Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN"
Old
  (#1)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
"Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN" - 16th July 2009, 02:34 PM

haaye logoN kii karam-farmaaiyaaN
tohmateN, badnaamiyaaN, rusvaaiyaaN


-Kaif Bhopali jee

Ghazal yuN hai...............



Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN
dil dukhaana jiski hai achaaiyaaN

dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN

apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN

kya teri fitrat mai shamil hai yehi
nafrateiN dhokadhai chaalakiyaaN

ab jala seeney mai ulfat ka "DIYA"
chordey taareekiyaaN gehraaiyaaN



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya

Last edited by Diya_Jale; 16th July 2009 at 03:03 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Albela Sajan
Registered User
Albela Sajan has a spectacular aura aboutAlbela Sajan has a spectacular aura about
 
Albela Sajan's Avatar
 
Offline
Posts: 57
Join Date: Jul 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 16
16th July 2009, 04:09 PM

Bahut Achche Idya ji...
i liked it very much...
Apna Khyal rakhiye...


Mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke
Yahan jo bhi aaya...gaya haath mal ke..!

Log kehte hain Sher kehta hun .
Apne Zhakhmon se khelta hoon main!!!

Albela Sajan
   
Reply With Quote
bahut accha
Old
  (#3)
nalinmehra
The Lost Poet
nalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nicenalinmehra is just really nice
 
nalinmehra's Avatar
 
Offline
Posts: 312
Join Date: Nov 2008
Rep Power: 20
bahut accha - 18th July 2009, 06:18 AM

Diya Ji, bahut hi khubsurat likha hai apne, is gazhal ke andaaz ne dil ko choo liye, behad khubsurat.............yunhi likhte rahiye..
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
haaye logoN kii karam-farmaaiyaaN
tohmateN, badnaamiyaaN, rusvaaiyaaN


-Kaif Bhopali jee

Ghazal yuN hai...............



Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN
dil dukhaana jiski hai achaaiyaaN

dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN

apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN

kya teri fitrat mai shamil hai yehi
nafrateiN dhokadhai chaalakiyaaN

ab jala seeney mai ulfat ka "DIYA"
chordey taareekiyaaN gehraaiyaaN



Nalin

Uski Har "Uff" pe hum apni jaan lutate rahe,
Uski Shaqsiyat ko karke buland hum khudko mitate rahe,
Raahe-e-mohobbat me hamne kuch yun paya sila wafa ka,
woh dete rahe zakhm pe zakhm aur ham muskurate rahe




Please Honor me and my creative writing by visitng my website @ www.nalin-mehra.blogspot.com
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
18th July 2009, 07:07 AM

Pyaari Diya ...

kaise ho tum?
ghazal toh aapki mah sha allah ... beautiful

bas mere dil ke ehsaason ko roop milgaya ho jaise...

ek baat kehna chhati thi tumse Diya..
aapka naam aur mera naam kuch milta sa hain ...

Diya means rohsanii ... deep means same I think so ... so we share same name kind of...

ok sweetie keep writing ...

take care

milti hu aapki aglii ghazal per..

aapki

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ABABBU
AB+
ABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 689
Join Date: May 2007
Location: khyal tere
Rep Power: 0
18th July 2009, 09:28 AM

[quote=Diya_Jale;360426]haaye logoN kii karam-farmaaiyaaN
tohmateN, badnaamiyaaN, rusvaaiyaaN

-Kaif Bhopali jeeGhazal yuN hai...............



Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN
dil dukhaana jiski hai achaaiyaaN

dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN

apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN

kya teri fitrat mai shamil hai yehi
nafrateiN dhokadhai chaalakiyaaN

ab jala seeney mai ulfat ka "DIYA"
chordey taareekiyaaN gehraaiyaaN

nice creation DIYA JI..
  Send a message via MSN to ABABBU  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
20th July 2009, 08:14 PM

Quote:
Originally Posted by Albela Sajan View Post
Bahut Achche Idya ji...
i liked it very much...
Apna Khyal rakhiye...
sukriya Albela jee,
youN hi saath dete rahiye
khus rahiye


Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
20th July 2009, 08:16 PM

Quote:
Originally Posted by nalinmehra View Post
Diya Ji, bahut hi khubsurat likha hai apne, is gazhal ke andaaz ne dil ko choo liye, behad khubsurat.............yunhi likhte rahiye..
Nalin jee,
sukriya ...aapko humari ghazal pasand aayi hume khusi hui ...apna khayal rakhna ...waqt mile to milte rahna


aapki dost
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th July 2009, 08:51 PM


Diya ji...........bahut khub rahi aapki yeh Ghazal........sabhi sher ache rahe..........

Yeh mujhe jiyada pasand aaye...

dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN

apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN

khush rahiye......aise hi likhte rahiye.........bazm mai aate rahiye...





YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#9)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
22nd July 2009, 05:02 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
haaye logoN kii karam-farmaaiyaaN
tohmateN, badnaamiyaaN, rusvaaiyaaN

-Kaif Bhopali jeeGhazal yuN hai...............



Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN
dil dukhaana jiski hai achaaiyaaN

dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN

apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN

kya teri fitrat mai shamil hai yehi
nafrateiN dhokadhai chaalakiyaaN

ab jala seeney mai ulfat ka "DIYA"
chordey taareekiyaaN gehraaiyaaN
diya kya gazal likhi hai tumne yaar bahut acha laga

aur tumara ye share yaar bahut bahut acha hai
ise padhke muje bhi mera koi dost yaad aa gaya yaar
Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN
dil dukhaana jiski hai achaaiyaaN


dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
24th July 2009, 08:21 AM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
haaye logoN kii karam-farmaaiyaaN
tohmateN, badnaamiyaaN, rusvaaiyaaN


-Kaif Bhopali jee

Ghazal yuN hai...............



Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN
dil dukhaana jiski hai achaaiyaaN

dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN

apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN

kya teri fitrat mai shamil hai yehi
nafrateiN dhokadhai chaalakiyaaN

ab jala seeney mai ulfat ka "DIYA"
chordey taareekiyaaN gehraaiyaaN
waah waah...

or kuch kehne ki waise to jarurat nhi....

u r great diya jiii


this is for u...
chhod de DIYA to gila karna unse
jinki nas nas me basi hain bewfaaiyaan

khush rahiye...
aapka dost
vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
25th July 2009, 05:37 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Pyaari Diya ...

kaise ho tum?
ghazal toh aapki mah sha allah ... beautiful

bas mere dil ke ehsaason ko roop milgaya ho jaise...

ek baat kehna chhati thi tumse Diya..
aapka naam aur mera naam kuch milta sa hain ...

Diya means rohsanii ... deep means same I think so ... so we share same name kind of...

ok sweetie keep writing ...

take care

milti hu aapki aglii ghazal per..

aapki

mandeep
Mani Di,
aapko meri ghazal pasand aayi mujhe bahot khusi hui
aapki naam aur mera naam ma meaning milta hai yeh to maine socha hi nahi tha
magar sach kahoon is naam ke saath saath jalan bhi bahot bardast karna padta hai
khud ko jala ke dusrke ko roshni dete dete kabhi kabhi apni ehesaas hi dum tor deti hai
magar kya karein ab hume isi ke saath jeena hai

apna khayal rakhna
aapki sis
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
25th July 2009, 05:38 PM

[quote=ABABBU;360503]
Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
haaye logoN kii karam-farmaaiyaaN
tohmateN, badnaamiyaaN, rusvaaiyaaN

-Kaif Bhopali jeeGhazal yuN hai...............



Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN
dil dukhaana jiski hai achaaiyaaN

dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN

apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN

kya teri fitrat mai shamil hai yehi
nafrateiN dhokadhai chaalakiyaaN

ab jala seeney mai ulfat ka "DIYA"
chordey taareekiyaaN gehraaiyaaN

nice creation DIYA JI..

sukriya jee,
youn hi saath detey rahiyega

DuaoN ke saath
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
27th July 2009, 07:44 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Diya ji...........bahut khub rahi aapki yeh Ghazal........sabhi sher ache rahe..........
Yeh mujhe jiyada pasand aaye...
dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN
apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN
khush rahiye......aise hi likhte rahiye.........bazm mai aate rahiye...

Sukriya naresh jee,
aapko meri ghazal pasand aayi...mano mehtan safal hui
apna khayal rakhiyega


Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
27th July 2009, 07:55 PM

diya jee:

Ghazal ka title dekha to, socha ki Ghazal paDhnii chaahiye.... kyun yeh is qaafiye ke gair-muraddif Ghazal mujeh behad pasand hai.. chaliye, aap ki Ghazal par 2 kauDiki raa'ey deta chalta huu.n..

haaye logoN kii karam-farmaaiyaaN
tohmateN, badnaamiyaaN, rusvaaiyaaN

-Kaif Bhopali jee

khuubsuurat zameen chuni hai aap ne Ghazal kahne ke liye.. kaif bhopali saahab kii yeh Ghazal mujhe behad pasand hai...

Kitni acchi hogi uski buraaiyaaN
dil dukhaana jiski hai achaaiyaaN

waise, tanz achchha hai.. par chu.n ki aap behr par likhne ki koshish karti hai.n to, matle ka pahle misra khaariz-e-behr hai... ispar dhyaan dene ki zaruurat hai..

dosti ko kis tarha samjhey ga woh
jis ne seekhi hai faqat makkaariyaaN

yahaa.n qaafiya aap ne Ghalat baa.nDha hai, matle ke lihaaz se qaafiyea, achchhaaiyaa.n, buraaiyaa.n, ruswaaiyaa.n, tanhaaiyaa.n, wagehra waghera ho sakta hai, par makkariyaa.n nahii.n.

apne gareebaa ko chaak pehley kar
phir too dusro'n ko dey ruswaaiyaaN

yahaa.n sher ke dono misre behr me.n nahii.n hai.. phir ruswaaiyaa.n dena bhii thoda sahii nahii.n lag rahaa hai... dekh leejiyegaa

kya teri fitrat mai shamil hai yehi
nafrateiN dhokadhai chaalakiyaaN

yahaa.n bhii qaafiya Theek nahii.n hai,

ab jala seeney mai ulfat ka "DIYA"
chordey taareekiyaaN gehraaiyaaN

pahli misra achchha hai, par duusra us ka saath nahii.n de paa raha hai..... koshish phir se keejiye...

diya jee, yeh meri faqat 2 kauDi ki raa'ey thii, jise maine iimaandaari ke saath diya hai.. par chu.n ki meri yeh zaati raa'ey hai, aap is se ittefaaq rakkhe aisa zaruuri nahii.n hai.. kahii.n koii baat burii lagi ho to mazrat chaahu.ngaa...

koshish zaari rakhiye...

mayank











  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com