|
|
|
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
4th April 2008, 06:36 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
vo aaye hai.n pashemaa.N laash par ab
tujhe ai zindagii laa_uu.N kahaa.N se
|
yuu.N zi.ndagii guzaar rahaa huu.n tere baGair
jaise ko_ii gunaah kiye jaa rahaa huu.N mai.n
[Jigar Moradabadi]
manu
Last edited by acharya_mj; 4th April 2008 at 06:39 PM..
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
4th April 2008, 07:15 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
yuu.N zi.ndagii guzaar rahaa huu.n tere baGair
jaise ko_ii gunaah kiye jaa rahaa huu.N mai.n
[Jigar Moradabadi]
manu
|
is raah-e-muhabbat me.n tuu saath agar hotaa
har gaam pe gul khilate Khushbuu kaa safar hotaa
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
ek dost
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
|
4th April 2008, 09:29 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
is raah-e-muhabbat me.n tuu saath agar hotaa
har gaam pe gul khilate Khushbuu kaa safar hotaa
|
mohbbat ki lehre ek chhote se bund ko dafna deti hai
aur sagar ki lehre us bund ko parwana deti hai
AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
5th April 2008, 12:26 PM
Quote:
Originally Posted by dineshdharvi
mohbbat ki lehre ek chhote se bund ko dafna deti hai
aur sagar ki lehre us bund ko parwana deti hai
|
zindagHi sirf mohabbat nahiN kuchh aur bhi hai
zulf-o-rukhsaar ki jannat nahiN kuchh aur bhi hai
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
5th April 2008, 08:35 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
zindagHi sirf mohabbat nahiN kuchh aur bhi hai
zulf-o-rukhsaar ki jannat nahiN kuchh aur bhi hai
|
Zindagi ne thukra diya .ab kya keron ?
maut bhi apnay na , ab kya keron ?
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
5th April 2008, 09:06 PM
Quote:
Originally Posted by eyesflicker
Zindagi ne thukra diya .ab kya keron ?
maut bhi apnay na , ab kya keron ?
|
zindagi maut ban gayi hoti jaan se hum guzar gaye hote,
itne ishrat_zadaa hai.n hum ke agar gam na hota to mar gaye hote.
(kunwar Mahinder Singh Bedi)
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
5th April 2008, 09:32 PM
wo zindagi hi kya jisme mahobat nahi
wo mahobat hi kya jisme yaade nahi
wo yaade hi kya jisme tum nahi
aur wo tum hi kya jiske saath hum nahi
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
5th April 2008, 10:24 PM
Quote:
Originally Posted by krenil
wo zindagi hi kya jisme mahobat nahi
wo mahobat hi kya jisme yaade nahi
wo yaade hi kya jisme tum nahi
aur wo tum hi kya jiske saath hum nahi
|
tum takalluf ko bhi ikhlaas samajte ho "FARAZ",
DOST hota nahii har haath milane wala.....
(AHMED FARAZ)
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
ZINDAGI NE SAB CHHIN LIYA
Offline
Posts: 1,970
Join Date: Oct 2007
Location: U.S.A
Rep Power: 24
|
5th April 2008, 10:33 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
tum takalluf ko bhi ikhlaas samajte ho "FARAZ",
DOST hota nahii har haath milane wala.....
(AHMED FARAZ)
|
raate gumnaam hoti hai
din kisi ke naam hota hai
hum zindagi kuch is tarah jite hai
ki har lamha sirf dosto ke hi naam hota hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
5th April 2008, 11:30 PM
Quote:
Originally Posted by krenil
raate gumnaam hoti hai
din kisi ke naam hota hai
hum zindagi kuch is tarah jite hai
ki har lamha sirf dosto ke hi naam hota hai
wo zindagi hi kya jisme mahobat nahi
wo mahobat hi kya jisme yaade nahi
wo yaade hi kya jisme tum nahi
aur wo tum hi kya jiske saath hum nahi
|
hi dear krenil .................Yaar please ......For God sake , opper ka shair ka jawab diya kero ......actually app aik link ko break ker daity ho , app opper de howi shayri ko read kero i think aisi bachon wali harkat kisi ne nhi ki
Mohterma Mausam , Manu , Dinesh , Lamha sab theek chal rahy hain per app ne link break ker di ....... please next time thoda sa soch ker post kerna takeh link break na hon
shuker guzar raho ga app ka
i am starting again as new topic
Mukhlis maseeha ban ker , ab kar na dua bachta nhi hon
bachta tha jab bachaya na tha , ab ker na dawa bacha nhi hon
Last edited by Mujeeb; 5th April 2008 at 11:48 PM..
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
5th April 2008, 11:45 PM
Mukhlis maseeha ban ker , ab kar na dua bachta nhi hon
bachta tha jab bachaya na tha , ab ker na dawa bacha nhi hon[/quote]
maanga kareige ab se dua hijr-e-yaar kii,
aakhir ko dushmani hai dua ko asar ke saath
.(MOMIN)
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
Last edited by LAMHA; 5th April 2008 at 11:50 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
6th April 2008, 12:08 AM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
maanga kareige ab se dua hijr-e-yaar kii,
aakhir ko dushmani hai dua ko asar ke saath
.(MOMIN)
|
Ghum-e-hijr-e-yaar kab taq, rahoon be-qarar kab tak
merey dil bata yeh mujhko, karoon ussko pyar kab tak
(NM)
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
6th April 2008, 01:44 AM
Quote:
Originally Posted by eyesflicker
Ghum-e-hijr-e-yaar kab taq, rahoon be-qarar kab tak
merey dil bata yeh mujhko, karoon ussko pyar kab tak
(NM)
|
hijr kii raat kaaTane vaale
kyaa karegaa agar sahar na hu_ii
[Aziz Lucknawi]
|
|
|
|
|
new-bee
Offline
Posts: 512
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 19
|
6th April 2008, 02:22 AM
yeh shahere khamoshan he yahan se har bar
kia aa aa ke chale jayenge anewale?
my sher
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
6th April 2008, 01:58 PM
Quote:
Originally Posted by muKhlis
yeh shahere khamoshan he yahan se har bar
kia aa aa ke chale jayenge anewale?
my sher
|
na raastaa na ko_ii Dagar hai yahaa.N
magar sab kii qismat safar hai yahaa.N
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
7th April 2008, 03:48 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
na raastaa na ko_ii Dagar hai yahaa.N
magar sab kii qismat safar hai yahaa.N
|
kismat ke naam ko to sab jaanate hai.n lekin
kismat me.n kyaa likhaa hai allaah jaanataa hai
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
7th April 2008, 04:48 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
kismat ke naam ko to sab jaanate hai.n lekin
kismat me.n kyaa likhaa hai allaah jaanataa hai
|
Iraday jin ke pukhta hon nazer jinki Khuda per ho
talatum khaiz maujon se who ghebraya nhi kerty ...(NM)
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
8th April 2008, 02:05 PM
Quote:
Originally Posted by eyesflicker
Iraday jin ke pukhta hon nazer jinki Khuda per ho
talatum khaiz maujon se who ghebraya nhi kerty ...(NM)
|
jis simt* bhii dekhuu.N nazar aataa hai ke tum ho
ai jaan-e-jahaa.N ye ko_ii tum saa hai ke tum ho
simt* - direction
[Ahmad Faraz]
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
8th April 2008, 09:09 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
jis simt* bhii dekhuu.N nazar aataa hai ke tum ho
ai jaan-e-jahaa.N ye ko_ii tum saa hai ke tum ho
simt* - direction
[Ahmad Faraz]
|
baat karni muje mushkil kabhi aisi to na thi,
jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi
(bahadu shah zafar)
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
9th April 2008, 09:34 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
baat karni muje mushkil kabhi aisi to na thi,
jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi to na thi
(bahadu shah zafar)
|
mujh ko ruswa sar-e- mehfil to na karwaya karay
kash Ansoo meri ankhooN mein he reh jaya karay (NM)
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
10th April 2008, 12:19 AM
Quote:
Originally Posted by eyesflicker
mujh ko ruswa sar-e- mehfil to na karwaya karay
kash Ansoo meri ankhooN mein he reh jaya karay (NM)
|
hu_ii ham se Khataa terii mahafil me.n aa baiThe
zamii.n kii Khaak ban aasmaa.N se dil lagaa baiThe
[Unknown]
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
10th April 2008, 06:29 AM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
hu_ii ham se Khataa terii mahafil me.n aa baiThe
zamii.n kii Khaak ban aasmaa.N se dil lagaa baiThe
[Unknown]
manu
|
zindagi jab bhi teri bazm mein laatee hei hame
ye zameen chaand se behtar nazar atee hei hame
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
10th April 2008, 06:35 AM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
yuu.N zi.ndagii guzaar rahaa huu.n tere baGair
jaise ko_ii gunaah kiye jaa rahaa huu.N mai.n
[Jigar Moradabadi]
manu
|
pass reh kar juda see lagtee hei
zindagi bewafa see lagtee hei
Mein tumhare bagher bhi jee lon
ye dua baddua see lagtee hei
|
|
|
|
|
new-bee
Offline
Posts: 512
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 19
|
10th April 2008, 07:18 AM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
zindagi jab bhi teri bazm mein laatee hei hame
ye zameen chaand se behtar nazar atee hei hame
|
vo bazm me.n aye itna to Mir ne dekha
phir uske bad charagho.n me.n roshni na rahi
tu aur aaraa'ish-e-Kham-e-kaakul
maiN aur andesha_haa-e-dur o daraaz
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
10th April 2008, 07:59 AM
Quote:
Originally Posted by muKhlis
vo bazm me.n aye itna to Mir ne dekha
phir uske bad charagho.n me.n roshni na rahi
|
charaagh-o-aaftaab Gum, badi haseen raat thi
shabaab ki naqaab Gum, badhi haseen raat thi
http://www.esnips.com/doc/1400ab46-1...aseen-Raat-THI
:-)
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
12th April 2008, 02:03 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
charaagh-o-aaftaab Gum, badi haseen raat thi
shabaab ki naqaab Gum, badhi haseen raat thi
:-)
|
husn jab thaa ishq ke ghar mahamaa.N kal raat ko
uTh chukaa thaa har hijaab-e-daramiyaa.N kal raat ko
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
12th April 2008, 05:10 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
husn jab thaa ishq ke ghar mahamaa.N kal raat ko
uTh chukaa thaa har hijaab-e-daramiyaa.N kal raat ko
|
falak ka chaaDd bhi sharma ke muNh chupaayega
naqaab ruKh se uThaane ki raat ayi hai
vo aaj aye hain mehfil men chaandni lekar
ki raushni men nahaane ki raat ayi hai
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
|
12th April 2008, 11:45 PM
mehki hawa lagta hai tujhe chuke aayi
aarse k baad aaj phir tanha raat aayi
puraani kitabon mein mil gaya sukha huya ek gulab
"MAHAM" arrse k baad hotthon par teri baat aayi.......
please do not mind the use of your name. No intention of offending you.
hum aapke jwab ka intezaar karege.
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
13th April 2008, 07:54 AM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
puraani kitabon mein mil gaya sukha huya ek gulab
"MAHAM" arrse k baad hotthon par teri baat aayi.......
please do not mind the use of your name. No intention of offending you.
hum aapke jwab ka intezaar karege.
|
MAHAM ka matlab hota hai "POORA CHAAND" is liye hum ne is sher ko ishee tarha lya hei , aur khub hei sher janab , No offence done .
Lijiye javab haazir hei
ab ke ham bichadhe to shaayd kabhi Khwvaabon men milen
jis tarah sukhe hue phul kitaabon men milen
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
13th April 2008, 11:09 AM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
MAHAM ka matlab hota hai "POORA CHAAND" is liye hum ne is sher ko ishee tarha lya hei , aur khub hei sher janab , No offence done .
Lijiye javab haazir hei
ab ke ham bichadhe to shaayd kabhi Khwvaabon men milen
jis tarah sukhe hue phul kitaabon men milen
|
baste ho nigaaho me.n merii tum Khwaab ki tarah
saanso me paiham mahakte ho boo-e-gulaab ki tarah
manu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
13th April 2008, 12:35 PM
kabhi yuN bhi aa meri aaNkh men ke meri nazar ko Khabar na ho
mujhe ek raat navaaz de magar uske baad sehar na ho
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
14th April 2008, 04:11 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
kabhi yuN bhi aa meri aaNkh men ke meri nazar ko Khabar na ho
mujhe ek raat navaaz de magar uske baad sehar na ho
|
ab unake husn me.n husn-e-nazar bhii shaamil hai
kuchh aur merii nazar se sa.Nvar gayaa ko_ii
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
14th April 2008, 05:37 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
ab unake husn me.n husn-e-nazar bhii shaamil hai
kuchh aur merii nazar se sa.Nvar gayaa ko_ii
|
kuchh is tarah se nazar se guzar gayaa ko_ii
ki dil ko Gam kaa sazaavaar kar gayaa ko_ii
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
14th April 2008, 06:09 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
kuchh is tarah se nazar se guzar gayaa ko_ii
ki dil ko Gam kaa sazaavaar kar gayaa ko_ii
|
Dil to hei dil dilka eitbaar kya kijiye
agaya jo kisi pe piyar kya kijye
|
|
|
|
|
Zakhm-e-Rooh
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
|
14th April 2008, 07:21 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Dil to hei dil dilka eitbaar kya kijiye
agaya jo kisi pe piyar kya kijye
|
is qadar pyaar se ai jaan-e-jahaa.N rakkhaa hai
dil ke ruKhsaar pe is vaqt terii yaad ne haath
yuu.N gumaa.N hotaa hai garche hai abhii subah-e-firaaq
Dhal gayaa hijr kaa din aa bhii ga_ii vasl kii raat
[Faiz Ahmed Faiz]
|
|
|
|
|
Yaadon ka!
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
|
14th April 2008, 08:01 PM
Quote:
Originally Posted by acharya_mj
is qadar pyaar se ai jaan-e-jahaa.N rakkhaa hai
dil ke ruKhsaar pe is vaqt terii yaad ne haath
yuu.N gumaa.N hotaa hai garche hai abhii subah-e-firaaq
Dhal gayaa hijr kaa din aa bhii ga_ii vasl kii raat
[Faiz Ahmed Faiz]
|
idhar dekho hayaa kaisii shab-e-vasl
uThaao bhii ye pardaa darmiyaan se
Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
14th April 2008, 09:02 PM
Quote:
Originally Posted by mausam
idhar dekho hayaa kaisii shab-e-vasl
uThaao bhii ye pardaa darmiyaan se
|
EHM
HAZUR
MAUSAM sahiba
lagta hei bauhat hee khataranaak mood mein hein aap
kher wer tou hei na ji
chaliye ishee mood ko aur khatarnaak kar dete hein
baat ho rahee thee "parda darmiyaan se uthanae ki"
tou haazir hein ye ashaar
jo faasla hei bazaahir mita mere mehboob
ayaan kiya hei jo zaahir meri nigaahon pur
Nihaan rakha hai jo vo bhi dikha mere mehboob
khumaar e ishq mein kut jaye zindagi saari
surur e ishq ko itna barha mere mehboob
JI MOHTARMA
kiya khayal hei apka?!!!!
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
14th April 2008, 09:40 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
EHM
HAZUR
MAUSAM sahiba
lagta hei bauhat hee khataranaak mood mein hein aap
kher wer tou hei na ji
chaliye ishee mood ko aur khatarnaak kar dete hein
baat ho rahee thee "parda darmiyaan se uthanae ki"
tou haazir hein ye ashaar
jo faasla hei bazaahir mita mere mehboob
ayaan kiya hei jo zaahir meri nigaahon pur
Nihaan rakha hai jo vo bhi dikha mere mehboob
khumaar e ishq mein kut jaye zindagi saari
surur e ishq ko itna barha mere mehboob
JI MOHTARMA
kiya khayal hei apka?!!!!
|
bahut khub janab........
sharm-e-rusvaa_ii se jaa chhupanaa naqaab-e-Khaak me.n
Khatm hai ulfat kii tujh par pardaa-daarii haaye haaye
[Mirza Ghalib]
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
a broken shadow...
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
|
16th April 2008, 07:52 AM
yeh lijiye janab humara jwab....
pehle kaatil aadhayoon se majnu baanate hain dheere dheere
uthar NIQAAB zaalim phir, ghulam baanate hain dheer dheere
Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...
Darkness falls on me like rain... just one drop at a time....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
16th April 2008, 04:43 PM
Quote:
Originally Posted by musafir ek pal
yeh lijiye janab humara jwab....
pehle kaatil aadhayoon se majnu baanate hain dheere dheere
uthar NIQAAB zaalim phir, ghulam baanate hain dheer dheere
|
ye dil hie jo aagaya hai tum pur wagarna sach ye hei banda parwar
jise bhi hum dekh len palat kar ushi ko apna ghulaam kar len
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|