Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kahin mujhe pyar tau nahi ho gaya
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
kahin mujhe pyar tau nahi ho gaya - 18th September 2014, 08:53 PM

Kerta hun jab bhi tujhe yaad main muskurata huN
Tehra masoom chehre ko apne roobaru pata huN.

Chhone ki tere aqs ko jab bhi ki hai koshish ,
Har baar ki tarah naqamyab ho jata huN.

Ye bebasi mujhe bechain kar deti hai kuch pal ,
phir na jaane kyun tere khayalon mein kho jata huN.

Peeche chalta hun tere kadmon pe kadam rakh kar ,
Mai dewangee mein teri parchayee se lipat jata huN.

Kai baar tujh se baat karne ko jee chahta hai,
Per jab bhi tum samne hoti hai khamosh ho jata huN.

Kyun khab mein aa kar mujhe satati ho tum,
Ankh khulne pe per dhoondne lag jata huN,

Jab jab bhi tera naam dil ko sunata huN ,
Dhil dharakne ke andaaz mein farq pata huN .

Jab Jab bhi tere ghar ki gali se guzarta huN ,
Ek pal ke deedar ko bhi taras jaata huN .

Mur mur ke dekhta huN tere ghar ki khirki ko ,
Har baar ki tarah use kyun use band pata huN.

Mera Ishq kahin ek tarfa tau nahi.shayad ,
Na jane tujhe paane ki hasrat dil mein basata huN.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 18th September 2014 at 09:21 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
18th September 2014, 09:17 PM

Sanjay ji

A touching poetry.keep up the good work

Regards
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th September 2014, 09:26 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waaahhh! Sanjayji Kya khoob rumaani andaaz hai bahot hi pyari nazm hai mujhe hamesha aise lagta hai aap apni past feelings ke baare meiN likhtey ho jaise teenage meiN pehla pyar hua ho uske ehsaas abhi tk zinda haiN agr aisa nhi hai to wakai qamaal ki observation hai aapki...dheron daad yunhi likhtey rahiye
agr aisa nhi hai to wakai qamaal ki observation hai aapki...dheron daad yunhi likhtey rahiye

Dear Naaz ,

Main imagination mein likhta hun aksar ...this poem I wrote in the morning at my workplace.. Pata nahin kahan se feelings aati gayi aur main likhta gaya ..
bus yun hi

Aisa bhi tau ho sakta hai ki deprivation leads to desire

Regds
Sanjay Sehgal
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th September 2014, 09:29 PM

Quote:
Originally Posted by sukanya View Post
Sanjay ji

A touching poetry.keep up the good work

Regards
Sukanya ji , Thank you very much for heartfelt appreciation
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
18th September 2014, 10:31 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Kerta hun jab bhi tujhe yaad main muskurata huN
Tehra masoom chehre ko apne roobaru pata huN.

Chhone ki tere aqs ko jab bhi ki hai koshish ,
Har baar ki tarah naqamyab ho jata huN.

Ye bebasi mujhe bechain kar deti hai kuch pal ,
phir na jaane kyun tere khayalon mein kho jata huN.

Peeche chalta hun tere kadmon pe kadam rakh kar ,
Mai dewangee mein teri parchayee se lipat jata huN.

Kai baar tujh se baat karne ko jee chahta hai,
Per jab bhi tum samne hoti hai khamosh ho jata huN.

Kyun khab mein aa kar mujhe satati ho tum,
Ankh khulne pe per dhoondne lag jata huN,

Jab jab bhi tera naam dil ko sunata huN ,
Dhil dharakne ke andaaz mein farq pata huN .

Jab Jab bhi tere ghar ki gali se guzarta huN ,
Ek pal ke deedar ko bhi taras jaata huN .

Mur mur ke dekhta huN tere ghar ki khirki ko ,
Har baar ki tarah use kyun use band pata huN.

Mera Ishq kahin ek tarfa tau nahi.shayad ,
Na jane tujhe paane ki hasrat dil mein basata huN.
bahut hi pyari nazm sanjay ji..jaise ishq me doobe kisi naye aashiq ne likhi ho mahboob ki yaad me..bahut lutf aaya padkar...
Dil se daad qubul kijiye...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th September 2014, 11:07 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
bahut hi pyari nazm sanjay ji..jaise ishq me doobe kisi naye aashiq ne likhi ho mahboob ki yaad me..bahut lutf aaya padkar...
Dil se daad qubul kijiye...
Madhu jhi aap ka bahut bahut shukrguzar hun jo apne apna keemti samay
humari nazm ko diya
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Sukhraj singh
Registered User
Sukhraj singh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2014
Rep Power: 0
19th September 2014, 05:15 PM

kya baat hai sir
dil se wah nikal rahi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
19th September 2014, 07:53 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Kerta hun jab bhi tujhe yaad main muskurata huN
Tehra masoom chehre ko apne roobaru pata huN.

Chhone ki tere aqs ko jab bhi ki hai koshish ,
Har baar ki tarah naqamyab ho jata huN.

Ye bebasi mujhe bechain kar deti hai kuch pal ,
phir na jaane kyun tere khayalon mein kho jata huN.

Peeche chalta hun tere kadmon pe kadam rakh kar ,
Mai dewangee mein teri parchayee se lipat jata huN.

Kai baar tujh se baat karne ko jee chahta hai,
Per jab bhi tum samne hoti hai khamosh ho jata huN.

Kyun khab mein aa kar mujhe satati ho tum,
Ankh khulne pe per dhoondne lag jata huN,

Jab jab bhi tera naam dil ko sunata huN ,
Dhil dharakne ke andaaz mein farq pata huN .

Jab Jab bhi tere ghar ki gali se guzarta huN ,
Ek pal ke deedar ko bhi taras jaata huN .

Mur mur ke dekhta huN tere ghar ki khirki ko ,
Har baar ki tarah use kyun use band pata huN.

Mera Ishq kahin ek tarfa tau nahi.shayad ,
Na jane tujhe paane ki hasrat dil mein basata huN.

bahot khoob waahh kya baaat hai Sanjay saahab.. naayaab alfaazon se sajaa khoobsurat kalaam...... mubaarak ho aapko.

Likhte raiye

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
20th September 2014, 12:32 PM

waaah !! khoobsurat ghazal Sanjay ji !! jazba e ishq ki mushtaaqee tadap bebasee ... in sab ehsaason ka mila jula pur luttf bayaan !! dheron daad aur duaein aap ko !!


maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd October 2014, 10:41 PM

Quote:
Originally Posted by Sukhraj singh View Post
kya baat hai sir
dil se wah nikal rahi hai...

Shukriya Sukhraj bhai jo aap ko hamara kalam pasand aya



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd October 2014, 10:44 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot khoob waahh kya baaat hai Sanjay saahab.. naayaab alfaazon se sajaa khoobsurat kalaam...... mubaarak ho aapko.

Likhte raiye

Shaad.....
Sameer bhai ...aap bus yun hi haunsala badate rahe karo..
Thanx a lot



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Sukhraj singh
Registered User
Sukhraj singh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Aug 2014
Rep Power: 0
7th October 2014, 04:14 PM

kya baat hai bhut khoob.....

**********
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
7th October 2014, 05:23 PM

Sanjay g ..na jaane kaise vanchit reh gaya is dilfareb kalaam se.,..bahut hee sundar likha hai aapne..



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
9th October 2014, 08:14 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Sanjay g ..na jaane kaise vanchit reh gaya is dilfareb kalaam se.,..bahut hee sundar likha hai aapne..
Shukriya Arvind Bhai ... Vaise vanchit ka ulta hota hai chitvan........

Aapne apne chitvan mein jhanka aur humara kalam vahan paya



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com