Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ghazal
Old
  (#1)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
ghazal - 9th October 2006, 07:15 PM

ghazal
Justajoo koi nahin,aarzoo koi nahin
Kis khader tanha hain hum,roo-ba-roo koi nahin

Kiya jaanae kis ka khauf hai,khamoosh hai saari fiza
Hain zabaanaen sulb sub ki,guftagoo koi nahin

Maeri nazraen dhoondti hain,hum safer koi milae
Ghoom ker hum daekh aayae,chaar-soo koi nahin

Her kisi ko hai fagar,husn per apnae bahut
Per haqeeqat daekhiyae,maah-roo koi nahin

Raah-zun hain her taraf,jis taraf bhi jaayiae
Kaesae manzil paasakeen gaen,raah-roo koi nahin

Jo khudi ko baech khaayae,raz unko bhool ja
Un ki waqat kuch nahin,aabroo koi nahin

Razia Yasmeen RAZ

sulb.....dumb
maah roo....baeutiful
waqat......value
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
9th October 2006, 07:36 PM

wah razia ji kya baat hai ek anokhese andaz me aapne ise pesh kiya aur achha laga ise padhke basaise hi likhti rahiye aap apako parhna achha lagta hai

apna khayal rakhiyega

aapka dost
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 9th October 2006 at 07:37 PM.. Reason: d
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
moon
Guest
 
Posts: n/a
9th October 2006, 10:04 PM

Quote:
Originally Posted by yasmeenraaz View Post
ghazal
Justajoo koi nahin,aarzoo koi nahin
Kis khader tanha hain hum,roo-ba-roo koi nahin

Kiya jaanae kis ka khauf hai,khamoosh hai saari fiza
Hain zabaanaen sulb sub ki,guftagoo koi nahin

Maeri nazraen dhoondti hain,hum safer koi milae
Ghoom ker hum daekh aayae,chaar-soo koi nahin

Her kisi ko hai fagar,husn per apnae bahut
Per haqeeqat daekhiyae,maah-roo koi nahin

Raah-zun hain her taraf,jis taraf bhi jaayiae
Kaesae manzil paasakeen gaen,raah-roo koi nahin

Jo khudi ko baech khaayae,raz unko bhool ja
Un ki waqat kuch nahin,aabroo koi nahin

Razia Yasmeen RAZ

sulb.....dumb
maah roo....baeutiful
waqat......value

hi razia how r u? buhut acha likha hai aur mujhe is liye bhi pasand aye ke meray dil ke kafi kareeb mehsoos howa aap ka likha howa keep writing aur inbox to khali ker do janab i m waiting
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
9th October 2006, 10:15 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
wah razia ji kya baat hai ek anokhese andaz me aapne ise pesh kiya aur achha laga ise padhke basaise hi likhti rahiye aap apako parhna achha lagta hai

apna khayal rakhiyega

aapka dost
dhaval
hi
friend
tumhi maeri ae kaawish achchi lagi
shukriya

dard nae mujh ko diyae tuhfae badae
hogayae hain aaj sae darjae badae

mail kertae rehna
razia
   
Reply With Quote
Old
  (#5)

9th October 2006, 10:23 PM

  (#6)

hi - 9th October 2006, 10:52 PM

Quote:
Originally Posted by moon View Post
hi razia how r u? buhut acha likha hai aur mujhe is liye bhi pasand aye ke meray dil ke kafi kareeb mehsoos howa aap ka likha howa keep writing aur inbox to khali ker do janab i m waiting
hi
moon
kaun kehta hai kae tanha hai kisi ki zindagi
her kisi kae wastae hai her kisi ki her khushi

phool sae zeenat chaman ki,phool sae hai taazgi
mehek uttae is ki khushboo sae her kisi ki zindagi

tum maeri kawish ko is khaabil samajhti ho to tumhara husn-ae-aqlaaq hai
sooraj baghaer kirnoan kae sooraj nahin

aur ae bazm aesi kayee sooraj apnae daaman main saemaet ker aagae bardh raha hai khuda is ki raushni ko sada khayam rakhae
aamin

mail kertae raho
razia
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
11th October 2006, 06:38 AM

Justajoo koi nahin,aarzoo koi nahin
Kis khader tanha hain hum,roo-ba-roo koi nahin

BAHOOT SUNDAR...!!

Kiya jaanae kis ka khauf hai,khamoosh hai saari fiza
Hain zabaanaen sulb sub ki,guftagoo koi nahin

WAH...!! KAMAAL HAI...!!! BAHOOR SUNDAR RAZIA JI

Maeri nazraen dhoondti hain,hum safer koi milae
Ghoom ker hum daekh aayae,chaar-soo koi nahin

AAPKE YEH SHER...!!DIL KO CHOO JATE HAI...NISHAANAAT BANA JATE HAI..!!! BAHOOT UMDA..!!!

Her kisi ko hai fagar,husn per apnae bahut
Per haqeeqat daekhiyae,maah-roo koi nahin

WAH...!! KYA BAAT KEH DI AAPNE...MEIN KURBAAN HO GAYA IS SHER PAR....LAAJAWAAAB....!!!

Raah-zun hain her taraf,jis taraf bhi jaayiae
Kaesae manzil paasakeen gaen,raah-roo koi nahin

Jo khudi ko baech khaayae,raz unko bhool ja
Un ki waqat kuch nahin,aabroo koi nahin

SUPERBB!!!
APNA EK SHER YAAD AA GAYA....

PATJHAR MEIN JO GIR JAYE HAM WO PATTE NAHIN "KUREEL"
MUFLISI KE DAUR MEIN BHI AZMAT KO BACHAYE RAKHNA

RAZIA SAHIBA
AAPKI KALAM SHAYRI KI MEHFIL MEIN KUCH IS ADDA SE CHALTI HAI JAISE MAIDAAN- E -JUNG MEIN KISI SURMAA KI TALWAAR...!!! BAS FARQ ITNA HAI KI AAPKI KALAM SE GHAAYAL HONE WALA HAR SHAQSH "WAH..!! WAH..!!" KEH UT_TA HAI..!!
AAPKA HAR SHER KISI MASHAAL SARIKHA HAI,,JINDAGI KI HAQIQATON PAR ROSHNI DAALTA HUA...AAP ALFAAZON MEIN CHUPA KAR DAULAT PESH KAR DETI HAI..HAM MUFLISON KE LIYE!!
MERI DHERON SHUBHKAAMNAYEIN AUR DAAD KUBOOL KIJIYE...LIKHTE RHAIYE...APNA KHAYL RAKHIYE
-MANOJ

apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#8)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
11th October 2006, 09:34 AM

Quote:
Originally Posted by manoj kureel View Post
Justajoo koi nahin,aarzoo koi nahin
Kis khader tanha hain hum,roo-ba-roo koi nahin

BAHOOT SUNDAR...!!

Kiya jaanae kis ka khauf hai,khamoosh hai saari fiza
Hain zabaanaen sulb sub ki,guftagoo koi nahin

WAH...!! KAMAAL HAI...!!! BAHOOR SUNDAR RAZIA JI

Maeri nazraen dhoondti hain,hum safer koi milae
Ghoom ker hum daekh aayae,chaar-soo koi nahin

AAPKE YEH SHER...!!DIL KO CHOO JATE HAI...NISHAANAAT BANA JATE HAI..!!! BAHOOT UMDA..!!!

Her kisi ko hai fagar,husn per apnae bahut
Per haqeeqat daekhiyae,maah-roo koi nahin

WAH...!! KYA BAAT KEH DI AAPNE...MEIN KURBAAN HO GAYA IS SHER PAR....LAAJAWAAAB....!!!

Raah-zun hain her taraf,jis taraf bhi jaayiae
Kaesae manzil paasakeen gaen,raah-roo koi nahin

Jo khudi ko baech khaayae,raz unko bhool ja
Un ki waqat kuch nahin,aabroo koi nahin

SUPERBB!!!
APNA EK SHER YAAD AA GAYA....

PATJHAR MEIN JO GIR JAYE HAM WO PATTE NAHIN "KUREEL"
MUFLISI KE DAUR MEIN BHI AZMAT KO BACHAYE RAKHNA

RAZIA SAHIBA
AAPKI KALAM SHAYRI KI MEHFIL MEIN KUCH IS ADDA SE CHALTI HAI JAISE MAIDAAN- E -JUNG MEIN KISI SURMAA KI TALWAAR...!!! BAS FARQ ITNA HAI KI AAPKI KALAM SE GHAAYAL HONE WALA HAR SHAQSH "WAH..!! WAH..!!" KEH UT_TA HAI..!!
AAPKA HAR SHER KISI MASHAAL SARIKHA HAI,,JINDAGI KI HAQIQATON PAR ROSHNI DAALTA HUA...AAP ALFAAZON MEIN CHUPA KAR DAULAT PESH KAR DETI HAI..HAM MUFLISON KE LIYE!!
MERI DHERON SHUBHKAAMNAYEIN AUR DAAD KUBOOL KIJIYE...LIKHTE RHAIYE...APNA KHAYL RAKHIYE
-MANOJ
hi
manoj
khushi sae aaj gung hai maeri zabaan
kin ujaaloan sae bhar giya maera jahan
main zameen per hoon magar na jaanae kiyoon
maerae khadam choonae lagae hain aasman
main akaeli chal rahi thi raah per
maerae peechae chalpada ek caarwaan
raz kin shabdoan main biyaan ab kersakae
itni khushiyaan mil rahi hain ab yahan

manoj such baat to ae hai kae maera dil kehta hai aur main bae ta haasha likhti chali jaati hoon
aek martaba ae bhi nahin daekhti kae main nae kiya likh diya hai bus likh daeti hoon
aur maeri khush naseebi hai kae mujhae tum sae itni chahat mil rahi hai kae main zindagi ki saari kamiyoan ko bhool hi gayee
khuda tumhaen sada khush rakhae
aamin

azia
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
11th October 2006, 09:52 AM

Justajoo koi nahin,aarzoo koi nahin
Kis khader tanha hain hum,roo-ba-roo koi nahin

Maeri nazraen dhoondti hain,hum safer koi milae
Ghoom ker hum daekh aayae,chaar-soo koi nahin

Raah-zun hain her taraf,jis taraf bhi jaayiae
Kaesae manzil paasakeen gaen,raah-roo koi nahin

Jo khudi ko baech khaayae,raz unko bhool ja
Un ki waqat kuch nahin,aabroo koi nahin

razia jiiiii,
salaam,kaisi hain aap???aaj kayi din baad mauka mila is site per aane ka aur meri khuskismati ke aap ke is nayab kalaam par meri nazar padi.kya kehne hai aapke.har sher bemisaal hai,lajawaab hai.haqeeqat-e-zindagi ko bayan karna koi aapse seekhe.bahut acha laga padhkar.upar ke diye yeh sher to bas chuuu gaye dilko.
likhti rahiye yunhin.
khayal rakhiye apna..
allah hafiz.

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
SUPER GHAZAL OF THE YEAR - Winner Ghazal Dhaval Ghazal Section 36 11th October 2010 02:59 PM
Ghazal: Tum aao to sahii (ek Rumaani Ghazal) Mayank Shayri-e-Ishq 30 29th March 2009 08:32 PM
AshruO Khaali Ne Ghazal Lakhato Gayo-- Gujju Ghazal acharya_mj Shayri-e-Dard 3 16th September 2006 10:19 AM
ghazal yasmeenraaz Shayri-e-Dard 0 15th September 2006 10:38 PM
Ghazal: Tum ghazal MeN Jo HaseenooN... Ameen Asim Aapki Shayri 1 16th November 2005 02:46 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com