|
|
|
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
Result: Tasweer pe tahreer July 2014 -
15th July 2014, 10:14 PM
Doston AzizoN ko shaad ka aadaab....
Aap sab ke bharpoor saath aur sahyog ke liye main aur tamaaam SDC team aap sab ki shukrguzaaar hai... aapne jis josh o khuloos ke saath is baar TPT me hissaa liyaa wo kaabile tareef rahaa... aur aap sab badh chadh kar aaage aaye isme hissa liye bahot fakhr aur khushii ki baat hai ham sab ke liye...
aur aaj jaise ke ye competition khatm ho rahaaa hai aur results jiska aap besabrii se intzaar kar rahe they use bataane ka waqt aa gayaa hai..
To is baar jaisaa ke hamne decide kiyaa thaa is baar do winners choosse kiye gaye hain :
1) Public choice (through polling)
2) Critic choice ( through judges)
to polling thread kaa result saamne aa raha hai doston...
Aur Public choice (polling) ke vijetaa haiN... Hassan Saahab....
aur unki ghazal hai...
Tumhari shohrat ko awaazaa na karenge
Sitam seh leiN ge, tamashaa na karenge
awaaza: report about reputation.
Bhale talkh lafzon ke nishtar barsaao
ZubaaN per uff magar laayaa na karenge
Wo phool sa khilta hai raQeeboN ke darmiyaaN!
Hum door se dekheN ge, paas jayaa na kareNge
Khoo un ki jo thehri hai boht sard mizaaji
Hum wehshat-e-ishq ke lahaq, takazaa na karenge
khoo: habit
lahaq: used to
Khaar hi khaar kyuN na rakh do hamari raah per
Zakhm khud seencheN ge, dikhayaa na karenge
Apne ashkoN ko samjhaa liya hai aaj saahil per!
Badal jo haiN barasne ko, woh ab barsaa na karenge
Hassan saahab aapko team SDC ki taraf se bahot bahot mubaarakbaad......
Ham duaa karte hain ke aapke kalam ka zor yuNhi badhta rahe chadhtaa rahe......
Aap sabhi ummeedwaaron ko ek baar fir se tahe dil se shukriyaa aur mubaarakbaad...
Aapka dost
Shaad....
Last edited by sameer'shaad'; 16th July 2014 at 08:52 AM..
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
15th July 2014, 10:21 PM
Lijiye saahebaan aab aap sab ke saamne aa raha hai critic choice ka result...
Aur jaise ke pahle bhi batayaa gayaa thaa, main fir se aap sab ke saamne wo baat rakhnaa chahungaa ke jo bhi Critic choice ka winner hogaa wo agli baar ke TPT me Judge hogaa Zidd saahab ke saath....
To lijiye marking kuch iss tarah se hain...
Wafaa karke dekha = 4 (ufaq saab)
Wafaa karke dekha = 2.1 (zidd saab)
total=6.1
- Ananthpak saahab
Baitha hu kinaare par = 7 (ufaq saab)
Baitha hu kinaare par = 5.35 (zidd saab)
-Aadeil saahab
total= 12.35
Intezaar qayaamat ki tarah = 6 (ufaq saab)
Intezaar qayaamat ki tarah = 6.25 (zidd saab)
total= 12.25
- Talib saahab
Koi bashar tanhaa tanhaa = 5 (ufaq saab)
Koi bashar tanhaa tanhaa = 5 (zidd saab)
total= 10
- Ahmad Hyderabadi saahab
Na jaane kaise ye doori = 5 (ufaq saab)
Na jaane kaise ye doori = 2.75 (zidd saab)
total= 7.75
- Praneeta saahiba
Na bhulenge WO meri Kahani = 3 (ufaq saab)
Na bhulenge WO meri Kahani = 2.25 (zidd saab)
total= 5.25
- Aru saahab
Barsaat bahut zor huyi = 6 (ufaq saab)
Barsaat bahut zor huyi = 6.5 (zidd saab)
total= 12.5
- Shaad
Bheed se nikalkar = 5 (ufaq saab)
Bheed se nikalkar = 3 (zidd saab)
total= 8
- Madhu saaheba
Aaj phir thaam Ke main = 8 (ufaq saab)
Aaj phir thaam Ke main = 7.9 (zidd saab)
total= 15.9
- Ahmad Ali shaqil Saahab
Tumhari shoharat ko = 5 (ufaq saab)
Tumhari shoharat ko = 3 (zidd saab)
total= 8
- Hassan saahab
Teri yaad me ham = 4 (ufaq saab)
Teri yaad me ham = 1.5 (zidd saab)
total= 5.5
- maasoom pyar saahab
Koi bhi bhooka na = 7 (ufaq saab)
Koi bhi bhooka na = 4.85 (zidd saab)
total= 11.85
- Abhi tamrkar saahab
Jin hawaao me majboor = 9 (ufaq saab)
Jin hawaao me majboor = 6.9 (zidd saab)
total= 15.9
- Anjaan saahab
Aur is baar ke Winner hain-- Anjaan saahab aur Ahmad Shakil sahab with 15.9 points
Aap dono ko bahot bahot mubaarakbaad TPT critic choice winner ke liye... aur hame bahot khushi ho rahi hai aap dono ko Agle TPT ki zimmedaari soupte hue... aap dono agii TPT me Zidd saahab ke saath judge honge... Mujhe ummeed hai aap dono is padbhaar ko sambhaalne ke liye is zimmedari ko kuboolne ke liye taiyaar honge....
Main tahe dil se shukrguzaar hoon Ufaq saahab aur Zidd saahab kaa jinhone is zimmedari ko bakhubii nibhaaya aur apnaa keemtii waqt diyaa......
Ek baar fir se sabhii Winners aur Participants ko bahot bahot mubaarakbaad...
Aapka dost
Shaad....
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
15th July 2014, 10:45 PM
Hearty congratulations to all the winners of Tpt...Hassan sahab. .Sumit ji and Ahmed shakil sahab. .
And sincere thanks to all the participants. .voters and judges
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Registered Member
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
|
C o n g r a t u l a t i o n s! -
16th July 2014, 03:57 AM
|
|
|
|
|
Kuchh dil se~
Offline
Posts: 36
Join Date: Dec 2012
Rep Power: 0
|
16th July 2014, 06:41 AM
congrats to all winners....................
Binaa tere ... khudaa mere.. seher kaisii.. safar kaisaa..
KaheeN daryaa kaheeN pyaasaa idhar bhatkaa udhar bhatkaa ~ - Abhi Tamrakar
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
|
16th July 2014, 09:49 AM
heartiest congratulations to all the winners...
Hassan ji, sumit ji and ahmad ji...
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
|
16th July 2014, 10:37 AM
Hassanji, Sumeetbhai (Anjaan saab) & Ahmed Shakil saab,
Heartiest congratulations to you all...
ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता
|
|
|
|
|
Tere Intzaar Mein....
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
|
16th July 2014, 12:50 PM
Hassan ji bahut bahut mubaarak ho
Last edited by Rajeev Sharma; 16th July 2014 at 12:59 PM..
|
|
|
|
|
Tere Intzaar Mein....
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
|
16th July 2014, 12:51 PM
Sumeet bhai [Anjaan ji] badhaai ho...............
Last edited by Rajeev Sharma; 16th July 2014 at 01:00 PM..
|
|
|
|
|
Tere Intzaar Mein....
Offline
Posts: 1,181
Join Date: Feb 2010
Location: Ludhiana(Punjab)
Rep Power: 39
|
16th July 2014, 12:53 PM
Ahmed Shakil ji badhaai ho ..............
Last edited by Rajeev Sharma; 16th July 2014 at 01:04 PM..
|
|
|
|
|
AN ILLUSION
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
|
16th July 2014, 06:13 PM
Hassan...Ahmad jii aur anjaan jii.....aap sabhii ko bahut-2 mubaarke'n
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 5,213
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 29
|
16th July 2014, 10:30 PM
Heartiest congratulations to all winners of TPT
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,552
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 60
|
16th July 2014, 11:32 PM
ahmad bhai. . hassan bhaii aur sumeet bhai aap ko bahot bahot badhaaii
aapka
Dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
17th July 2014, 12:29 AM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
Doston AzizoN ko shaad ka aadaab....
Aap sab ke bharpoor saath aur sahyog ke liye main aur tamaaam SDC team aap sab ki shukrguzaaar hai... aapne jis josh o khuloos ke saath is baar TPT me hissaa liyaa wo kaabile tareef rahaa... aur aap sab badh chadh kar aaage aaye isme hissa liye bahot fakhr aur khushii ki baat hai ham sab ke liye...
aur aaj jaise ke ye competition khatm ho rahaaa hai aur results jiska aap besabrii se intzaar kar rahe they use bataane ka waqt aa gayaa hai..
To is baar jaisaa ke hamne decide kiyaa thaa is baar do winners choosse kiye gaye hain :
1) Public choice (through polling)
2) Critic choice ( through judges)
to polling thread kaa result saamne aa raha hai doston...
Aur Public choice (polling) ke vijetaa haiN... Hassan Saahab....
aur unki ghazal hai...
Tumhari shohrat ko awaazaa na karenge
Sitam seh leiN ge, tamashaa na karenge
awaaza: report about reputation.
Bhale talkh lafzon ke nishtar barsaao
ZubaaN per uff magar laayaa na karenge
Wo phool sa khilta hai raQeeboN ke darmiyaaN!
Hum door se dekheN ge, paas jayaa na kareNge
Khoo un ki jo thehri hai boht sard mizaaji
Hum wehshat-e-ishq ke lahaq, takazaa na karenge
khoo: habit
lahaq: used to
Khaar hi khaar kyuN na rakh do hamari raah per
Zakhm khud seencheN ge, dikhayaa na karenge
Apne ashkoN ko samjhaa liya hai aaj saahil per!
Badal jo haiN barasne ko, woh ab barsaa na karenge
Hassan saahab aapko team SDC ki taraf se bahot bahot mubaarakbaad......
Ham duaa karte hain ke aapke kalam ka zor yuNhi badhta rahe chadhtaa rahe......
Aap sabhi ummeedwaaron ko ek baar fir se tahe dil se shukriyaa aur mubaarakbaad...
Aapka dost
Shaad....
|
Quote:
Originally Posted by zainy
Hearty congratulations to all the winners of Tpt...Hassan sahab. .Sumit ji and Ahmed shakil sahab. .
And sincere thanks to all the participants. .voters and judges
|
Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi
|
Quote:
Originally Posted by Abhi.Tamrakar
congrats to all winners....................
|
Quote:
Originally Posted by N@zneen
HASSAN, SUMIT & AHMADJI WELL DESERVED WINNERS
|
Quote:
Originally Posted by aru
heartiest congratulations to all the winners...
Hassan ji, sumit ji and ahmad ji...
|
Quote:
Originally Posted by aadeil
Hassanji, Sumeetbhai (Anjaan saab) & Ahmed Shakil saab,
Heartiest congratulations to you all...
|
Quote:
Originally Posted by Rajeev Sharma
Hassan ji bahut bahut mubaarak ho
|
Quote:
Originally Posted by ufaq
Hassan...Ahmad jii aur anjaan jii.....aap sabhii ko bahut-2 mubaarke'n
|
Quote:
Originally Posted by Madhu 14
Heartiest congratulations to all winners of TPT
|
Quote:
Originally Posted by Dhaval
ahmad bhai. . hassan bhaii aur sumeet bhai aap ko bahot bahot badhaaii
aapka
Dhaval
|
Sensible Mods, piyaare dostooN,
Adaab,,
Apni mehnat se, lagan se jeeti hui haqeeqi khushi kia hoti hai,
yeh aaj mujhe pata chala...
Main mods ka, voters ka, participants ka aur judges ka
shukerguzaar hooN,
Mods ka teh-e-dil se mashkoor hooN k unhooN ne meri ghazal
competition meiN rakhnay laaiq samjhii,,
voters ka jinhooN ne meri ghazal ko wuqqat bakhshi aur vote kiya..
participants ka.. ke un sab ki ghazalieN, nazmieN aik se bad'h
kar aik thiiN....
aur judges ka, ke unhooN ne khaak alfaazooN ko apna qeemati waqt diya...
Mujhe SDC join kiye huay 5 saal honay ko haiN,
aur pal pal milti hui aap sab ki support, guidance se mujhe boht
kuch seekhne ko mila aur yeh achi yadieN mujhe taa-hayaat
yaad rahieN gii....
Allah se dua hai ke aap sab ka saath aise hi mere saath bana rahay,,
DuaooN mieN yaad rakhiye ga,,
Khaaksaar,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,418
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
|
17th July 2014, 11:40 AM
Chaliye isi baat par hassan saahab ki poori ghazal bhii post kar dete hain .... ek baar winning ghazal ka lutf aaap sab phir se uthaaiye......
Tumhari shohrat ko awaazaa na karenge
Sitam seh leiN ge, tamashaa na karenge
awaaza: report about reputation.
Bhale talkh lafzon ke nishtar barsaao
ZubaaN per uff magar laayaa na karenge
Wo phool sa khilta hai raQeeboN ke darmiyaaN!
Hum door se dekheN ge, paas jayaa na kareNge
Khoo un ki jo thehri hai boht sard mizaaji
Hum wehshat-e-ishq ke lahaq, takazaa na karenge
khoo: habit
lahaq: used to
Khaar hi khaar kyuN na rakh do hamari raah per
Zakhm khud seencheN ge, dikhayaa na karenge
Apne ashkoN ko samjhaa liya hai aaj saahil per!
Badal jo haiN barasne ko, woh ab barsaa na karenge
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
Congratulation HSN bhai -
17th July 2014, 05:25 PM
HSN Bhai aur Ahmad bhai...bahut bahut mubarakbaad, bahut umda likha aapne...hamari dilli mubarakbaad kabool kijiye...god bless u
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
17th July 2014, 06:29 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
HSN Bhai aur Ahmad bhai...bahut bahut mubarakbaad, bahut umda likha aapne...hamari dilli mubarakbaad kabool kijiye...god bless u
|
Adaab baaji,,
Aap ki mubarakbaad se meri khushi do-baala ho gayii...
Apna khiyal rakhiye ga,,
DuaooN k saath,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
17th July 2014, 10:20 PM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
Chaliye isi baat par hassan saahab ki poori ghazal bhii post kar dete hain .... ek baar winning ghazal ka lutf aaap sab phir se uthaaiye......
Tumhari shohrat ko awaazaa na karenge
Sitam seh leiN ge, tamashaa na karenge
awaaza: report about reputation.
Bhale talkh lafzon ke nishtar barsaao
ZubaaN per uff magar laayaa na karenge
Wo phool sa khilta hai raQeeboN ke darmiyaaN!
Hum door se dekheN ge, paas jayaa na kareNge
Khoo un ki jo thehri hai boht sard mizaaji
Hum wehshat-e-ishq ke lahaq, takazaa na karenge
khoo: habit
lahaq: used to
Khaar hi khaar kyuN na rakh do hamari raah per
Zakhm khud seencheN ge, dikhayaa na karenge
Apne ashkoN ko samjhaa liya hai aaj saahil per!
Badal jo haiN barasne ko, woh ab barsaa na karenge
|
be-had shukriyaaH Shaad bhai...
na-cheez ko itni pazeraayi bakhshne k liye...
pal pal milta hua aap ka saath mujhe hamesha
yaad rahe ga...
Apna khiyaal rakhiye ga,,
DuaooN k saath,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
special mention Hassan :) -
18th July 2014, 05:32 AM
congrats to all the winners
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
18th July 2014, 09:49 AM
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
|
18th July 2014, 12:36 PM
Tamaam Ahl-e-Zauq Ahbaab Ko Aadaab....!
Sab Se Pehlay To Taakheer Se aanay Ki Ma'azrat Chahata Huun Tamaam DostoN se...
Me Tamaam Shurakaa, Dono Judges, Janab Zidd Sahab Aur Ufaq Sahab, Aur Tamaam Voters Ka Tah-e-Dil Se Mashkoor Hun, JIn Ki Badolat Ye Competition Kaamiyaab Hua...
Aur Tamaam Ahbaab Jinhon Ne Is Khaksaar Ko Wish Kia Hai Un Ka Sameem-e-Qalb Se Mashkoor Huun...
Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi
AHMAD ALI SHAKIL
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 29
|
18th July 2014, 04:59 PM
Hassan bhai aur Shakil bhai aap donoN ko TPT ka winner chune jaane par bahut mubarakbad.
Aur tamaam dostoN ka bahut bahut shukrguzaar hooN. MaiN is izzat afzaai ke laaik nahiN hooN. Meri nazar meN TPT ke winner Hassan sb aur Ahmad Shakil sb haiN. Kuch bura laga ho agar to mazarat khwaah hooN.
_____________________________________
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
Congratulations! -
18th July 2014, 07:34 PM
Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!!
Hassan bhai aur Shakil bhai aap donoN ko TPT ka winner chune jaane par bahut mubarakbad.
Aur tamaam dostoN ka bahut bahut shukrguzaar hooN. MaiN is izzat afzaai ke laaik nahiN hooN. Meri nazar meN TPT ke winner Hassan sb aur Ahmad Shakil sb haiN. Kuch bura laga ho agar to mazarat khwaah hooN.
|
AnjAAn saheb...
Qaabil judges ne aap ko choose kiya hai,
is ka matlab hai koi baat to thi aap ki 'tehreer' meiN.......
Congratulations!
Regards,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 98
Join Date: Nov 2011
Rep Power: 18
|
19th July 2014, 12:35 AM
congratulations..... hassan ji .... anjaan ji aur ahmed shakil ji ... for winning the competition.. u all deserve to be winners with such beautiful gazals ... congratulations 1s again...
Aaj fir dil shayar hona chahta hai..
Dard lafzon me pirona chahta hai..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 31
|
19th July 2014, 11:50 PM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
doston azizon ko shaad ka aadaab....
Aap sab ke bharpoor saath aur sahyog ke liye main aur tamaaam sdc team aap sab ki shukrguzaaar hai... Aapne jis josh o khuloos ke saath is baar tpt me hissaa liyaa wo kaabile tareef rahaa... Aur aap sab badh chadh kar aaage aaye isme hissa liye bahot fakhr aur khushii ki baat hai ham sab ke liye...
Aur aaj jaise ke ye competition khatm ho rahaaa hai aur results jiska aap besabrii se intzaar kar rahe they use bataane ka waqt aa gayaa hai..
To is baar jaisaa ke hamne decide kiyaa thaa is baar do winners choosse kiye gaye hain :
1) public choice (through polling)
2) critic choice ( through judges)
to polling thread kaa result saamne aa raha hai doston...
Aur public choice (polling) ke vijetaa hain... hassan saahab....
Aur unki ghazal hai...
tumhari shohrat ko awaazaa na karenge
sitam seh lein ge, tamashaa na karenge
awaaza: Report about reputation.
Bhale talkh lafzon ke nishtar barsaao
zubaan per uff magar laayaa na karenge
wo phool sa khilta hai raqeebon ke darmiyaan!
Hum door se dekhen ge, paas jayaa na karenge
khoo un ki jo thehri hai boht sard mizaaji
hum wehshat-e-ishq ke lahaq, takazaa na karenge
khoo: Habit
lahaq: Used to
khaar hi khaar kyun na rakh do hamari raah per
zakhm khud seenchen ge, dikhayaa na karenge
apne ashkon ko samjhaa liya hai aaj saahil per!
Badal jo hain barasne ko, woh ab barsaa na karenge
hassan saahab aapko team sdc ki taraf se bahot bahot mubaarakbaad......
Ham duaa karte hain ke aapke kalam ka zor yunhi badhta rahe chadhtaa rahe......
Aap sabhi ummeedwaaron ko ek baar fir se tahe dil se shukriyaa aur mubaarakbaad...
Aapka dost
shaad....
|
तलब मौत की करना गुनाह है ज़माने में यारो,
मरने का शौक है तो मुहब्बत क्यों नहीं करते !!
**********
बडी खामोशी से भेजा था गुलाब उसको !
पर खुशबू ने शहर भर में तमाशा कर दिया !!
**********
क्या लिखूं क्या न लिखूं आरजू मदहोश है,
आंसू गिरते पन्नों पर और कलम खामोश है.!
कभी गर्मी कभी सर्दी ये कुदरत के नज़ारे हैं,
प्यास उनको भी लगती है जो दरिया किनारे हैं!!
**********
हर एक लकीर, एक तजुर्बा है जनाब;
झुर्रियां चेहरों पर, यूँ ही आया नही करती….!!
**********
Anil Arora
Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
21st July 2014, 06:02 AM
Quote:
Originally Posted by *AnAmikA*
congratulations..... hassan ji .... anjaan ji aur ahmed shakil ji ... for winning the competition.. u all deserve to be winners with such beautiful gazals ... congratulations 1s again...
|
Anamika,
Teh-e-dil se mashkoor hon.
Milte rehna,
DuaooN ke saath,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|