Quote:
Originally posted by sushma78
Ishq sabhi ko jeena shikha deta hai
wafa ke naam par marna sikha deta hai
Ishq nahin kiya to kar ke dekho,
Zalim har dard sehna sikha deta hai.
|
Sushma ji bahut hi acha likha hai apne par
ishq jina nahi kisi pe mar mitna sikhata hai
wafa ke naam par bewafai sikhata hai
isqe gar nahi kiya to mat karna
kyonki is bimari ka koi ilaj nahi
yeh baat zarror manenge apki
ki yeh har dard ko sehna sikha deta hai
Regards Nidhi