Zindagi............. -
14th April 2007, 11:48 AM
Zindagi ek aisa Ehsaas hain , jis se har dil aabaad hain
Jab se ye ehsaas hua , zindagi ko ek naya rang mila,
Apne aagaaz se zindagi teri yaado main gum rahi,
Phir bhi jaane kyu laga ki, chaahat meri kutch kam rahi,
Khaamosiyo se bharey jazbaat labh tak aa gaye,
Na jaane kab naasoor bann kar is dil par chaah gaye,
Waqt be waqt jaane kya dikha gayi , ye zindagi hain,
Ye Zindagi hain Jaane kis mod par manzarr bana gayi .
|