Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bahut kam hain dosto
Old
  (#1)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
Bahut kam hain dosto - 7th July 2003, 01:41 PM

Tum bhi Khafaa ho, log bhi be-raham hain dosto
Ab ho chalaa yaqin, ke bure ham hain dosto

Kisko hamaare haal se nisbat hai kyaa karen
Ankhen tou dushmano ki bhi pur-nam hain dosto

Apne siva hamaare na hone ka gham kise
Apnii talaash mein to ham hi ham hain dosto

Kuch aaj shaam hi se hai dil bhi bujhaa bujhaa
Kuch shaher key chiraag bhi maddham hein dosto

Is shaher-e-aarzoo se bhi bahar nikal chalo
Ab dil ki raunaqen bhi koi dam hain dosto

Sab kuch sahi 'Faraz' par itana zaroor hai
Duniya mein aisey log bahut kam hain dosto

by-Ahmad Faraz


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Bahut Kam Hain Dosto.
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Bahut Kam Hain Dosto. - 11th July 2003, 07:09 PM

Sunjj, again another one, lekin ishbar aapne likhha hein. Mein toh bolti hu ke aap likhte rahiyega. Jo bhi likhenge achahi lagna hein.

Waise: "Ab ho chalaa yaqin, ke bure ham hain dosto".
Yeh aapne thikh nehi likhha kyu ke aapka jo bhi dost hein un sabko acha toh nehi lagega heinna?

Last lines bhi acha hein.
Sabke sab acha hein.
Thanks for sharing. Take care. God bless.
Shimul.

Waise woh aapko kabhi kehna na pare, ish liye pehle hi mein likhrahi hu.
Dushman na kare dostne woh kaam kiya hein,
Umar bhar ka gum hume inaam diya hein.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
12th July 2003, 07:36 PM

Shimul hume bohot achha laga kii humarii harr pasand ap kii pasand karib hain.....aur jo likha woh bhii sahii likha hain....!!1

Dushman na kare dostne woh kaam kiya hein,
Umar bhar ka gum hume inaam diya hein.


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
AB BAS?? Bahut naam kama liya dosto taqdeer.786 Shayri-e-Dard 0 1st October 2007 03:42 PM
Bahut khaas hain aap ! karndhar Shayri-e-Ishq 4 26th November 2005 07:33 PM
Hai duniya me kitna dard dosto !. Shayad mera dard hai abhi bahut kam dosto!!! shayri12345 Shayri-e-Dard 4 7th July 2005 07:47 PM
Tum bhi Khafaa ho, log bhi be-raham hain dosto - by Ahmed Faraz Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 4th September 2003 11:27 PM
bahut peetey hain hum zakhmee Shayri-e-Sharaab 2 6th June 2003 02:02 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com