Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

 
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Prev Previous Post   Next Post Next
Dr. Bashir Badr (Live Mushaira)
Old
  (#1)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
Dr. Bashir Badr (Live Mushaira) - 3rd December 2014, 02:19 AM

Dosto aaj se ek naya silsilaa shru kiya jaa raha hai. Mash'hoor shaayiron ke qalaam unhiiN ki zabaani yaani mushairey meiN padhte hue in bakamaal shaayroN ki videos yahaaN silsilevaar post ki jayeNgiiN

ache she'r kehne ke liye yeh behadd zaroori hai ke ache she'r paDhe aur sune jaayeN


is ki pehli qisht ka sehra janaab-e-Dr. Bashir Badr saahab ke naam hai. pichhle kuch saaloN maiN maiN inki shayri se is qadar mutaasir hua hooN ke ab tay kiya hai ke jahaaN taq munkin ho paayega maiN doctor saahab ki tajveez par she'r raqm karooNga voh yeh ki shayri urdu-o-farsii ke bhaari alfaaz ki mohtaaj nahiiN hai, ache sher roz-marr'ra ki baat-cheet meiN istemaal hone wale lafzoN se bhi kahe jaa sakte haiN


pehli qisht ka pehla baab haazir hai aur ummeed karta hooN yeh silsila aapko pasaNd aayega aur aapki sukhan'fehmii ke liye bhi mufeed saabit hoga


mulaiiza kijiye :


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
 

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com