Maana k hum rakibo mai shumaR karte hai.. -
29th May 2004, 03:25 PM
Maana k hum rakibo mai shumaR karte hai
Par jana pyar hum tumhe beshumaR karte hai...
Jane kyo woh humari baat par yakin nahi karte hai
Hum DIL kya apni jaan bhii un par nisaaR karte hai...
Meri Duniya se kinara kar vo logo se mila karte hai
Kisi bhii talukh se vo mera salaam nahii gawara karte hai...
Waqt apna hum kiss bekaraRii mai guzara karte hai
Raat ho ya din sirf terii hii chaahat mai har lamha guzara karte hai
Khuda kare kii mujh diwane ko aesa bhii din naseeB ho
Jaha DIL tere dhaR k par Vo shoR sirf 'sanju' ka maan karte hai...
Jindagi se to khair shikvaa tha,
muddato mout ne bhi tarsaaya hame..
.....
|