Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
khada karna hai ek jalaal-ae-hindustan
Old
  (#1)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
khada karna hai ek jalaal-ae-hindustan - 24th May 2011, 12:58 PM

In halatoon ko badlna hoga
Har patthar ko pighlna hoga

khada karna hai ek jalaal-ae-hindustan

Abb to har shaqs ko sambhlna hoga

joshe-ae-zor itna ho duaoon mai abb

khurshid ko bhi samander se niklna hoga

khatam karna hai har firoone-shaitaan ko

jalna pade atishe-schayi mai bhi to jalna hoga

Chuna hai ek nayi uchai iss vatan ko

Abb to har kisi ko apna mukader badlna hoga


jitna mushkil safar ho jitni bhi ho takleefe

abb En thedi medhi ranhoon per bhi chalna hoga


rakh de badal ke har kisi ki zindagi

pina pade Zeher bhi to pina hoga

Badalna hai tasveer iss desh ki

Abb to har kisi ko apni taqdeer se ladna hoga


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ankita
Registered User
Ankita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to allAnkita is a name known to all
 
Offline
Posts: 218
Join Date: May 2008
Location: Canada
Rep Power: 21
25th May 2011, 03:08 AM

Hello Samyasar ji,

bahut hi josh say bhari kavita hai. my congrats to you. my answer yes if we want to keep our desh on top we have to bring the changes in by ourselves.
Regards,
A
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
25th May 2011, 10:08 AM

Quote:
Originally Posted by samyasar1 View Post
In halatoon ko badlna hoga
Har patthar ko pighlna hoga

khada karna hai ek jalaal-ae-hindustan

Abb to har shaqs ko sambhlna hoga

joshe-ae-zor itna ho duaoon mai abb

khurshid ko bhi samander se niklna hoga

khatam karna hai har firoone-shaitaan ko

jalna pade atishe-schayi mai bhi to jalna hoga

Chuna hai ek nayi uchai iss vatan ko

Abb to har kisi ko apna mukader badlna hoga


jitna mushkil safar ho jitni bhi ho takleefe

abb En thedi medhi ranhoon per bhi chalna hoga


rakh de badal ke har kisi ki zindagi

pina pade Zeher bhi to pina hoga

Badalna hai tasveer iss desh ki

Abb to har kisi ko apni taqdeer se ladna hoga
Ji .. Namaste Samyasar Ji, .. Ji aap ki is rachanaa pe bas yahi kahe sakte hai ke ... simply superb .. heart touching ... kitane hi dilo ki baat kahe gaye aap ke ye shabd ..

kitane hi sailaab, kitane toofaan ... kitane hi sandesh apne andar samete huye logon ke dilo ki ye baatein hai ... Sachchaayi bayaan karti huyi aap ki is rachanaa ke ehsaas dil mai bas gaye ...

Ji .. ek baat puchhani thi aap se ... hume urdu nahi aati .. kuchh words ke meaning hume samajh nahi aaye .. gar aap please unke meaning bataa de to achchha hoga .. yunhi likhate rahiye ...

"jalaal-ae-hindustan, khurshid, firoone-shaitaan ??"

Bhagwaan Ji aap ko har khushi de,

Aapki Dost: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#4)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
25th May 2011, 03:43 PM

Quote:
Originally Posted by Ankita View Post
Hello Samyasar ji,

bahut hi josh say bhari kavita hai. my congrats to you. my answer yes if we want to keep our desh on top we have to bring the changes in by ourselves.
Regards,
A
bhut bhut shukriya ankita g appne phada orr appko pasand ayya thanx for ur congrates

and offcourse we have to do everythng no buddy else will do

thanx again

yasir


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
samyasar1
yasir
samyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to allsamyasar1 is a name known to all
 
Offline
Posts: 242
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 21
25th May 2011, 03:48 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Ji .. Namaste Samyasar Ji, .. Ji aap ki is rachanaa pe bas yahi kahe sakte hai ke ... simply superb .. heart touching ... kitane hi dilo ki baat kahe gaye aap ke ye shabd ..

kitane hi sailaab, kitane toofaan ... kitane hi sandesh apne andar samete huye logon ke dilo ki ye baatein hai ... Sachchaayi bayaan karti huyi aap ki is rachanaa ke ehsaas dil mai bas gaye ...

Ji .. ek baat puchhani thi aap se ... hume urdu nahi aati .. kuchh words ke meaning hume samajh nahi aaye .. gar aap please unke meaning bataa de to achchha hoga .. yunhi likhate rahiye ...

"jalaal-ae-hindustan, khurshid, firoone-shaitaan ??"

Bhagwaan Ji aap ko har khushi de,

Aapki Dost: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe

bhut bhut shukriya gudia g appko pasand ayya hume behad kushi mili

orr rahi baat kuch urdu words ke liye uske liye hum apse mazrat chahnge

jalaal--means proud ya fir keh lijiye hindi mai tej
khurshid--- sun

firone--- firone was actually name of one of baddes king of egypt he is almost same to devil he only do bad works and only torture its people like our netaas

and shaitaan u know devil

bas itne se hi thi koi khas bhari words nahi use kiye the humne

fir bhi apke phadne ke liye anne ke liye bhut bhut shukriya
yasir


यूँ छुए रूह हमारी की चरंगा चरंगा हर जर्रा खुर्शेदे-आलम-ताब
हर बेकस मज-ज़ुब रूह को
उसके
रब से जोड़ दे
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
mittal_pali
Webeater
mittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to beholdmittal_pali is a splendid one to behold
 
mittal_pali's Avatar
 
Offline
Posts: 716
Join Date: Jun 2010
Location: Bathinda-Punjab-India
Rep Power: 20
25th May 2011, 05:38 PM

Nice sharing................................


Pali Mittal
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
rahi123
Registered User
rahi123 has a spectacular aura aboutrahi123 has a spectacular aura aboutrahi123 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 48
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
26th May 2011, 11:16 AM

Quote:
Originally Posted by samyasar1 View Post
In halatoon ko badlna hoga
Har patthar ko pighlna hoga

khada karna hai ek jalaal-ae-hindustan

Abb to har shaqs ko sambhlna hoga

joshe-ae-zor itna ho duaoon mai abb

khurshid ko bhi samander se niklna hoga

khatam karna hai har firoone-shaitaan ko

jalna pade atishe-schayi mai bhi to jalna hoga

Chuna hai ek nayi uchai iss vatan ko

Abb to har kisi ko apna mukader badlna hoga


jitna mushkil safar ho jitni bhi ho takleefe

abb En thedi medhi ranhoon per bhi chalna hoga


rakh de badal ke har kisi ki zindagi

pina pade Zeher bhi to pina hoga

Badalna hai tasveer iss desh ki

Abb to har kisi ko apni taqdeer se ladna hoga
bhut hi bhadiya sach mai abb in halatoon ko badlana hoga orr vkai mai har kisiko smbhalna hoga
bhut hi bhadiya likha hai appne hum sabhi ko khud hi apna mukader badlana hoga
simple or asaan shabdoon mai appne bhut hi important baat kahi hai dil se daad

rahi
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th May 2011, 08:30 PM

Kyaa baat hai yasir bhai, sabse pahle meri mubaarakbaad qubool farmaaeN apni
sar-zameen ki shaan me likhe gaye is khoobsurat kalaam ke liye... bahot khoob.

aapke kalaam me haqiqat aur majburi nazar aai hai jo ke hamaare desh ki sabse badi pareshani banke ubhri hai, uski bhalaai ke liye jo aapne pahel ki hai wo qaabile tareef hai.. khuda kare ke sabhi iske baare me sochen.. aur aise raastoN pe chaleN jo jhut kapat aur buraai se kosoN door ho aur apne desh ke liye ek misaal qaayam kareN..

likhte rahiye.. Allah aur nawaaze..

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
30th May 2011, 08:39 PM

Abb to har kisi ko apna mukader badlna hoga

kya gazab hai sir......itna accha kahna bhi zulm hai.....

magar aapse guzarish hai aur sitam dhaiye....

very good peice,indeed.

regards
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com