Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
teri bahon mein
Old
  (#1)
azra
Registered User
azra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 0
teri bahon mein - 5th June 2006, 11:47 PM

teri bahon mein maine ehsas woh paya
apne dil ki dharken ko tere seene mein dharakta paya
tere hotho ne jo chu liya mujhe is tereh
mere hotho pe bas sirf tera naam aya
apne dil ko apni dharken ko de diya tere hawaale
jab khud ko dekha tou kuch bhi na pass tha
   
Reply With Quote
reply:-teri bahoon mein
Old
  (#2)
kaif_sk
Registered User
kaif_sk is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2006
Location: mumbai
Rep Power: 18
reply:-teri bahoon mein - 6th June 2006, 04:57 AM

achcha likha hai aap ne aise hi likhte rahe

arz hai


Mere Darde Dil Ki Dava Kya Karoge,
Bade Bevafa ho Vafa Kya Karoge

Mere Rashte Par Na Tum Chal Sakoge
Mere Ghar Ka Lekar Kar Pata Kya Karoge

Bade Na Samjh Ho Ishe Tod Doge
Mere Dil Ko Lekar Bhala Kya Karoge..


kaif_sk
   
Reply With Quote
Re: teri bahon mein
Old
  (#3)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
Re: teri bahon mein - 6th June 2006, 09:22 AM

Quote:
Originally posted by azra
teri bahon mein maine ehsas woh paya
apne dil ki dharken ko tere seene mein dharakta paya
tere hotho ne jo chu liya mujhe is tereh
mere hotho pe bas sirf tera naam aya
apne dil ko apni dharken ko de diya tere hawaale
jab khud ko dekha tou kuch bhi na pass tha
bahut khub azra..................

koi dukhata hua dard hai yeh meri likha hua
apni jubaan se apni kahaani keh jaata hai
lakh karu koshish ki na yeh chalke mere dil se
par dard mera chalak ke na jaane kaise baahar aa jata hai

ranju ki kalam se..........


ranjana
   
Reply With Quote
Re: reply:-teri bahoon mein
Old
  (#4)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
Re: reply:-teri bahoon mein - 6th June 2006, 09:32 AM

Quote:
Originally posted by kaif_sk
achcha likha hai aap ne aise hi likhte rahe

arz hai


Mere Darde Dil Ki Dava Kya Karoge,
Bade Bevafa ho Vafa Kya Karoge

Mere Rashte Par Na Tum Chal Sakoge
Mere Ghar Ka Lekar Kar Pata Kya Karoge

Bade Na Samjh Ho Ishe Tod Doge
Mere Dil Ko Lekar Bhala Kya Karoge..
bahut khub kaif ji........

tere dil ke pinjare mein ab mujhko rehna hai
wafa ki had kya hai yeh tujhko kehna hai

pata tere ghar ka na chahiye mujhe
mera dil hi ab tere ghar ka pata hona nai

kasie tod denge tere dil ko hum sanam
ab toh tere dil per bas naam mera hi hona hai

meri ek chotti si koshish...........ranju


ranjana
   
Reply With Quote
reply:- Tere dil pinjare mein
Old
  (#5)
kaif_sk
Registered User
kaif_sk is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2006
Location: mumbai
Rep Power: 18
reply:- Tere dil pinjare mein - 7th June 2006, 12:27 AM

kya baat hai ranju jii bahoot khub likha hai apne

tere dil ke pinjare mein ab mujhko rehna hai
wafa ki had kya hai yeh tujhko kehna hai

pata tere ghar ka na chahiye mujhe
mera dil hi ab tere ghar ka pata hona nai

kasie tod denge tere dil ko hum sanam
ab toh tere dil per bas naam mera hi hona

bahoot khub ranju jii , kuch arz kar raha hoon omid hai pasand karonge

arz hai

Dillagi na samajho mohabat hamari ...
Ham-hee janthe hai haqikat hamari
Batha they tumhe hum, agar poochte ho
Tumhee jaan ho, Tum ho jannath hamari
Yakeen tum-ko kaise dilaye baatha do
Tumhee tho sanam ho ebaadath hamari

Tumhe kya kabar kis kader jee rahein hai
Hamesha tadapthi hai hasrath hamari
Agar jho na hota tumhe pyaar hum se
Na kerthe hamee-se shikayat hamari

Magar phir bhi tum yaad kerna-na humko
Jara gaur kerna hidayath hamari
Safar zindagi ka tumhe ho mubarak
Hai mer-mer ke jina tho aadath hamari

Kabhi kaam tere agar aa sake tho
Karam ho KHUDA ka, ho kismath hamari
Duwaye maange Hum ... tumhe aur kya de?
Salaamath raho tum, hai hasrath hamari


kaif_sk
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
tabassumshakeel
Registered User
tabassumshakeel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 126
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 18
7th June 2006, 11:56 AM

bahut khoob azra and kaif


TITALI KE TAAQQUB ME KOI PHOOL SA BACHCHA
AISA HI KOI KHWAB HAMARA BHI KOI THA
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#7)
kaif_sk
Registered User
kaif_sk is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2006
Location: mumbai
Rep Power: 18
reply - 7th June 2006, 07:51 PM

shukriya tabassum jii


kaif_sk
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Zindgi Jab Bhi Teri Bahon kishor Shayri-e-Dard 0 17th April 2009 06:00 PM
Shayad Mein Teri Zaat Mein Shamil Nahi Raha Mujeeb Shayri-e-Dard 7 8th July 2008 04:30 PM
teri bahon me simatkar yun jiye jate hain akhilesh gupta Shayri-e-Dard 7 15th January 2008 06:25 PM
tere bahon ke saharon ki bahut yaad aayi... nitin_khetan Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 25th August 2006 07:24 PM
bahon ke dermyan ab doori na rahey koi........ san04 Shayri-e-Ishq 6 1st September 2004 09:47 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com