Quote:
Originally Posted by khamosh_aawaz
"Jab manzil hi nahi koi..
to raho ka kya karu..?
jo nadi sukh jaye...
un kinaro ka kya karu...?
main samndar hu.. jarne ki tarah bah nahi sakta....
sikh sakta hu bahna... magar tufano ka kya karu....?
kabr bana di hai... hakikat ko katl karke...
lash to kho gai hai.. magar..........
.................................................. ....Ruh ka kya karu...???
|
Ehsaas bahut umdaa hai.....Tarang Ji ! Gehraai Bhi Nazar Aai...
Aur bhi behtar koshish ke saath likhte raheN...khush rahen...
duaaon ke saath....