Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ...
Old
  (#1)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ... - 15th January 2004, 07:35 PM

BaHut DinON ke BaaD kucH LikH RaHa HuN YaHaN .. UmmeeD karta HuN DostoN me muaafi ki naRam DiLi PahLe jaisi Hi HoGi ..

ZakHM aasaniyoN se jo BHaR JayeNGE
Hum Pe aiHsaaN Wafa ke utaR JayeNGe

BeGuNaHee pe meRi Vo RoyeNGE JaB
AshQ AshQ aa ke Ruk pe THaHaR jayeNGe

MujH ko Dil se NikaLa too socha NaHi
Hum jo BHeGhar Hue too kiDHaR JayeNGe

MeRi CHaHat ke iss iNtehaN ka safaR
KHtaM Ho JaNe De too GuzaR JayeNGe

KaL moHaBBat yooN hi mujHse kaHNe laGee
Aap maR Jao too vo sawar jayeNGe . . .

Kya KHaBaR ki JaNaza MeRa UtHNe se
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ..


andaaz
   
Reply With Quote
Re: PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ...
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ... - 15th January 2004, 08:02 PM

Quote:
Originally posted by kshitiz
BaHut DinON ke BaaD kucH LikH RaHa HuN YaHaN .. UmmeeD karta HuN DostoN me muaafi ki naRam DiLi PahLe jaisi Hi HoGi ..

ZakHM aasaniyoN se jo BHaR JayeNGE
Hum Pe aiHsaaN Wafa ke utaR JayeNGe

BeGuNaHee pe meRi Vo RoyeNGE JaB
AshQ AshQ aa ke Ruk pe THaHaR jayeNGe

MujH ko Dil se NikaLa too socha NaHi
Hum jo BHeGhar Hue too kiDHaR JayeNGe

MeRi CHaHat ke iss iNtehaN ka safaR
KHtaM Ho JaNe De too GuzaR JayeNGe

KaL moHaBBat yooN hi mujHse kaHNe laGee
Aap maR Jao too vo sawar jayeNGe . . .

Kya KHaBaR ki JaNaza MeRa UtHNe se
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ..

nawaab,
kya likhu?
bahot samay baad yaha tumne kuchh post kiya....... par aisa kiya ke sari kasar jaise ek hi gajal maie poori ki... daant hi nahi paai maie tumhe ke kyun post nahi karte......
ab hamesha padhhne ka mauka dete rahogae isi khwaahish ke sathh meri daad kubul karna
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
15th January 2004, 08:26 PM

Well me to agree with Meena Jee. Hor kee? Likhte rahna. Take care. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 15th January 2004, 08:28 PM

bhai khitiz sahab
sab aap ko nwab kahte hain..phir is bat per koi
aitraz kiyon kare ga k aap kam ate hain....magar boss
aap ne itna nahin btaya k kiya kami ho gayi yahan..
jo ab aap apni her post per itna likhte ho .."bohat dinon bad kuch post kar raha hun"...i will like to request u..if u dont use thes words in ur next post..
---------_____---------____
is post ki bat hi kiya karain..shayad hmain is k kabil
reply tashne k liye bhi kisi aisi raat ka intzar karna pare ga..jis raat ham kuch likhne per majbor ho jate hain....
"MujH ko Dil se NikaLa too socha NaHi
Hum jo BHeGhar Hue too kiDHaR JayeNGe ....
kiya bat hay boss////aik onchi soch hi aisa sher takhliq kar sakti hay..or aap se ham aisi hi tawqo rakhte hain...
aik banjara''''
bas'''''


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
humdard
Registered User
humdard is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 12
Join Date: May 2003
Rep Power: 0
15th January 2004, 08:52 PM

Kshitiz SweeTheart

bahut dino baad aayi hoon bahut accha likhte ho .. waise tum itne din kaha the mein aati thi par tumari koi shayri nahin milti thi mujhe bhool gayeee kya
aur tum ko ye bata du mein ki lko aa gayi hoon ab hum dono milege .. ek baat aur kahni hai ki mera no change ho gaya hai ...

mein tum ko de doogi ..
apana khayaal rakna aur ...
sab theek hai na ghar par reply me fast okey honey.....
love u


deepali
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
humdard
Registered User
humdard is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 12
Join Date: May 2003
Rep Power: 0
15th January 2004, 09:22 PM

Kshitiz lovely..

Ek baat aur kahni thi vo tum ne jo GIFT diya tha vo aaj bhi mere pass hai .. tumari yaad bahut aati hai yarr tum nahin jante ho ki mein kya kar sakti hooN tumare liye... mein sochti hoon ki tum ko koi aur pasand na aa jaye ...

plz don,t forget mee

love u jaan


deepali
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Ajforu
Registered User
Ajforu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Apr 2003
Location: Chicago
Rep Power: 22
15th January 2004, 09:41 PM

wah wah...bohat khoob

aap kay alfaaz aisa lagta hai dil main utertay hain...
humain bhi shoak hai muskurane ka,
magar kya karein zamaney ka bhi roag laga hai dil par

would u like to be friends with me..
aap ki nazm bohat achi hai, itne dinon baad kuch acha padhney ko mila...
bas aik guzarish hai kay aap hamain bhi apni nazm ki copy bhej dain gay plz...........
i'll be really thankful of u..

apna khayal rakheiye gaa.........


bichad k tujhse naa milna toh ek bahana tha,
mujhe to sirf tera waada aazmana tha.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
15th January 2004, 09:52 PM

MeeNa DD ...

Humne kaha tha .. aapki Baat Hum aGLe kucH janmoN me Nahi taal sakte haiN .. KHaiR ..

Chote sse ShayaR ka sabse pahLe hausla afzayi karne ke liye CHota saa DiL Hamesa kaRzDaar RaHeGa ..

Bas AB aap mirja SaHaB ko BuLaiye yahaN Chahe kaise BHi ..Vo aapka kaam Hai ..

ijazat DiJiye

MuskuRate Hue...


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
15th January 2004, 09:56 PM

vah kshitz saheb

MujH ko Dil se NikaLa too socha NaHi
Hum jo BHeGhar Hue too kiDHaR JayeNGe

ise kehte hain der ayed durust ayed.
bohat hi khoob khoob kaha hai aap ne.
itna masoom andaaz aur itni saadgi aur tuassur ke saath.
bohat khoob .
isi tarah aate rahen aur apne shayeri ka joodu jagate rahen.
wishing you all the best

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
15th January 2004, 10:04 PM

SHimuL ..

DostoN me ShukRiya ADaa Nahi kiya jata waRNa zaRoR kaRTa ..

ApNa KHyaaL RakHo ...





BaNjaRa SaHaB ..

LOG too Hume auR BHi Bahut naamoN se Pukarte HaiN .. auR Hum pukaRNe waLoN ki zuBaN me apNe Naam kaa wazooD TaLasHate HaiN ...

BHai Kami Humme Hai Jo Iss Buzm se mahRoom tHe itNe DinoN kuch wazaHeiN Hoti HaiN JINHe BayaN NaHi kiya jaa sakta ..

Jis GauHaR e AnDaaz se aapNe apNe alfaaz HumaRi Tareef me sajaye .. taa UmaR aiHsaaNMaND RaHuNGa ..

AUR ..

Bhai KaHTa HuN aapko Too JO BHi kaHNa Hua kaRe HaQ se kaHa ki Jiye ......... request too BeGaaNe kaRte HaiN ..

KHairiyat ki GuzaRisH ke saatH


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
15th January 2004, 10:10 PM

DeepaLi Jee ...

JaaN KaR KHusHi Hui ki aap yaHaN fir aa GayiN haiN ...

Kyaa Aap BataNe ki jaHmat kaRenGi ki kiss gift kaa aapne ZikR Kiya Hai YaHaN ..

Baki ..

GhazaL pasanD kaRNe kaa Bahut ShukRiya ..

ApNa KHyaaL RaKHiye


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
15th January 2004, 10:19 PM

Asforu ...


humain bhi shoak hai muskurane ka,
magar kya karein zamaney ka bhi roag laga hai dil par

Wah .. Bahut acHHe

KHusHNasiBi HumaRi ki aapNe Hume KaBiL E Dost samJHa .. aapke BaRe me JaaN ke KHusHi HoGi ..

TaReeF ke Liye BaHut BaHut ShukRGuzaaR HuN ..

KHYaaL RakHiye

HausLa Afzayi ki UmmeeD se BaNDHa Hua


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
16th January 2004, 02:47 PM

Kshitiz..mere bhai....yaaR kaii dinno se apse koyii baat nahi kuch nahii..paR dosT ap ki khabaR hume milti rahtii hai meena Bhai se.. ..hum tau jinndagii k ek dauR se guzar gaye....dost humara cell no. bhii badal gaya hai...hum ap ko call karr k bata denge....ummiD hai ki apka wohii purana no. hoga..nahi mila tau meena bhai se puch lenge....Ok..aur hume pata pada thaa kii apne likhnna bandh karr diya wo kyun bhala...yaaR shayri.com ki ap shaaN hoo....aur ap hii yahan aana badh kardoge tau kaise chalegaa....jahan tak hoo ap ab ye khayaL DIL mai aane nahi doge...OK...
DosT harr bar ki tarah ap ne khub likha hai tairf ke channD alfaZ sanju se kabhul karoo....chalta huu..milte hai ap ki aglii post parr....INTZAR mai...ap ka bhai..

KaL moHaBBat yooN hi mujHse kaHNe laGee
Aap maR Jao too vo sawar jayeNGe . . .

Kya KHaBaR ki JaNaza MeRa UtHNe se
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ..


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
16th January 2004, 05:28 PM

MussHaRRaf BHai ..

DekHiye aaNe Jana kab tak RaHta Hai ...

Chote BHai ki TaReef me aapki ALfaaz JuDe .. AuR Kya CHaHiye

ShukRiya QaBooL Ki Jiye

KHuDa Hafiz


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
16th January 2004, 05:54 PM

SanJoo BHai ..

BeHaD KHusHi Hui aapko DekH ke yaHaN .. BHai us DaRmiyaN HumNe aapse RaBtaa kaRNe ki BaHUt KOsHisH kii ... maGaR kaamyaaB naa Ho sake .. UmmeeD kaRte HaiN HaLaat SuDHaR RaHe HONGe ABHi ..

MeeNa BHai JaaN ke kya kaHNe .. BaDe waLe BHai HaiN vo SaBKi kHaBaR RaKHte HaiN .. Hum too UNke KaRinDe HaiN Chote sse ..

Aap YaHaN aaye BHai ki HausLa afzayi ke Liye .. TaReef too TaH E DiL se QaBooL Ho Gayii ..

AAP Humse se SHukRiya QaBooL FaRmaiye ..

APNA KHyaaL RakHiye


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
meetu20012
Registered User
meetu20012 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 130
Join Date: Dec 2002
Location: delhi
Rep Power: 22
16th January 2004, 08:26 PM

....KaL moHaBBat yooN hi mujHse kaHNe laGee
Aap maR Jao too vo sawar jayeNGe . . .

Kya KHaBaR ki JaNaza MeRa UtHNe se
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ..

well! bhut dino k baad hi sahi, bhut kub kikha hai aapney.


success is not a goal,but a journey!
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Sofia Saeed
Registered User
Sofia Saeed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 232
Join Date: Dec 2003
Location: Dallas, Tx
Rep Power: 21
17th January 2004, 01:17 AM

this is so beautiful...u did a wonderful job


sofia
   
Reply With Quote
Waah! Waah!
Old
  (#18)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Smile Waah! Waah! - 17th January 2004, 05:10 AM

Tau Nawaab isi liey Nawab huye...

Ek Naa-yaab ghazal likhi hai aapne...

ZakHM aasaniyoN se jo BHaR JayeNGE
Hum Pe aiHsaaN Wafa ke utaR JayeNGe

BeGuNaHee pe meRi Vo RoyeNGE JaB
AshQ AshQ aa ke Ruk pe THaHaR jayeNGe

MujH ko Dil se NikaLa too socha NaHi
Hum jo BHeGhar Hue too kiDHaR JayeNGe

Kya baat kahi hai janab...wakai...qabil-e-tareef!

MeRi CHaHat ke iss iNtehaN ka safaR
KHtaM Ho JaNe De too GuzaR JayeNGe

KaL moHaBBat yooN hi mujHse kaHNe laGee
Aap maR Jao too vo sawar jayeNGe . . .

arre arre arree...tch ....tch..

Kya KHaBaR ki JaNaza MeRa UtHNe se
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ..

ab kya kahein...dil ko cheer jaane wala kalaam pesh kiya aapne...

daad ke saath....paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#19)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hello - 17th January 2004, 07:00 PM

Kshitij ji

padh ke dil ke jajbaat phir jag gaye. beautiful rachana hai aapki. bahut pasand aayi.likhate rahiye.



Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
misnomer
Registered User
misnomer is on a distinguished road
 
misnomer's Avatar
 
Offline
Posts: 181
Join Date: Aug 2003
Location: U.A.E
Rep Power: 21
18th January 2004, 04:57 PM

kshitiz,
der se reply karne ki muafi chahtee hoon!masroofiat ki waje se kaafi dinon baad aana hua!hamesha ki tarah ghazab ka kalaam likha hai!daad qubool kijiye!aur yunhi likhte rahiyega


akelee hoon main.....koi sathi hai tho mera saaya!:(

heena
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
20th January 2004, 05:13 PM

Meetu ..

kaisi Ho ... tumne jawaB Diya BaHut acHHa LaGa ..

Take Care



Sofia Jee ..

TaReef ke Liye BaHut BaHut ShukRiya ..

Take Care




PaRaS ..

Aapke Keemti waQt NikaLNe ke Liye ye GHazaL SHukRGuzaaR Hai
AuR Hum BHi ..

ApNi KHaiRiyat BaNaye RakHiye ..



AkaNt Jee

Aap BHi BaHut acHHa LIKHte HaiN

BaHut KHUsHi Hui aapka JawaB DekH KaR ..LiKhte RaHiye

TaKe care




HeeNa Jee ..

Kaisi HaiN aap ..

AuR aap SuDHreNGi NaHi .. MuJe yaaD Hai maiNe aapse KaHa tHaa ki ye muafi jaise Lafz zuBaN pe mat Laya kaRiye .. APASDARI ME KHALAL PADTA HAI

Baki TaReef ke LIye SHukRiya ADaa kaRta HuN ..

Aap apNa KHyaaL RakHiye


andaaz
   
Reply With Quote
Re: PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ...
Old
  (#22)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ... - 20th January 2004, 05:34 PM

ZakHM aasaniyoN se jo BHaR JayeNGE
Hum Pe aiHsaaN Wafa ke utaR JayeNGe

BeGuNaHee pe meRi Vo RoyeNGE JaB
AshQ AshQ aa ke Ruk pe THaHaR jayeNGe

MujH ko Dil se NikaLa too socha NaHi
Hum jo BHeGhar Hue too kiDHaR JayeNGe

MeRi CHaHat ke iss iNtehaN ka safaR
KHtaM Ho JaNe De too GuzaR JayeNGe

KaL moHaBBat yooN hi mujHse kaHNe laGee
Aap maR Jao too vo sawar jayeNGe . . .

Kya KHaBaR ki JaNaza MeRa UtHNe se
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ..

kshitiz bhai
sach kehta hoon,,itna umda kalaam shayad hi kabhi guzra ho meri nazron se,,,mein samjh sakta hoon tumhare dil ka dard.,,,isiliye shayad alfaaz bhi dhoonde nahin mil rahe hai taareef ke liye,,,ek ek pankti ne mano dil ko bhed kar hamesha hamesha ke liye jehan mein sama gayi hai..bahoot khoob....aise hi likhte rahiye..hamari dua aapke saath hai
-Manoj


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#23)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd January 2004, 07:38 PM

MaNoJ BHai ..

TaReef ke Liye SHukRiya ..

Jis aNDaaz se HausLa afzayi ki DiL BaHUt taH E DiL se SHukRGuzaR Hai ..

JawaB DeNe me DeRi ke Liye muafi CHaHta HuN

ApNa KHyaaL RakHiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
bedilMusafir
Registered User
bedilMusafir will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 405
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
31st January 2004, 03:11 AM

Salaam huzoor..
kaise haiN bhai aap..?

a re bhai jaanta hooN bohat gussa aa raha hoga aapko mujhpar..
aur aapka gussa jayaz bhi hai..
kaan pakad kar muaafi maaNgta hooN bhai..

ab karte haiN kalaam ki baat..

ZakHM aasaniyoN se jo BHaR JayeNGE
Hum Pe aiHsaaN Wafa ke utaR JayeNGe


sach kaha bhai.. aapka ishara aur dard mehsoos ho raha hai..
‘matlaa’ hi pur-dard hai.. aage to qayamat hogi..

BeGuNaHee pe meRi Vo RoyeNGE JaB
AshQ aa aa ke Ruk pe THaHaR jayeNGe


sochne pe majboor kar diya is ashaar ne..

MujH ko Dil se NikaLa too socha NaHi
Hum jo BHeGhar Hue too kiDHaR JayeNGe


aah bhai.. jhakjor ke rakh diya aapne..
kaash socha hota to yuN fareb ki wazah na poochhni padti…

MeRi CHaHat ke iss iNtehaN ka safaR
KHtaM Ho JaNe De too GuzaR JayeNGe


kya kahuN bhai..
aapki aawaaz ke saath hooN..

KaL moHaBBat yooN hi mujHse kaHNe laGee
Aap maR Jao too vo sawar jayeNGe . . .


‘log wafa ka silaa maaNgte haiN mohabbat meiN.. wo mohabbat hai khuda se badhkar.. usne be-wafai ka silaa maaNga to kya gunaah kiya..’
jaan qurbaan..

Kya KHaBaR ki JaNaza MeRa UtHNe se
PHOOL RaHoN me unki BHikaR jaayNege ..


phir bhi tabaah ho gaye…
bohat khoob bhai…

kis badhavaasi ke halaat meiN likha hoga aapne ise.. samjhna mushkil hai..
behtareen ghazal hai bhai..

ijazat dijiye..

likhte rahiye aur muskuraate rahiye…


mai 'bedil'
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#25)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 1st February 2004, 07:29 AM

adaab kshitiz ji

kasie hai aap

aaki post ko late rely kar rahi hoo is ke liye sorry

bhut acha likha hai aapne har lafz aur har line mai ik aur hi andaaz hia. bhut dard hai aapki is nazm mai muhabbat aur wafa ki gehrai ko dikhati hai yeh nazam aanken badn karne par ik tasweer si pesh karti hai

kee on writin and take care of ur self
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
2nd February 2004, 04:45 PM

MusafiR SaHaB ..

NaRaz Vo LoG Hote HaiN JiNHe ye HaQ Diya Jata Hai .. SHayaD RisHtoN ke DaRmiyaN iss HaQ se maHRoom RaHNa meRi taQDeeR BaN Gayii Hai ..

Aap ke yaHaN aaNe kii keemat iss kaDaR CHukaNii PaDeGi .. Iss Baat ka GumaN Naa THaa ..

KHaiR ..

aapki TaReef HumaRe QaD se BaHut UpaR Hai .. jaRa NiCHe aa jaiye BHai .. Hume HumaRi TaReef KHuD Hii NaHi DikHai paD RaHi Hai ..

Baki .. aap saLamat RaHiye .. ye Dua HamesHa Hii Humare DiL se aapke Liye NikaLti RaHeGi .. Gum too aap HamesHa Chupaa jate HaiN ..

Darr LaGta Hai kiss MOD paR KHusHiyaN CHupaNe kii aaDat LaG jaye ..

ApNa KHyaaL RaKHiye ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
2nd February 2004, 04:59 PM

RomaNa Jee ..

ApNii masRofiyat HumaRi GhazaL ke satH GuzaRNe kaa SHukRiya ..

Aap apNa Keemti waQt NikaaL ke yaHaN aayiN .. AuR itNe KHooBsurat aNDaaz me taReef kii ..

BaHut BaHuT SHukRiya ..

ApNa KHyaaL RaKHiye


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
3rd February 2004, 06:18 PM

Kshitiz sahab adaab..


aapki yeh gazal meine kuch din qabL padhi thi aur behad pasand bhi ayee thi..lekin reply karnehi wala tha ke connection ne sath choD diya...iss baat se sharminda hoon ke beshak yeh kalaam reconnect karke reply karne ke kaabil hai...lekin kuch masroofiyat aisee thi ke ...PC se uthna paDa.. aap ke ashAar aksar wafa aur mohabbat ko apne har harf se bayaan karte hai.....mustakbil mein bhi aise hi khayalaat ko lafzoN ke sini mein pesh karte rehenge iss ummed ke saath izaazat chahtaa hooon...


Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#29)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th October 2008, 09:39 PM

wow...........shitiz ji aapki 5 saal purani poetry padi aaj....kaya khoob likha hai aapne....aapki yeh poetry padkar main bahut hairat mein hoon ki, aapki kalam ne aapko etne saal chain se kaise baithne diya.....


likhtey rahiye
kush rahiye


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by sunita thakur; 26th November 2008 at 10:31 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
13th October 2008, 12:46 AM

Sunitaa jee !

maiN bayaaN nahi kar saktaa huN ki vo daur kaisa thaa ...

maine jab pehli martabaa yahaaN kuch likhaa ... to uss kuch ke badle meiN mujhe bepanaah pyaar milaa aur kuch aise rishte bhi mile jo ab taa umar mere saath rahenge !

maine aaj tak shayri ki kisi doosri website ki shakal nahi dekhi hai wazah jis din se SDC pe aana shuruu huaa uss din se yahiiN kaa ho ke rah gayaa ..

aakhir insaan bhi pyaar kaa bhookhaa hotaa hai naa ...

ye SDC mere liye sirf ek website nahi hai balki mere ghar ke jaisi hai aur ghar to ghar waaloN se hi bantaa hai !

uupar jitne bhi log aapko dikhe ye sab mere itne azeez hai ki maiN bayaaN nahi kar saktaa ..

kahte haiN waQt kabhi ek jaisaa nahi rahtaa aaj sabhi apne apne kaamoN meiN masroof haiN ... !

ab aap khud hi bataaiye jab ghar wale hi ghar meiN nahi rahenge to ghar meiN insaan kaa dil kaise lagegaa ?

maine pehle bhi aapki taareef kari thii aur aaj bhi kartaa huN ki SDC ke puraane chaahne waaloN ko wapis bulaane ke liye aapki koshisheiN tareef ki hadoN se baahar haiN !

maiN bhi issi ummeed meiN huN ki ek din sabhi ko apne ghar ki yaad aayegi aur
hum sab fir se ek saath nazar aayenge !

aameen !

khudaa aapko salaamat rakhe

aur

barkat bakhshe !

apnaa khyaal rakhiye !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
26th November 2008, 05:18 PM

Kshitiz
Brother,,
bus itna hi kahna tha,,,
samjh gaye ho ge ap..k main kiya kahna chahta hun.


Khan


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th November 2008, 12:39 PM

KaL moHaBBat yooN hi mujHse kaHNe laGee
Aap maR Jao too vo sawar jayeNGe . . .


kya baat kahi hai..magar agar yaisa hi ho to mohhbaat sachi hogi kya???

ek achi gazal tumhari kalam se nikali..daad kubul karna
apna khyaal rakhnaaaaaaaa ok


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
isq ki rahon... logan Shayri-e-Ishq 2 4th November 2005 03:55 PM
unki uljhan...unki kashish pallavi_here Shayri-e-Ishq 4 25th September 2005 12:16 AM
Unki aarzu dil dhukhati hai, unki yaad hame rulati hai,>> shayri12345 Shayri-e-Dard 18 12th September 2003 12:37 AM
Bhikar ta gaya maiN.... sanjoo Shayri-e-Dard 4 7th July 2003 01:59 PM
Bhikar gaya maiN.... sanjoo Aapki Shayri 0 6th July 2003 08:30 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com