Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 21 votes, 4.62 average. Display Modes
Old
  (#1)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 9th August 2007, 07:03 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
jaam honton ke peene ki hamein aadat nahi
kisi ki baahon mein jaane ki izaazat nahi
ham to bhula dena chahte hai khud ko kisi ke liye
par unhe khud ko bhool jaane se fursat nahi


AAP KE SHER KA JAWAAB DENA CHAHUNGI............GAUR FARMAYE................



ek khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum,
kisi se kuch keh bhi na sake itne majboor huye hum,
na aayi unhe nibhaani pyaar mai wafaa,
aur zamane ki nazar mai bewafaa ke naam se mashhur huye hum...............

  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#2)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
10th August 2007, 08:49 AM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post
AAP KE SHER KA JAWAAB DENA CHAHUNGI............GAUR FARMAYE................



ek khushi ki chaah mai har khushi se dur huye hum,
kisi se kuch keh bhi na sake itne majboor huye hum,
na aayi unhe nibhaani pyaar mai wafaa,
aur zamane ki nazar mai bewafaa ke naam se mashhur huye hum...............


Lamha ji yeh aapke sher ka jawaab...............


Khushiyan mohaabat mein kaha milti hai,
Mohabbat ka to gham hi anjaam hota hai,
Naam-e-Bewafa se mashoor ho jana,
Mohabbat ka sabse bada inaam hota hai.........



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#3)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Love 11th August 2007, 12:03 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Lamha ji yeh aapke sher ka jawaab...............


Khushiyan mohaabat mein kaha milti hai,
Mohabbat ka to gham hi anjaam hota hai,
Naam-e-Bewafa se mashoor ho jana,
Mohabbat ka sabse bada inaam hota hai.........

kya jawaab diya hai apne..................aap ka jawaab nahi............


unse roz milne ko jee chahta hai,
kuch sunne sunane ko jee chahta hai,
tha kisi ke manane ka andaaz aisa,
ke aaj fir ruth jane ko jee chahta hai..............
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
ek hi dhua di usne.....
Old
  (#4)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
ek hi dhua di usne..... - 11th August 2007, 04:44 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Lamha ji yeh aapke sher ka jawaab...............


Khushiyan mohaabat mein kaha milti hai,
Mohabbat ka to gham hi anjaam hota hai,
Naam-e-Bewafa se mashoor ho jana,
Mohabbat ka sabse bada inaam hota hai.........

jasdeep ji, bahut acha likha hai. jwab dene ki koshish ki hai, plz gaur farmayein:

mohabaat kya hai.....kuch b nahi
sirf dilon ka khel hai aur...kuch b nahi
tanhai mein koi uaad to yeh mohabaat nahi
yeh sirf vaadon ka jaal hai aur.....kuch b nahi

be-waffa hass rahi hai raqeebo ke saath
hum saanse b lete hain, to wo bi darr-darr kar
ek hi dhua di huse, jo kabul ho gayi
k hum jiye yeh zingadi....mar-mar kar........


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#5)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
16th August 2007, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
jasdeep ji, bahut acha likha hai. jwab dene ki koshish ki hai, plz gaur farmayein:

mohabaat kya hai.....kuch b nahi
sirf dilon ka khel hai aur...kuch b nahi
tanhai mein koi uaad to yeh mohabaat nahi
yeh sirf vaadon ka jaal hai aur.....kuch b nahi

be-waffa hass rahi hai raqeebo ke saath
hum saanse b lete hain, to wo bi darr-darr kar
ek hi dhua di huse, jo kabul ho gayi
k hum jiye yeh zingadi....mar-mar kar........
Manish G aapko jawaab badi der se de raha hoon uske liye muaafi chahta hoon.
Koshish ki hai chhoti c ke aapke swaalon ka jawaab de saku....
zara gaur farmaiyega



Apke pehle sher ka jawab

Mohabbat kuch bhi nahi, to phir hoti kyun hai??
tod dene hote hai gar khwaab, to yeh piroti kyun hai??
Zakhm to bahut milte hai mohabbat mein
gar dikhte nahi to phir aankh roti kyun hai??

Aur Doosre sher ka jawwab

gar kubool ho gayi hai dua apni to khushi kyun nahi???
dekh kar usko hanste aaj, apne chehre par hansi kyun nahi???
chahte to yehi the ke har khushi mile usko
aaj mili hai usko to hamein khushi kyun nahi??



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
17th August 2007, 04:53 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Aur Doosre sher ka jawwab

gar kubool ho gayi hai dua apni to khushi kyun nahi???
dekh kar usko hanste aaj, apne chehre par hansi kyun nahi???
chahte to yehi the ke har khushi mile usko
aaj mili hai usko to hamein khushi kyun nahi??

kai baar kushi ke saath dard bhi aata hai,
kushi ka ahsaas kahi gayab ho jata hai,
mat jaya karo aap roj roj maikhane meiN,
roj jane se sakki se pyar ho jata hai....


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Un Aansuo Mein Shamil Hum Na Ho land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 28th August 2006 10:57 PM
aansuo ko palko tak priyanka jain Shayri-e-Dard 2 30th July 2004 06:38 PM
aansuo ki lakeer....... your_first_love Shayri-e-Ishq 1 5th September 2003 04:05 PM
Salika Aansuo ka bedilMusafir Shayri-e-Dard 0 24th February 2003 07:43 PM
Jitna uske paas gaya... rajeshmongia Shayri-e-Dard 0 22nd May 2002 06:46 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com