Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Lyrics > Hindi/Urdu Lyrics > Majrooh Sultanpuri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Ye Duniya Ek Nambaree.......**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Smile *Ye Duniya Ek Nambaree.......** - 25th April 2008, 05:54 PM

Dear Chaand Jee, Hindi Mein Main Kitna Mahir Huun Ye To Aapko Pata Hain, Hain Na ?
Iss Liye Likhne Mein Koi Galti Ho Gayi Ho To Zoruur Theek Kar Dijiyega-Agar Ho Sake **
Dilki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher-o-Dher Saare Phool,Shukriya **
Heartily Thanks For Reading **


Kahet Kabeer Suno Bhai Saadho Baat Kahuu Main Khari
Ye Duniya Ek Nambaree To Main Das Nambree -(2)
Are Kahet Kabeer Suno Bhai Saadho Baat Kahuu Main Khari
Ye Duniya Ek Nambaree To Main Das Nambree -(2)

Ek Nambar Kaa Haath Dikhaaya Jab Keh Ke Jay Kaali
Are Ek Nambar Kaa Haath Dikhaaya Jab Keh Ke Jay Kaali
Kitne Hee Sethon Ki Bhaari Jeb Ho Gayee Khaali
Do Nambar Hain Aur Niraala Dekhu Aur Khul Jaaye Taala
Ud Ke Pocket Mein Aa Jaaye Haare Not Ki Bhari
Ye Duniya Ek Nambaree To Main Das Nambree -(2)

Nambar Teen Ka Chamatkaar Dekho Jab Phenkoo Patta
Are Nambar Teen Ka Chamatkaar Dekho Jab Phenkoo Patta
Sabki Tabeeyat Karoo Saaf Dilli Ho Ya Kalkatta
Chaothe Ne Raah Gazab Ka Jhaansa Aap Kiya Duje Ko Phaansa
Kabhi Kabhi To Pulis Ko Ulte Dikhlaaoo Hathkadi
Ye Duniya Ek Nambaree To Main Das Nambree -(2)

Paanchwa Nambar Zulm Ka Dushman Main Dukhiyon Kaa Saathee -(2)
Chhatha Desh Ke Gaddaaron Se Chheen Luu Ghar Kee Baati
Nambar Saat Kare Jo Danga Ek Haath Mein Kar Du Changa
Langdi Tangdi Chhuree Kataari Sab Reh Jaayein Dhari
Ye Duniya (Ek Nambaree) To Main (Das Numbree) -(2)

Kala Aathwee Ye Hain Kee Main Pyaar Se Milta Sab Se
Are Kala Aathwee Ye Hain Kee Main Pyaar Se Milta Sab Se
Pyaar Kee Khaatir Insaan Kya Hain Lad Jaauu Main Rab Se
Nawaa Jo Mujhse Mile Haseena Nao Din Tak Na Ruke Paseena
(Aur Nambar (Das -3) -2)
Likha Hai Ye To Har Thaane Mein Sifat Hai Kya Kya Deewaane Mein
Jitni Ungleeyaan Inh Haathon Mein Utnee Jaadugaree
Ye Duniya Ek Nambaree To Main Das Numbree -(2)
Are Kahet Kabeer Suno Bhai Saadho Baat Kahuu Main Khari
Ye Duniya Ek Nambaree To Main Das Nambree -(2)



*Singer: Mukesh Jee & (Chorus) **
*Lyrics: Majrooh Sultanpuri Jee **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Duniya Isi Ka Naam Hai.......Film: Duniya** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 3 13th November 2007 06:53 PM
Duniya mein hun, duniya ka talabgaar nahin hun, Mohammad Kashif Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 22nd October 2007 06:47 PM
Duniya o duniya tera jawab nahi Anjan rahi Hindi/Urdu Lyrics 2 6th August 2004 12:58 PM
Duniya gol hai... ketan_b Aapki Shayri 0 19th May 2004 05:56 PM
Iss duniya nay humain duniya main rehnay na diya Sawerah Hayat Shayri-e-Dard 1 29th July 2003 11:46 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com