Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Accha Aadami Hone Ka Ilzaam Mila
Old
  (#1)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
Accha Aadami Hone Ka Ilzaam Mila - 21st May 2009, 05:44 PM

Dear doston,
meri nayi koshish peshe kidmat hai.......
Is me radeef nahin hai isliye shayad tecnically ghazal nai hui.....par mujhe pata nahin....isliye dar dar kar pesh kar raha hu....

phir bi yeh meri koshish, pata nahin kyon ,mujhe ab tak ki sari koshison se sab se jyada pasand hai......
baki ap hi bata sakenge mai sahi hu ya galat



Vo shaks jisko tumne, juzba e katil ka naam diya
Kya karogi gar usne tumhara dil maang liya ?


kal kya ro liye kuch der, tere saath hum
Ek accha aadmi hone ka tune ilzaam diya !


Kuch to hadd hogi jazbate muhabbat ki bi yaron
sirf ek khata par tune dusmani kitni baar kiya


Muft to baate(distribute) hai dard roz woh saudagar
phir kya kasor tha mera gar ek namuna maang liya


Cherche hue teri mehfil me ashiki ke bare jab
sabne muh uthakar kisi 'zidd' ka naam liya
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 21st May 2009, 06:36 PM

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
Dear doston,
meri nayi koshish peshe kidmat hai.......
Is me radeef nahin hai isliye shayad tecnically ghazal nai hui.....par mujhe pata nahin....isliye dar dar kar pesh kar raha hu....

phir bi yeh meri koshish, pata nahin kyon ,mujhe ab tak ki sari koshison se sab se jyada pasand hai......
baki ap hi bata sakenge mai sahi hu ya galat




Vo shaks jisko tumne, juzba e katil ka naam diya

Kya karogi gar usne tumhara dil maang liya ?


kal kya ro liye kuch der, tere saath hum
Ek accha aadmi hone ka tune ilzaam diya !


Kuch to hadd hogi jazbate muhabbat ki bi yaron
sirf ek khata par tune dusmani kitni baar kiya


Muft to baate(distribute) hai dard roz woh saudagar
phir kya kasor tha mera gar ek namuna maang liya


Cherche hue teri mehfil me ashiki ke bare jab
sabne muh uthakar kisi 'zidd' ka naam liya

muje lagta hai ki aapko apni is koshish ko darr darr ke pesh karne ki koi zaroorat nahi hai dear...kyonki aap ki ye koshish bahut khoob rahi....aur aise bhi dil ke ehsaason ko koi bandishen nahi hoti....aap apne har ehsaas ko be-jhijhak is mehfil me pesh kar sakte hai...keep it up.....


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 15
21st May 2009, 06:46 PM

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
Dear doston,
meri nayi koshish peshe kidmat hai.......
Is me radeef nahin hai isliye shayad tecnically ghazal nai hui.....par mujhe pata nahin....isliye dar dar kar pesh kar raha hu....

phir bi yeh meri koshish, pata nahin kyon ,mujhe ab tak ki sari koshison se sab se jyada pasand hai......
baki ap hi bata sakenge mai sahi hu ya galat




Vo shaks jisko tumne, juzba e katil ka naam diya

Kya karogi gar usne tumhara dil maang liya ?


kal kya ro liye kuch der, tere saath hum
Ek accha aadmi hone ka tune ilzaam diya !


Kuch to hadd hogi jazbate muhabbat ki bi yaron
sirf ek khata par tune dusmani kitni baar kiya


Muft to baate(distribute) hai dard roz woh saudagar
phir kya kasor tha mera gar ek namuna maang liya


Cherche hue teri mehfil me ashiki ke bare jab
sabne muh uthakar kisi 'zidd' ka naam liya
bohot acha hai
bohot kya bohot ziyada acha hai ji
padh kar yun laga
jaise apni life ke baare main padh rahi hoon,,
yunhi likhte rahiye
keep it up.


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
21st May 2009, 07:36 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post

hmmm gair mudarraf ghazal hai ye........tumhare har sher ki 2nd line ne frst line ko bht achche se compliment kia hai, thoughts x'cellent, all in all gud attempt, can get better....................
nazneenji.....apne 'gud' kaha to bande ka hausla buland ho gaya
apne kaha better ho sakta hai....aap se guzarish hai ke yeh batayien ab ke kin kin pehlu se mai is aur better kar sakta hu
regards
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
21st May 2009, 07:39 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
muje lagta hai ki aapko apni is koshish ko darr darr ke pesh karne ki koi zaroorat nahi hai dear...kyonki aap ki ye koshish bahut khoob rahi....aur aise bhi dil ke ehsaason ko koi bandishen nahi hoti....aap apne har ehsaas ko be-jhijhak is mehfil me pesh kar sakte hai...keep it up.....
lamhaji,...hausla afzai ke liye bahot bahut shukriya......
puri koshish karunga ki agee bhi mera likha apko pasand aata rahe..
regards
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
21st May 2009, 07:58 PM

Quote:
Originally Posted by Rani Aflatoon View Post
bohot acha hai
bohot kya bohot ziyada acha hai ji
padh kar yun laga
jaise apni life ke baare main padh rahi hoon,,
yunhi likhte rahiye
keep it up.
raniji...kaise hai aap?
agar kisi writer ka likhe kisiko directly relate kar jaaye to usse badi tarif koi aur nahin ho sakti hai...
apne to ultimate daad di hai jiske liye mai tehe e dil se mai shukriya ada karta hu apka....bahot bahot shukriya
effection and regards
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
nalinmehra
The Lost Poet
nalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nice
 
nalinmehra's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: Nov 2008
Rep Power: 20
21st May 2009, 11:15 PM

bhai jaan, hamara toh haath gazhal likhne me tang hai, but apke ehsaas bahut khubsurat thay............. good effort bro
Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
Dear doston,
meri nayi koshish peshe kidmat hai.......
Is me radeef nahin hai isliye shayad tecnically ghazal nai hui.....par mujhe pata nahin....isliye dar dar kar pesh kar raha hu....

phir bi yeh meri koshish, pata nahin kyon ,mujhe ab tak ki sari koshison se sab se jyada pasand hai......
baki ap hi bata sakenge mai sahi hu ya galat




Vo shaks jisko tumne, juzba e katil ka naam diya

Kya karogi gar usne tumhara dil maang liya ?


kal kya ro liye kuch der, tere saath hum
Ek accha aadmi hone ka tune ilzaam diya !


Kuch to hadd hogi jazbate muhabbat ki bi yaron
sirf ek khata par tune dusmani kitni baar kiya


Muft to baate(distribute) hai dard roz woh saudagar
phir kya kasor tha mera gar ek namuna maang liya


Cherche hue teri mehfil me ashiki ke bare jab
sabne muh uthakar kisi 'zidd' ka naam liya



Nalin

Uski Har "Uff" pe hum apni jaan lutate rahe,
Uski Shaqsiyat ko karke buland hum khudko mitate rahe,
Raahe-e-mohobbat me hamne kuch yun paya sila wafa ka,
woh dete rahe zakhm pe zakhm aur ham muskurate rahe




Please Honor me and my creative writing by visitng my website @ www.nalin-mehra.blogspot.com
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
21st May 2009, 11:43 PM

Quote:
Originally Posted by nalinmehra View Post
bhai jaan, hamara toh haath gazhal likhne me tang hai, but apke ehsaas bahut khubsurat thay............. good effort bro

nalinji,......
daad dene ke liye bahut shukriya
aise hi hausla afjaye karte rahiye
regards
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 15
22nd May 2009, 01:35 AM

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
raniji...kaise hai aap?
agar kisi writer ka likhe kisiko directly relate kar jaaye to usse badi tarif koi aur nahin ho sakti hai...
apne to ultimate daad di hai jiske liye mai tehe e dil se mai shukriya ada karta hu apka....bahot bahot shukriya
effection and regards
hum theek hai ji

aap kaise ho,,?
ji bas aap yunhi likhte rahe aur share karte rahe.
and ur most welcome ji


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
26th May 2009, 12:15 PM

http://www.shayri.com/forums/showpos...3&postcount=28

http://www.shayri.com/forums/showpos...5&postcount=30

Aadaab !

sab se pehle to SDC meN app ko teh dil se khush aamdeed kehta hoN , uske baad hi app se aik iltamaas hai keh ager app ne beHr ka e'lm seekhna ho to bara-e-karam pehle urdu seekhiye , kiyoN zyada tar loogoN ko mughaaltaa isi waja se hota hai aur beHr mushkil lagti hai kiyoN keh unko alfaaz ki adaagi saHeeH nahieN aati aur zyada tar log isi wajah se beHr ke e'lm se anjan rehte haiN , jab tak app alfaaz ki adaaigi meN maahir nahieN hote app beHr ke e'lm se waaQif nahieN ho sakte , yeh mera zaati tajurba hai ... baaqi app ki apni merzi .

opper diye huwe rabt app ki beHc ke rabt haiN yahaN unka numayaaN kerna mere liyaa waajib tha .


ab app ki ghazal ki jaanib do baatieN arz kerna chahoNga


Quote:
Originally Posted by chocboy View Post

Vo shaks jisko tumne, juzba e katil ka naam diya
Kya karogi gar usne tumhara dil maang liya ?
jazba-e-qaatil ??? waise moHteram yeh jazba-e-qaatil naam to ho nahieN sakta haaN albata amal , fe'l zaroor ho sakta hai ,

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
kal kya ro liye kuch der, tere saath hum
Ek accha aadmi hone ka tune ilzaam diya !
achaa aadmi hone ka ilzaam ??? mere liye kuch naya amal hai yeh

ilzaam to buraaii ke lagaey jaata haiN


Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
Kuch to hadd hogi jazbate muhabbat ki bi yaron
sirf ek khata par tune dusmani kitni baar kiya
jazbaat e mohabbat ki koi hadd nahieN hoti dosri baat dushmnai kitni baat kiyaa ghalat hai dushmani kitni baar ki ho sakta hai

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
Muft to baanTete(distribute) hai dard roz woh saudagar
phir kya kasoor tha mera gar ek namuna maang liya
kuch Hairat angez raha yeh sher mere liye

Quote:
Originally Posted by chocboy View Post
Cherche hue teri mehfil me ashiki ke bare jab
sabne muh uthakar kisi 'zidd' ka naam liya

samjh nahieN paaya keh app kiyaa bayan kerna chahte haiN

yeh choTa sa tabCirah app ki nazar

yaad rahe koii bhi tabsirah kisi ko neecha Thehraane ke liye nahieN hota aur na hi kisi ko thehs pahuchaane ke liye .

ager kisi per nagawar guzre to bara-e-karam zaroor fermaa daiN

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
27th May 2009, 09:07 PM

mujeeb sahab..aadab

apne samay nikal paye uske liye mai apka tehe dil se shukriya......
apne jo tacniki taur ki galtiyan batayi usse mujhe jaroor faida hoga...
bas ek baat se mai apke sahmat nahin hu woh yeh ki fikr ko kisi tarah traditional thoughts ke hisab se bandha jaye....
mai kafi detail me iske bare me apse baat karna chahta tha aur apko mere har sher ka point of view batana chahta tha par achanak todi waqt ki pabandi ho gayi hai 2-3 dinon se...varna waise to mai hamesha free rahta hu..
isliye sirf ik chota example doonga magar apse phir detail me baat karne ki apse izazat mangne ki gustakhi karunga.
jaise apne kaha ki' jazbaton ki koi hadd nahin hoti'... isliye shayri iske khilaf nahin chal sakti....to mai ye jaroor kahunga ki istarah ki baton ko fixed premise nahin banaya ja sakta...dusre ka opinion ulta aur valid ho sakta hai
...mai thode dinon ke liye out of city jaa raha hu isliye apse mai apse kabhi phir aur discussion karne ki izazat ka paband hu
ap bilkul na sochein ki mujhe koi baat buri lagi....mujhe to ap ke comment aane par bahut accha laga....uu hi age bhi apki kripa drusti ham pad padti rahein...yeh hari ummeed rahegi...

apka shagird
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
28th May 2009, 03:20 AM

Aadaab !

ChhooTey miyaaN ??? yaa baRe miyaaN ???khair kuch bhi kaise mizaaj haiN ?
mujhe app ki tafseeli guftagoo ka intezaar rahe ga , meN ne app ki soch ya app ki shayri per koi pabandi nahieN lagaii , haaN albata seedhi soch se jo haT ker laga tha mujhe woh bayan kiyaa maiNne, jaisa keh app bhi is baat se bakhoobi waakif haiN maiN ne app ko kuch rad o badal kerne ko nahieN kaha , aur na hi yeh kaha keh yeh shayri meN mumkin nahieN hai , ab shayri ki mumkinaat dekhieN to , moHboob ko chaand jaisa bayaaN ker rahe haiN ya uski mamaClat ker rahe haiN , jabke insaan aur chaand ka kiyaa mawaznaa , sab chaltaa hai ab aik aur miCaal bhi day doN app ko Dr.Allama Iqbaal fermaate haiN :

Khudii ko ker buland itna keh har taQdeer se pehle
khudaa bande se khud pooche bata terii raza kiyaa hai

ab ager shayri meN koi pabandi hoti to janab in per aitraazaat lagte keh khudaa kab poochne laga hai bande ki raza ya bhala kiyoN pooche ?


ab amoomi taur per mohabbat meN jazbaatoN ki koi Had nahieN hoti balkeh jazbaat ki bhi koi Had nahieN hoti , khair ager app per yeh baat garaN guzri to uske liye mazrat .

aik baat a'rz kerna chahta hoN keh ghazal per diye gaey tabSira' per her koii mutafiQ ho yeh qatee' zaroori nahieN hai aur na hi meN app ko yeh keh raha hoN keh app meri zaati raaey per hi munHaSir kerieN .

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#13)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
24th June 2009, 01:26 PM

mujeeb ahab...aadab
aapki photo dekhkar to hum bade miyan hi ho sakte hai.....

der se likne ki muafi chahata hu...lekin shayad achha hi hua kyunki in thode dino me mere ilm me ijafa hua hai ,isliye apke tabsireh ko ab mai alag andaz me dekh raha hu

ap ki kahi sari bateiN sahi hai....mai apni galtiyan kabool karta hu....
ainda koshish karunga ki sahi likh sakun.....

dheer sahab ne bilkul sahi kaha hai ki sher ka matlab to sukhanfehm nikal hi lega aur enjoy bi kar lega lekin shayar ko iska sahara aur excuse lekar galat ya naqis andaz me nahin likne chaiye....

zinda hai to fikr bhi sab kar lenge....acchi fikr bhi kar lenge...shayrana fikr bi kar lenge....magar us fikr ko, agar sare kayde kanun ke mutabik piroh na sake to shayri nahi hogi....vo to bus shayrana guftagoo ho jayegi...mai yeh baat samajh gaya hu...fikr ki keemat tabhi hai jab usse sahi tarike se piroya jaye varna acchi fikr ek khubsurat laash ki tarah hai... vo sunder to hai par mari hui
phir laash gar sunder bi hai to kya fayda? mai ye baat jaan gaya hu ki fikr ki numaish karne se pehle usse bahut kasoutiyon par utarna padta hai...

meri aakhen kholne ka teh e dil se shukriya

agee bi ap ke tabsireh ka mujhe hamesha intezar hoga

regards
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Na khuda mila, na mila yaar.... rajinderseep Ghazal Section 5 6th April 2010 12:34 PM
Mera zurm hai aadami dhundhta hun ! chetan1nonly Shayri-e-Ishq 0 13th March 2007 09:12 PM
Na jina mila na marna mila itschahat Mazaakiya SMS Shayri 0 1st March 2007 10:52 AM
Aadami Aadami ko kyaa degaa gjgjgj Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 5th May 2001 06:11 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com