haddi apni thi kabab unka tha -
31st July 2012, 10:26 PM
Joota udhaar mangke vo shaadi me jab gaye
Boot Apna Tha Jurab Unka tha
ishaq me nakami ka kissa na poochhie
haddi apni thi kabab unka tha
Kal Chourahe pe dekh ke dang rah gaye jinhe
payzama apna tha hizab unka the
sare bazar jinko hamne bepard kar dia
Burka apna tha nakab unka tha
Poori sardi jisme kanta daal baithe rahe
Machhlian apni thi talab unka tha
Chand lamhon tak hi aya jaljla lekin
Samandar apna tha sailab unka tha
Ta-Zindgi chuka na paye dosti ka karaz
Kitab apni thi hisaab unka tha
jab bulaya doctor ne sugar test ke lie
SheeShi Apni thi Peshab Unka tha
Ishaq Me Intha ho gai "FUDDU"
Pet apna tha julaab unka tha
|