:
Originally posted by shrdh
Chman se kaun chla hai khamosiyan lekar
Kali kali ro rahi hai siskiyan lekar

Jo rat din mare marne ki mangte the dua
Wo ro rahe the janaje par Hichkiyan lekar

Bhula saki na wo jakam jo diya tune mujhe
To ji gaye jindgi bewafaiyan sahakar

Saja mili un gunaho ki jo kiye na kabhi
Na do aur saja mujhko un ro ro kar

Vida ki bela mai aaye tum sakun mila
jabab do Kyu gaye tum tanhaiyan dekar

Jinda thi tab to na aaye tum
To so gaye hain tumhari nishaniyan lekar

Sab sahe gayi par dua thi ki teri khushiyon ki
Sakun na milega mujhe tumhe beecheniyan dekar

Mil gaya jism mitti mai hasrten na miti
Aaj kar do inhe bhi pura mera man chukar

nA thi sikayten kabhi tumse na kabhi socha bura
Main jaa rahi hoon tumhe aaj bhi khusiyan dekar

schhe pyar ke in jazbaat ko alfaz dene ko kosish kar rahi hoon .umeed karti hoon aap sabko pasand aayega .
HAMAARE PYAARE DOST KO HAMARA PYAAR BHARAA WISH.........
aaj kareeb do month baad online huya to aapki nazm doondta raha to woh eightth page per mili kyaa huyaa likhna kam kar diya kyaa yaa fir busy ho kahin............
aapse hamaro request hai ki yu hi likhte raho..........
aapki ye nazm to pehle padi huyee si lagi shayad aap ne pehle bhi post ki hai lekin bahut achhi likhi hai.............
achha dost byeeeeee jab online honge to milenge


samet sakte ho tum “JEET” apni mutthi main ...
hamain to pehle hee aadat hai "HAAR" jaane ki….
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#3)
Mushkan
Registered User
Mushkan is on a distinguished road
 
Mushkan's Avatar
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Aug 2003
Rep Power: 21
Thumbs up hello - 13th September 2006, 01:49 AM

hello shrdh

how are you? bahote khoob likha hia nice work keep it up.

mushkan
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
13th September 2006, 01:52 AM

shraddha

kaisi ho aap?

aapki ye peshkas pasand aayi mujhe aap bahot achha likhti ho aur aapki peshkas padhna achha lagta haii


aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 13th September 2006, 01:54 AM

bahut hi khoob likha hai shradhha tumne aise hi likhti raho

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#6)
jahaan
Registered User
jahaan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 26
Join Date: Sep 2006
Location: delhi
Rep Power: 0
26th September 2006, 07:45 PM

shrdh


jo aapne likha hai mujhe bahut pasand ayi.
umeed hai aage bhi aisa padhne ko milega.


jahaan....


jahaan
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aarya
trail of thoughts
aarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really nice
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Sep 2006
Location: in the hopes of my family
Rep Power: 22
26th September 2006, 10:16 PM

"schhe pyar ke in jazbaat ko alfaz dene ko kosish kar rahi hoon ."


shardji aapke jazbaat aur aapki yeh khoobsurat lines likhi hui bahut hi aachi lagin.

thanks for sharing them


best regards
aarya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
YUSUF DEV
Yusuf Dev
YUSUF DEV is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 5
Join Date: Apr 2007
Location: Sharjah UAE
Rep Power: 0
Thumbs up 16th May 2007, 10:17 AM

shhrdha ji,


aapki ye ghazal pad ke phir se apne guzre hue kal ki yaad aa gayi.
aisa lagta hai meri zindagi ke woh kuch saal jise mein bhoolne ki
koshish kar raha hu, yeh ghazal usi ke aas paas hai. aapne sahi
maino mein sachche pyar ke jazbat ko alfaaz diye hai.

bahut khoob

aapka dost,
YUSUF DEV
  Send a message via Yahoo to YUSUF DEV  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sandeep_batra87
Guest
 
Posts: n/a
20th May 2007, 02:35 PM

Dear shradh

Very good bahut acchha likha hai aage bhi likhte rehna aur isse badiya
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
dsnagwan
Registered User
dsnagwan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 0
Post 25th May 2007, 03:02 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
Chman se kaun chla hai khamosiyan lekar
Kali kali ro rahi hai siskiyan lekar

Jo rat din mare marne ki mangte the dua
Wo ro rahe the janaje par Hichkiyan lekar

Bhula saki na wo jakam jo diya tune mujhe
To ji gaye jindgi bewafaiyan sahakar

Saja mili un gunaho ki jo kiye na kabhi
Na do aur saja mujhko un ro ro kar

Vida ki bela mai aaye tum sakun mila
jabab do Kyu gaye tum tanhaiyan dekar

Jinda thi tab to na aaye tum
To so gaye hain tumhari nishaniyan lekar

Sab sahe gayi par dua thi ki teri khushiyon ki
Sakun na milega mujhe tumhe beecheniyan dekar

Mil gaya jism mitti mai hasrten na miti
Aaj kar do inhe bhi pura mera man chukar

nA thi sikayten kabhi tumse na kabhi socha bura
Main jaa rahi hoon tumhe aaj bhi khusiyan dekar

schhe pyar ke in jazbaat ko alfaz dene ko kosish kar rahi hoon .umeed karti hoon aap sabko pasand aayega .

Hello Shrdh
Tumne bahut achcha likha hai.
Khuda kare tum humesa aise hi likhte raho.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
30th May 2007, 02:55 PM

Quote:
Originally Posted by shrdh View Post
Chman se kaun chla hai khamosiyan lekar
Kali kali ro rahi hai siskiyan lekar

Jo rat din mare marne ki mangte the dua
Wo ro rahe the janaje par Hichkiyan lekar

Bhula saki na wo jakam jo diya tune mujhe
To ji gaye jindgi bewafaiyan sahakar

Saja mili un gunaho ki jo kiye na kabhi
Na do aur saja mujhko un ro ro kar

Vida ki bela mai aaye tum sakun mila
jabab do Kyu gaye tum tanhaiyan dekar

Jinda thi tab to na aaye tum
To so gaye hain tumhari nishaniyan lekar

Sab sahe gayi par dua thi ki teri khushiyon ki
Sakun na milega mujhe tumhe beecheniyan dekar

Mil gaya jism mitti mai hasrten na miti
Aaj kar do inhe bhi pura mera man chukar

nA thi sikayten kabhi tumse na kabhi socha bura
Main jaa rahi hoon tumhe aaj bhi khusiyan dekar

schhe pyar ke in jazbaat ko alfaz dene ko kosish kar rahi hoon .umeed karti hoon aap sabko pasand aayega .


WAH shrdh ji itna acha likha hai ke alfaznahi aapkelikhay ki tareef kerne ke liye her lafz ne dil per asar kia aur khas taur per ye do ashaar bohat hi achay lagay yunhi likhti rahain humesha khush rahain

Saja mili un gunaho ki jo kiye na kabhi
Na do aur saja mujhko un ro ro kar

nA thi sikayten kabhi tumse na kabhi socha bura
Main jaa rahi hoon tumhe aaj bhi khusiyan dekar


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
sachha dard aur meree zid masoomshayer Shayri-e-Dard 12 7th June 2006 08:49 PM
sachha pyar shrdh Shayri-e-Dard 10 10th March 2006 07:55 AM
kunal jo sachha pyar hai kam se kam mere liye to masoomshayer Shayri-e-Dard 17 1st March 2006 06:10 AM
sachha saath munfairy Shayri-e-Ishq 0 27th November 2005 12:59 PM
roop aur kunal ko mila sachha pyaar sakhi1909 Shayri-e-Dard 22 15th May 2005 12:16 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com