Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Waqt aane par dekh lena dost ka farz
Old
  (#1)
ajay nidaan
nida
ajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud ofajay nidaan has much to be proud of
 
ajay nidaan's Avatar
 
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 27
Love Waqt aane par dekh lena dost ka farz - 22nd November 2009, 02:12 PM

Dosto se badi koi daulat nahi hoti
rishto se badi koi chahat nahi hoti

Aaj ke daur me dost milte hi kaha
is se badi koi bhi ibaadat nahi hoti


Har saas me bas tera hi zikar rahata
Aur is se badi koi hasrat nahi hoti

Waqt aane par dekh lena dost ka farz
is sath se badi koi haqikat nahi hoti


Aaj rakhege tera har dard in aakho me
is yakin se badi koi nazakat nahi hoti.
.

************************************************** ************************************
ye shayari me un sabhi dosto ke liye samarpeet hai jo mujhse email aur site ke maadhyam se jude hue hai unke ye dosti ka ek nazarana hai meri wafa ke phool hai aap sabhi ke liye inhe murjhne na dijiyega isme aapke saath ka vo pani seechte rahiyega jis se yakeen ki jade jameen par teeki rahe.


Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan

Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.

 Send a message via ICQ to ajay nidaan Send a message via Yahoo to ajay nidaan Send a message via Skype™ to ajay nidaan 
Reply With Quote
Old
  (#2)
shakuntala vyas
Registered User
shakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to beholdshakuntala vyas is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 337
Join Date: Nov 2009
Rep Power: 24
22nd November 2009, 03:29 PM

bahut khub

itana acha likha he

jindagy me dost agar ache mil jaye to jindagy jannat he

DOSTY JESA KOI RISTA NAHI

BAHUT SACH KE KARIB HE APKI RACHANA

SADA LIKHATE RAHE




Quote:
Originally Posted by ajay nidaan View Post
Dosto se badi koi daulat nahi hoti
rishto se badi koi chahat nahi hoti

Aaj ke daur me dost milte hi kaha
is se badi koi bhi ibaadat nahi hoti

Har saas me bas tera hi zikar rahata
Aur is se badi koi hasrat nahi hoti

Waqt aane par dekh lena dost ka farz
is sath se badi koi haqikat nahi hoti

Aaj rakhege tera har dard in aakho me
is yakin se badi koi nazakat nahi hoti..

************************************************** ************************************
ye shayari me un sabhi dosto ke liye samarpeet hai jo mujhse email aur site ke maadhyam se jude hue hai unke ye dosti ka ek nazarana hai meri wafa ke phool hai aap sabhi ke liye inhe murjhne na dijiyega isme aapke saath ka vo pani seechte rahiyega jis se yakeen ki jade jameen par teeki rahe.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
23rd November 2009, 08:41 PM

Quote:
Originally Posted by ajay nidaan View Post

Dosto se badi koi daulat nahi hoti
rishto se badi koi chahat nahi hoti

Aaj ke daur me dost milte hi kaha
is se badi koi bhi ibaadat nahi hoti

Har saas me bas tera hi zikar rahata
Aur is se badi koi hasrat nahi hoti

Waqt aane par dekh lena dost ka farz
is sath se badi koi haqikat nahi hoti

Aaj rakhege tera har dard in aakho me
is yakin se badi koi nazakat nahi hoti..

Ajay Ji...Namaste.....dosti ke maayene samjhati aapki tehreer ke kuch sher....mujhe bahut pasand aaye....aise hi likhte rahiye....dil se daad...hazir hai....

khush rahiye...
duaaon ke saath...




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
25th November 2009, 04:03 PM

NidaaN sahab Aadaab..................

Behad khoob surat lafzon mein aapne is tehreer ko sajaya hai daad kabool kijiye........
Bahut khoob aur aapki baateN kafi dilchasp hoti hai.......... unhi baatoN se maine ek sher kaha hai ..... Baki aapki kalam mein wakai jadoo hai per aap ise bahut rok rok ker istemal karte hai..............
aage bhi aapki aisi peshkash padhne milti rahe yehi ummid ......

Khush rhaiye,...
Apna khayal rakhiey
Khuda Hafez...

RishtoN ke paudhoN ko ehtemaad chahiye
Inhe saba E harsoo yahan aazaad chahiye


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com