Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 10 votes, 5.00 average. Display Modes
with easy urdu
Old
  (#1)
saqi2000
Registered User
saqi2000 will become famous soon enough
 
saqi2000's Avatar
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Mar 2003
Location: Scotland
Rep Power: 22
with easy urdu - 12th March 2003, 04:03 PM

Mujhe iss ka gham nahin ke badal gya zamana
Meri zindgi hai tum se kahin tum badal na jana

Tere pyar kee tamanna gham-e-zindgi ke saye
Bari tez aandhian hain yeah charagh (zindgi) bujh na jaye

sochan te khalan wich din langde
sukj meri zingi da khoya sajna

phir palat kar nigha nahin ayee
tum par qurban ho gayee ho gee

Haath pe likh ke choomate rehte hain uska naam
muddat guzar ghayee jise khat likhe huay

main ne us se tasweer maangee thee
us ne khat main gulab bhaija hai

tabeeboob se main kya poochoon ilaje dard-e-dil
maraz jab zindigee khud ho to phir us kee dawa kya hai

na apne dard ka dukh hai na apne gham ka gham mujhe
dil apna shaad(happy) hai jo tum ko shadman(Very happy) dekha

Raat youn dil main teri khoi hui yaad aayi
jese virane main jupke se bahar aa jaye
jese holey se chal baad-e nasim
jese bimar ko be-wajah qarar aa jaye

Tahir
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 12th March 2003, 06:01 PM

hi t

hw r u vow u r a good poet so my guess was right

anyway bhut hi acha likhte ho aap

keep writing and smiling

romana


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
I will keep writing but???
Old
  (#3)
saqi2000
Registered User
saqi2000 will become famous soon enough
 
saqi2000's Avatar
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Mar 2003
Location: Scotland
Rep Power: 22
I will keep writing but??? - 12th March 2003, 07:40 PM

Romana,

I will keep writing but don't know abot smiling!!!!!!

Tahir
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Zeba
Registered User
Zeba has a spectacular aura aboutZeba has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 585
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 23
14th March 2003, 09:17 PM

tabeeboob se main kya poochoon ilaje dard-e-dil
maraz jab zindigee khud ho to phir us kee dawa kya hai

na apne dard ka dukh hai na apne gham ka gham mujhe
dil apna shaad(happy) hai jo tum ko shadman(Very happy) dekha

na apne dard ka dukh hai na apne gham ka gham mujhe
dil apna shaad(happy) hai jo tum ko shadman(Very happy) dekha

"jese virane main jupke se bahar aa jaye
"

mai aap ki en sheroon ki jitni tareef karoon kam hai,aap ke dimag mai yeh aate kaise hai.wow!

good.

zeba
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
adena
Registered User
adena is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 14
Join Date: Jan 2003
Rep Power: 0
14th March 2003, 10:01 PM

hi saqi
bohat he achay sher hain ya sab

lakin ager ap in kay sat in kay poets kay name be likhtay to parnay walon ko ya to pata chalta kay ya in itnay achay sheron ko likhnay wala kon ha

like ap na faiz ahmed faiz ka shair likha

mukesh kay aik song koo likha etc

acha hota kay ap un kay name be sat likh deatay

lakin koee shak nahee
ya sab sher bohat he achay thay
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Ursfoeva
DiL
Ursfoeva will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 203
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
15th March 2003, 05:23 AM

achaa likha hai,
keep writin n smilin..
luv riddhi


dont frown, u never know whoz falling in love with ur smile :)
   
Reply With Quote
shukriya aap logooN ki mohabat ka
Old
  (#7)
saqi2000
Registered User
saqi2000 will become famous soon enough
 
saqi2000's Avatar
 
Offline
Posts: 71
Join Date: Mar 2003
Location: Scotland
Rep Power: 22
shukriya aap logooN ki mohabat ka - 25th March 2003, 10:30 PM

Zeba Ji,

Tareef ka bhaut bhaut shukriya. Mahzrat khawa hooN ke jaldi jawab nahiN de saka. Asal main main theek nahiN tha aur jab office maiN wapis aaya hooN kaam kafi para hua tha jis ki wajah se jawab nahin de saka aur na he kuch aur post kar saka hoon.

Apan khiyal Rakhiyeh ga aur apney khiylaat se nawaztey rahiyeh gaa

Tahir

Adena Ji,

Ainda main koshish karooN ga ke shairoon ke naam be likhoon. Aap ka yeh jawab par kar mujey yaad aaya ke jo maiN aaj nazmaiN post ki hain un ke shairoon ke naam nahin likhay lekin main un ko edit kar dooNga aur shairoon ke naam post kar doon ga.

Is tarf twajoh karaney ka bhaut bhaut shukriya. Apan khiyal Rakhiyeh ga aur apney khiylaat se nawaztey rahiyeh gaa

Tahir


Riddi Ji,

hosla affzai ka bhaut bhaut shukriya. Umeed hai aap ainda b isi tarah hosla affzai kartey rahiN gay.

to ab ijaz

Apan khiyal Rakhiyeh ga aur is nacheez ko apni duaaoon main Yaad rakhiyeh ga

Tahir
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Easy & Difficult friendnidhi Inspiring Stories 2 22nd April 2006 11:42 PM
easy to get!!!! nice_off_me English Poetry 6 2nd March 2006 10:53 AM
*Easy * passionatelover English Poetry 6 18th December 2005 12:49 PM
easy and difficult aqeelahmed Humourous Shayri 7 2nd October 2004 01:16 AM
easy ruma Quotable Quotes 0 10th July 2003 08:04 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com