|
|
|
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
18th November 2007, 12:02 AM
Quote:
Originally Posted by nihar
wah wah wah very good mausam ji sach me aachi shayri likhi he
dooriyo ki parwah kon karta he hum to nazdeek jane se darte he
nigahe to unse uhmilale nihar par unke dil me utar jane se darte he
|
dooriYaa ziNdagii ko kazaa kar chali
Lamha lamha Zist ka saza kar chali
regards
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
18th November 2007, 07:20 PM
sach kaha manish ji aap ne
hum aap ki is shayri se sehmiyat he aab aage sune
zindagi ne mari thokar zindagi ko zindagi badal gayi,
jise samaj baithe the hum aap ni zindagi wohi humse door chali gayi.
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
19th November 2007, 11:47 AM
Quote:
Originally Posted by nihar
sach kaha manish ji aap ne
hum aap ki is shayri se sehmiyat he aab aage sune
zindagi ne mari thokar zindagi ko zindagi badal gayi,
jise samaj baithe the hum aap ni zindagi wohi humse door chali gayi.
|
Gham ,udaasi., tanahayi ka samandar hai dil
yaado ke kaante,registaan sa banjar hai dil
khwaayisho ke ped to sabhi patzad ho chale
labo par feeki mushkan ke nakli pad ho chale
bhitar ummiddo ki jalti chitaa ka manjar hai dil
regards
manu
Last edited by acharya_mj; 19th November 2007 at 11:57 AM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
19th November 2007, 12:14 PM
gham Ki Kasti Pe Sawar Is Dil Ko
samundar-e- Khushi Ka Kya Pata
lahero Me Khel Ne Wale Is Dil Ko
gerai-e-samundar-e- Moti Ka Kya Pata
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
19th November 2007, 02:18 PM
apni aankhon ke samandar mein utar jaanae de mujhe
tera mujrim hon dub ke mar jaanae de mujhe
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
19th November 2007, 02:51 PM
mouf karta hoon main aap ko
riha kardiya har gunah se
nahi dete saza hum unhe
jo alag ho is badnaam jaha se
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
20th November 2007, 02:50 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
mouf karta hoon main aap ko
riha kardiya har gunah se
nahi dete saza hum unhe
jo alag ho is badnaam jaha se
|
"tujhe na sahi muje tujse mohabat to hai,
main na hue mashoor tere naam se,
tu mere naam se badnaam to hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,924
Join Date: Jul 2007
Location: Dubai, United Arab Emirates.
Rep Power: 27
|
20th November 2007, 08:08 PM
riste na sahi abtak bandhanke
dil to humara ek hain
aaj nahi to kal hum sath honge
jab irada humara nek hain
Kitne mare kitne aabhi rahoo.N me hai Kuch aa.Nsoo baki nigahoo.N me hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
21st November 2007, 02:33 PM
Quote:
Originally Posted by nihar
riste na sahi abtak bandhanke
dil to humara ek hain
aaj nahi to kal hum sath honge
jab irada humara nek hain
|
dil mein ho chahat to doori koi mayane nahi rakhti,
faaslo.n se rishto.n ki kareebi kum nahi hoti.........
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
22nd November 2007, 03:33 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
dil mein ho chahat to doori koi mayane nahi rakhti,
faaslo.n se rishto.n ki kareebi kum nahi hoti.........
|
Tujh ko bhi jab apanii qasameN apane vaadeN yaad nahiiN
Hum bhii apane khvaab teri ankhoN meiN rakh kar bhul gaye
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
23rd November 2007, 02:44 AM
Quote:
Originally Posted by mausam
Tujh ko bhi jab apanii qasameN apane vaadeN yaad nahiiN
Hum bhii apane khvaab teri ankhoN meiN rakh kar bhul gaye
|
Faasle aise bhi hon ge mein ne socha na tha
vo mere saamne betha tha magar mera na tha
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
hi -
23rd November 2007, 03:25 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Faasle aise bhi hon ge mein ne socha na tha
vo mere saamne betha tha magar mera na tha
|
Kal raat meri nee.nd men bhee tairnane lagi
Vo machhaliyaa jinhe koii dariyaa nahee mila
Last edited by acharya_mj; 23rd November 2007 at 03:49 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
23rd November 2007, 08:07 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
Kal raat meri nee.nd men bhee tairnane lagi
Vo machhaliyaa jinhe koii dariyaa nahee mila
|
raat ke Khvaab sunaayen kis ko raat ke Khvaab suhaane the
dhundhle dhundhle chehre the par sab jaane pahchaane the
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
23rd November 2007, 09:12 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
raat ke Khvaab sunaayen kis ko raat ke Khvaab suhaane the
dhundhle dhundhle chehre the par sab jaane pahchaane the
|
hamse khata huii to bura mante ho kyun
ham bhii to aadami hai koi devata nahee
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
23rd November 2007, 10:27 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
hamse khata huii to bura mante ho kyun
ham bhii to aadami hai koi devata nahee
|
sab gunaahon ka iqaraar karne lagen
is qadar Khubsurat sazaayen na de
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
hi -
23rd November 2007, 11:01 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
sab gunaahon ka iqaraar karne lagen
is qadar Khubsurat sazaayen na de
|
Zindagii se badii saza hee nahee
Aur kyaa jurm hai pata hee nahee
Bichhar kar aap se ham jee rahe hai
Badh kar is se boori koi kaza hi nahee
regards
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
23rd November 2007, 11:34 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
Zindagii se badii saza hee nahee
Aur kyaa jurm hai pata hee nahee
Bichhar kar aap se ham jee rahe hai
Badh kar is se boori koi kaza hi nahee
regards
manu
|
ye kya jaane men jana hai, jaate ho Khafa hokar
main tab jaanu mere dil se chale jaao juda hokar
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
24th November 2007, 03:04 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
ye kya jaane men jana hai, jaate ho Khafa hokar
main tab jaanu mere dil se chale jaao juda hokar
|
Kaavish ki ghazal khoon-e-jigar gaata hai
shaayar ka sukhan aur sa.nwar jaata hai
Auzaan-e-roobaayii ko piilaaye jab khoon
tab jaa ke roobaayii ka huunar aata hai
-----Hindi rubaayi ke guru dr. swami shyamanand
regards
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
25th November 2007, 06:47 AM
dayaar e noor mein teera shabon ka saathi ho
koi to ho jo meri wehshathon ka sathi ho
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
hi -
26th November 2007, 12:12 PM
apnee waHshat ke har ik Khaar se zaKhmee hai badan
tuu utar mujh meiN, miree zaat ko maKhmal kar de
jo barastaa hai gul-o-Khaar-o-rag-e-SeHraa par
tuu miree zaat ko ulfat kaa woh baadal kar de
- sadab saaHIba
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
26th November 2007, 01:33 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
apnee waHshat ke har ik Khaar se zaKhmee hai badan
tuu utar mujh meiN, miree zaat ko maKhmal kar de
jo barastaa hai gul-o-Khaar-o-rag-e-SeHraa par
tuu miree zaat ko ulfat kaa woh baadal kar de
- sadab saaHIba
|
Kabhi to khul ke baras abr e meharbaan ki tarha
mera wajud hei jalte hoay makaan ki tarha
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
27th November 2007, 01:13 AM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Kabhi to khul ke baras abr e meharbaan ki tarha
mera wajud hei jalte hoay makaan ki tarha
|
Gujar jaata huun chupchap tanha jab bhi tere makaan se
Zeh'n puuchhtaa hai sawaal kitney dil-e-bejubaa.N se
bhanak lag jayegii jo hawaao ko mere dard ki hamnashii
Baras jaayenge sab dariyaa-e-ashq Nigaah-e-aasmaaN se
self created
regards
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
27th November 2007, 10:48 AM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
Gujar jaata huun chupchap tanha jab bhi tere makaan se
Zeh'n puuchhtaa hai sawaal kitney dil-e-bejubaa.N se
bhanak lag jayegii jo hawaao ko mere dard ki hamnashii
Baras jaayenge sab dariyaa-e-ashq Nigaah-e-aasmaaN se
self created
regards
manu
|
wah hazrat buahat khub ata hie apki ye tou ,
bas in lafzon ko sahee kar lijiye
GUJARTA nahi GUZARTA
BEJUBAAN nahi BEZUBAAN
buahat umda ashaar ,
lijiye jaavaab haazir hei
Khud piyaas ka sehra hon magar dilki ye zid hei ke
hur dasht pe sawan ki tarha toot ke barson
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
27th November 2007, 01:18 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Khud piyaas ka sehra hon magar dilki ye zid hei ke
hur dasht pe sawan ki tarha toot ke barson
|
ba.D gayaa thaa pyaas kaa ehasaas dariyaa dekh kar
ham palaT aaye magar paanii ko pyaasaa dekh kar
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
27th November 2007, 01:37 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ba.D gayaa thaa pyaas kaa ehasaas dariyaa dekh kar
ham palaT aaye magar paanii ko pyaasaa dekh kar
|
ufffffffffff mausam wah waaaaaaaaaaaaah wah wah wah
oh my gosh
uff utm ne to kamal kar diya
dil khush kar dya
buahat din baad kisi ne maham ke sher ka aisa qayamat khez javab diya ke ruh tak khush ho gayee
kya baat hai janab ki
der se bethee wah wah kar ahehon is sher pur iskee gehrayee par aur tumahre javab pur
u really really deserve a warm maham kindda hug sweetheart for this one
GREAT !
sham k sanwle chehre ko nikhara jaye
kyon na sagar se koi chand ubhara jaye
raas aya nahin taskin ka sahil koi
phir mujhe pyas k dariya mein utaara jaye
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
27th November 2007, 03:26 PM

pyaas ki kaise laaye taaB koi, nahiN dariya toh ho saraab* koi
kaun sa zaKhm kisne baksha hai uska kaise rakhe hisaab koi
Chandani teri nazar ke dariyaa men naha kar noor tera chura layi hai
Teri nazar se dekhta hoon khwaab Main,hai sehara men khila gulaab koi
Sarab*=mrigtrishna
regards
manu
Last edited by acharya_mj; 27th November 2007 at 03:33 PM..
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
28th November 2007, 08:27 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
pyaas ki kaise laaye taaB koi, nahiN dariya toh ho saraab* koi
kaun sa zaKhm kisne baksha hai uska kaise rakhe hisaab koi
Chandani teri nazar ke dariyaa men naha kar noor tera chura layi hai
Teri nazar se dekhta hoon khwaab Main,hai sehara men khila gulaab koi
Sarab*=mrigtrishna
regards
manu
|
wahhhhhh MANU, bahut khub................
ek khushi ki chah me har khushi se dur huye hum,
kisi se kuch keh na sake, itne majboor hue hum,
na aayi unhe nibhani pyaar me wafaa,
aur zamane ki nazar bewafaa ke naam se mashoor hue hum....................
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
hi -
30th November 2007, 11:00 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
wahhhhhh MANU, bahut khub................
ek khushi ki chah me har khushi se dur huye hum,
kisi se kuch keh na sake, itne majboor hue hum,
na aayi unhe nibhani pyaar me wafaa,
aur zamane ki nazar bewafaa ke naam se mashoor hue hum....................
|
lamha tumaare is sher ka jawaab yeh jagjeet singh ki ghazal hai
तुम ये कैसे जुदा हो गए,
हर तरफ़ हर जगह हो गए,
बेवफा तो न वो थे न हम,
यूं हुआ बस जुदा हो गए,
keep smiling dear
regards
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2
Join Date: Dec 2007
Rep Power: 0
|
hi -
6th December 2007, 05:55 PM
chehare pe mere zulf ko bikhraao kisii din
kyaa roz garajate ho baras jaao kisii din
[Amjad Islam Amjad]
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
6th December 2007, 09:52 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
lamha tumaare is sher ka jawaab yeh jagjeet singh ki ghazal hai
तुम ये कैसे जुदा हो गए,
हर तरफ़ हर जगह हो गए,
बेवफा तो न वो थे न हम,
यूं हुआ बस जुदा हो गए,
keep smiling dear
regards
manu
|
agar wo bewafaa nahi the
to ham se ruth kyu gaye
kahete the humsafar hai wo hamare
to bich raste chhod kyu gaye
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
|
11th December 2007, 05:31 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
agar wo bewafaa nahi the
to ham se ruth kyu gaye
kahete the humsafar hai wo hamare
to bich raste chhod kyu gaye
|
hello krenil ji, bahut acha likha. lijiye humara jwab
maana ruth-kar tujse humne raasten badal liye
saama jayein teri baahon mein, tu ek bar awaj to de
ISH
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
13th December 2007, 02:39 AM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
hello krenil ji, bahut acha likha. lijiye humara jwab
maana ruth-kar tujse humne raasten badal liye
saama jayein teri baahon mein, tu ek bar awaj to de
ISH
|
bahut hi khub dost ab ye suno
ruth kar aap hame bhulane lage
itna dur huye ki yaad aane lage
kaise bhula du aapko ek pal me
jab aap jaise log pane me hame kai jamane lage
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
15th December 2007, 10:13 AM
Quote:
Originally Posted by krenil
bahut hi khub dost ab ye suno
ruth kar aap hame bhulane lage
itna dur huye ki yaad aane lage
kaise bhula du aapko ek pal me
jab aap jaise log pane me hame kai jamane lage
|
bahut khoob........
"hum bhi aapko dil se bhulla na payeNge,
par majboori hai yeh mere naseeb ki,
dil-o-jaan se aapko chahti hoon maiN,
par tera naam lakeero.n mein saja na payeNge"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
15th December 2007, 06:54 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
bahut khoob........
"hum bhi aapko dil se bhulla na payeNge,
par majboori hai yeh mere naseeb ki,
dil-o-jaan se aapko chahti hoon maiN,
par tera naam lakeero.n mein saja na payeNge"
|
wah didi bahut hi khub likha hai mujhe pasand aaya
dil ki hasti kab bikhar gai hoti
ruh ke zakham bhar gaye hote
zindagi aapki namajish hai
varna hum kab ke mar gaye hote
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
15th December 2007, 07:45 PM
Quote:
Originally Posted by krenil
wah didi bahut hi khub likha hai mujhe pasand aaya
dil ki hasti kab bikhar gai hoti
ruh ke zakham bhar gaye hote
zindagi aapki namajish hai
varna hum kab ke mar gaye hote
|
wahhhhhhhhhhh dost.....kya baat hai....ab ye suno....
zamane se kabke guzar gaye hote,
thokar na lagi hoti to bahek gaye hote,
bandhe the bas aap ki mohabbat ke dhage me,
warna kabke motiyon jaise bikhar gaye hote.......
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
15th December 2007, 07:53 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
wahhhhhhhhhhh dost.....kya baat hai....ab ye suno....
zamane se kabke guzar gaye hote,
thokar na lagi hoti to bahek gaye hote,
bandhe the bas aap ki mohabbat ke dhage me,
warna kabke motiyon jaise bikhar gaye hote.......
|
wah lamha bahut khub achha likha hai
maine bhi kisi se pyaar kiya tha
thoda nahi besumaar kiya tha
meri to duniya ujad gai jab
usne kaha are pagle maine
to sirf mazak kiya tha
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
15th December 2007, 09:10 PM
Quote:
Originally Posted by krenil
wah lamha bahut khub achha likha hai
maine bhi kisi se pyaar kiya tha
thoda nahi besumaar kiya tha
meri to duniya ujad gai jab
usne kaha are pagle maine
to sirf mazak kiya tha
|
na jii bhar ke dekhaa na kuchh baat kii
ba.Dii aarazuu thii mulaaqaat kii
[Bashir Badr]
manu
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
17th December 2007, 04:48 PM
sau sau ummiide.n ba.ndhatii hai.n ik ik nigaah par
mujhako na aise pyaar se dekhaa kare koii
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
hi -
17th December 2007, 11:52 PM
na jaane kis liye ummiidavaar* baiThaa huu.N
ik aisii raah pe jo terii rahaguzar bhii nahii.n
[ummiidavaar = hopeful]*
[Faiz Ahmed Faiz]
Last edited by acharya_mj; 18th December 2007 at 12:01 AM..
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
hi -
18th December 2007, 12:06 AM
hum aah bhi bharte hai to badnaam ho jate hai aur
wo katla bhi karte hai to charcha tak nahi hota
Last edited by krenil; 18th December 2007 at 12:23 AM..
Reason: mistake
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|