Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Meri bhi EID ho jaye....
Old
  (#1)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
Meri bhi EID ho jaye.... - 11th October 2007, 02:23 PM

Chunri meri zartar
bara saja sanwra haarsinghaar
labon pe laali
kaan mein baali
ankh mein kajaal
paoun mein payal
Hath mein kangan

tum bin magar mere sajan
na chunri mein damak
na choori mein khanak
pheeki labon ki laali
khali aankh ki piyali
payal meri soyee soyee
dilki dunia khoyee khoyee
ye rang roop mera
ye mera haarsinghaar
sajan tum bin sab bekaar

tum jo chale aou
nazar bhar ke dekh jaou
damakne lage chunri meri
chanak uthe kangan
mehak uthe tanman
thirakne lage payal meri
sulag uthe labon ki laali
bhar jaye ankh ki changal khali

Tumahree jo eik jhalak paa jaoun
khatm ho raat aamaavas walee
chand nikal ayae
meri bhi Eid ho jayae
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
11th October 2007, 02:51 PM

SALAAM AZMI JI ...................Wow bahut khubsoorat apka kalaam laga aur bade hi umda dhang se apne pyar ke intezar ko bayan kiya hai jise badi shiddat se kisi ki nighaen dhoondti hai wo shaks miljaye to sari khushian naseeb ho jati hai aur wakei men esa lagta hai jese chaand nikal aya ek umda koshish per daad hazir hai kubool ho ..................khush rahiye hamesha.........KHUDA HAFIZ


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#3)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 12th October 2007, 05:22 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Chunri meri zartar
bara saja sanwra haarsinghaar
labon pe laali
kaan mein baali
ankh mein kajaal
paoun mein payal
Hath mein kangan

tum bin magar mere sajan
na chunri mein damak
na choori mein khanak
pheeki labon ki laali
khali aankh ki piyali
payal meri soyee soyee
dilki dunia khoyee khoyee
ye rang roop mera
ye mera haarsinghaar
sajan tum bin sab bekaar

tum jo chale aou
nazar bhar ke dekh jaou
damakne lage chunri meri
chanak uthe kangan
mehak uthe tanman
thirakne lage payal meri
sulag uthe labon ki laali
bhar jaye ankh ki changal khali

Tumahree jo eik jhalak paa jaoun
khatm ho raat aamaavas walee
chand nikal ayae
meri bhi Eid ho jayae
Aadab maham ji,
kaise hain aap?

aaj hi aapki is nayi koshish pe nazar padi,
wah ji,,aankho k samne kya khoob manzar khincha hai aapne,

aapki dili kefiyat to saaf saaf nazar aa gayi,
chaliye hum dua karege,
k aapki eid bohot hi yaad gaar ho,
ur aapko yeh din hamesha yaad rahe,
AMIN,SUMM AAMIN,

AAPKO HAMARE OR HAMARE HaSSaN ki TARAF SE EID BOHOT BOHOT MUBARAK HO.

apna khayal rakhiye,
khush rahiye.
ALLAH HAFIZ


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th October 2007, 05:32 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Chunri meri zartar
bara saja sanwra haarsinghaar
labon pe laali
kaan mein baali
ankh mein kajaal
paoun mein payal
Hath mein kangan

tum bin magar mere sajan
na chunri mein damak
na choori mein khanak
pheeki labon ki laali
khali aankh ki piyali
payal meri soyee soyee
dilki dunia khoyee khoyee
ye rang roop mera
ye mera haarsinghaar
sajan tum bin sab bekaar

tum jo chale aou
nazar bhar ke dekh jaou
damakne lage chunri meri
chanak uthe kangan
mehak uthe tanman
thirakne lage payal meri
sulag uthe labon ki laali
bhar jaye ankh ki changal khali

Tumahree jo eik jhalak paa jaoun
khatm ho raat aamaavas walee
chand nikal ayae
meri bhi Eid ho jayae
gr8888888............maham ji, sach kahuN to mujhe aisa lag raha hai ki yeh nazam mere liye hi likhi gaye hai jaise........kaashhhhh meri bhi eid ho jaye...........behad pasand aaye ahsaas....mere dil ki baat aapki kalam se likhi gaye hai......

eid mubarak ho........maham ji
kal hamari chutti hai, so ek din phele wish kar diiiiii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
12th October 2007, 06:04 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Chunri meri zartar
bara saja sanwra haarsinghaar
labon pe laali
kaan mein baali
ankh mein kajaal
paoun mein payal
Hath mein kangan

tum bin magar mere sajan
na chunri mein damak
na choori mein khanak
pheeki labon ki laali
khali aankh ki piyali
payal meri soyee soyee
dilki dunia khoyee khoyee
ye rang roop mera
ye mera haarsinghaar
sajan tum bin sab bekaar

tum jo chale aou
nazar bhar ke dekh jaou
damakne lage chunri meri
chanak uthe kangan
mehak uthe tanman
thirakne lage payal meri
sulag uthe labon ki laali
bhar jaye ankh ki changal khali

Tumahree jo eik jhalak paa jaoun
khatm ho raat aamaavas walee
chand nikal ayae
meri bhi Eid ho jayae
Bahut hi khoobsoorat peshkash le ke aap haazir hue hain!

Daad kubool keejiye!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#6)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
14th October 2007, 07:06 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM AZMI JI ...................Wow bahut khubsoorat apka kalaam laga aur bade hi umda dhang se apne pyar ke intezar ko bayan kiya hai jise badi shiddat se kisi ki nighaen dhoondti hai wo shaks miljaye to sari khushian naseeb ho jati hai aur wakei men esa lagta hai jese chaand nikal aya ek umda koshish per daad hazir hai kubool ho ..................khush rahiye hamesha.........KHUDA HAFIZ
Kashif sahab , aap jis tarz se parhte hein hamaree kaavishain aur jis gehrayee se unko mehsus kar jate hein vohi hamare liye sab kuch hei kisi qari ke context mein ,

behud shukriya Hazrat apke in qeemtee lafzon ke liye ,

Due Respects , aur, EID MUBARAK
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
14th October 2007, 12:37 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Chunri meri zartar
bara saja sanwra haarsinghaar
labon pe laali
kaan mein baali
ankh mein kajaal
paoun mein payal
Hath mein kangan

tum bin magar mere sajan
na chunri mein damak
na choori mein khanak
pheeki labon ki laali
khali aankh ki piyali
payal meri soyee soyee
dilki dunia khoyee khoyee
ye rang roop mera
ye mera haarsinghaar
sajan tum bin sab bekaar

tum jo chale aou
nazar bhar ke dekh jaou
damakne lage chunri meri
chanak uthe kangan
mehak uthe tanman
thirakne lage payal meri
sulag uthe labon ki laali
bhar jaye ankh ki changal khali

Tumahree jo eik jhalak paa jaoun
khatm ho raat aamaavas walee
chand nikal ayae
meri bhi Eid ho jayae
maham jee:

aadaab arz hai, aap ke likhane ka andaaz behad khuub hai! aur kuchh is tarah se likhati hai.n aap kii dil par naqsh ho jaate hai,n ehsaas. yuu.n hii likhti rahe.n ham paRhte rahe.nge.. khuub-suurat khayaal aur dil-fareb andaaz-e-bayaa.n. dhero.n daad haazir hai! qubool ho

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#8)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
14th October 2007, 06:33 PM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
Aadab maham ji,
kaise hain aap?

aaj hi aapki is nayi koshish pe nazar padi,
wah ji,,aankho k samne kya khoob manzar khincha hai aapne,

aapki dili kefiyat to saaf saaf nazar aa gayi,
chaliye hum dua karege,
k aapki eid bohot hi yaad gaar ho,
ur aapko yeh din hamesha yaad rahe,
AMIN,SUMM AAMIN,

AAPKO HAMARE OR HAMARE HaSSaN ki TARAF SE EID BOHOT BOHOT MUBARAK HO.

apna khayal rakhiye,
khush rahiye.
ALLAH HAFIZ
Janab ite pyar se khulus se aur apnaiyat se dee hoee daad ke liye

Thanx hazaroun gulistan,
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
16th October 2007, 04:21 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
gr8888888............maham ji, sach kahuN to mujhe aisa lag raha hai ki yeh nazam mere liye hi likhi gaye hai jaise........kaashhhhh meri bhi eid ho jaye...........behad pasand aaye ahsaas....mere dil ki baat aapki kalam se likhi gaye hai......

eid mubarak ho........maham ji
kal hamari chutti hai, so ek din phele wish kar diiiiii
Baahat achee see sunita ji ,

adaab arz hie ,

apki is piyaree see eid mubarak ke liye buahat shukriya

and

Thanx hazaroun gulistan for all ur wordz of appreciation , ma'am

Due Respects !
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
17th October 2007, 12:52 PM

Maham jee :

aadaab..

ees Khoobsoorat naZm ko paRh ke dil baaGh-baaGh ho gaYaa.. merii dilii daad-o-mubaaraqbaad qabUl farmaaYeN..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN..

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
22nd October 2007, 09:15 PM

Thanx hazaroun gulistan for all ur words janab ,

I m genuinely thankful to u ,

Due Respects ,

Maham Azmi :-)
   
Reply With Quote
maham ji
Old
  (#12)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
maham ji - 22nd October 2007, 09:54 PM

bahut umda tareeke se bayan kiya hai aapne is kalam ko aapko padhna achcha lagta hai kyun ki aapke har kalam me kahin na kahin zindagi ki sachchai chupi hoti hai dad kubul kijiye tahe dil se.........
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
aarya
trail of thoughts
aarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really nice
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Sep 2006
Location: in the hopes of my family
Rep Power: 22
23rd October 2007, 06:29 AM

bahut pyara likhkha hai aapne...

thanks for sharing your writings...

regards
aarya


khwaabo.n ke par kabhii kaTne na denaa
inke sahaaron me raahai.n rahe.ngii

lage.nge ye lejaa rahe alag raste
un raston pe bhii kai seekhai.n to ho.ngii

ye seekhai.n hameshaa sameTe rakhnaa
inhii.n se to sabko manzil milai.ngii


regards aarya
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
25th October 2007, 10:26 AM

B'lated Eid mubarak MahamAzmi jee..

azmi ji behtareen alfazon se sajaya hai ehsaason ko,, andaaz bahut pasand aaya ehsaason ki peshqash ka....

judai ka dard aur us dard se ubharne ki ummid... bahut khub...

yuhi likhte rahiyega aur mehfil ko sajate rahiyega
aapka dost
Merul


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#15)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
30th October 2007, 01:16 PM

Hum yaha bhi late hain par aa ye na ..............waise to yeh maine pehle hi padh liya tha par aapko reason batadiya na maine ki hum reply dena bhul gaye... bahut hi accha likha ahin...apne mehbub ko chand se compare karke....wow...2 cute................yeh padhke na hume humari site ki ek member ka likha hua eid pe kuch yaad aa gaya...use yaha share karte hain...aapko zaroor pasand ayega........................

Noor e mehtaab me itraati,
Ye raat kitni jawaan hai..
Hans kar kehti mujhhe 'Pagli!..
Tera chand kahaan hai??!'

Hatheli apni dikhaayi maine,
Heena se chand bana hai..
'Dekh zara in lakeeroN ko..
Saajan ka naam likha hai.'

Hawa ne aanchal lehraaya mera,
Shayad unka payaam aaya hai..
SarsaraahaT kaisi aangan me?
Kisne mujhhe pukaara hai?

Wo Eid bhi intezaar me guzri..
Ye bhi intezaar me guzar jaaegi..
Jab dhoondenge chand aasmaan me..
kasam se sanam, teri yaad aayegi.

mausam




Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
maham ji
Old
  (#16)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
maham ji - 30th October 2007, 10:36 PM

maham ji aaj fir se is kalam ko padne ko ji chaha so pada aaj bhi aisa laga ki paheli bar pad raha hun aaj mujhe anjum rahbar ka ik sher yad aa gaya ke.......
khud ko sawanrungi ghar ko saja lungi.
aayega wo jis din eid mana lungi.

bahut achcha lagta hai aapko padna aur dusri bat jab aap hamen hamari khamiyan batati hai to hame bahut achcha lagta hai uske liye mai aapka shukraguzar hun ke aap ham jaise longon ki rahnumai karti hain.aur aapse ik ilteza hai ke shayed aapne meri nazm[ budi sawari] nahi padi agar nahi padi to pad kar apni rai jarur pesh kijiyega..khuda hafiz........rahnuma
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
3rd November 2007, 01:19 AM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
bahut umda tareeke se bayan kiya hai aapne is kalam ko aapko padhna achcha lagta hai kyun ki aapke har kalam me kahin na kahin zindagi ki sachchai chupi hoti hai dad kubul kijiye tahe dil se.........
apki daad buahat hee qeemtee hamare liye hazrat

Thanx hazaroun gulistan ,

Due Respects ,

Maham Azmi
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
3rd November 2007, 01:21 AM

Quote:
Originally Posted by aarya View Post
bahut pyara likhkha hai aapne...

thanks for sharing your writings...

regards
aarya
Thanx hazaroun gulistan ,

:-)
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
6th November 2007, 10:54 PM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
maham ji aaj fir se is kalam ko padne ko ji chaha so pada aaj bhi aisa laga ki paheli bar pad raha hun aaj mujhe anjum rahbar ka ik sher yad aa gaya ke.......
khud ko sawanrungi ghar ko saja lungi.
aayega wo jis din eid mana lungi.

bahut achcha lagta hai aapko padna aur dusri bat jab aap hamen hamari khamiyan batati hai to hame bahut achcha lagta hai uske liye mai aapka shukraguzar hun ke aap ham jaise longon ki rahnumai karti hain.aur aapse ik ilteza hai ke shayed aapne meri nazm[ budi sawari] nahi padi agar nahi padi to pad kar apni rai jarur pesh kijiyega..khuda hafiz........rahnuma
aap sa koi khubsoorat shayer Maham ki kisi adnaa kaavish ko dobara parhe aan kar to ye mehaz apka husn e nazar hazrat mehaz apka karam,

dil o jaan se shukriya ada kartee hei is izat afzayee ke liye Maham apka hazrat ,

Wid all my due respects to a wonderful poet ,

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
12th November 2007, 01:37 AM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Hum yaha bhi late hain par aa ye na ..............waise to yeh maine pehle hi padh liya tha par aapko reason batadiya na maine ki hum reply dena bhul gaye... bahut hi accha likha ahin...apne mehbub ko chand se compare karke....wow...2 cute................yeh padhke na hume humari site ki ek member ka likha hua eid pe kuch yaad aa gaya...use yaha share karte hain...aapko zaroor pasand ayega........................

Noor e mehtaab me itraati,
Ye raat kitni jawaan hai..
Hans kar kehti mujhhe 'Pagli!..
Tera chand kahaan hai??!'

Hatheli apni dikhaayi maine,
Heena se chand bana hai..
'Dekh zara in lakeeroN ko..
Saajan ka naam likha hai.'

Hawa ne aanchal lehraaya mera,
Shayad unka payaam aaya hai..
SarsaraahaT kaisi aangan me?
Kisne mujhhe pukaara hai?

Wo Eid bhi intezaar me guzri..
Ye bhi intezaar me guzar jaaegi..
Jab dhoondenge chand aasmaan me..
kasam se sanam, teri yaad aayegi.

mausam

itne pyar se hamaree adnaa kaavish pe aana aur usko sarhaana , shukriya mohtarama buahat buahat shukriya aur ye itni mesmerizing poem , hosh uratee nazm kiss member ki hei un tak hamare daad zaroor pohancha dijiye ga aap

Thanx hazaroun gulistan
ita sara pyar , apki

Maham Azmi
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mohabbat meri bhi ya khuda amar ho jaye Praneeta Shayri-e-Dard 12 19th December 2011 04:18 PM
tum bin jiya jaye kaise, kaisejiya jaye tum bin.... aashika Hindi/Urdu Lyrics 3 15th March 2009 05:55 PM
na raha jaye na jiya jaye.... dev333 Shayri-e-Dard 1 10th October 2007 09:32 PM
Jab koi baat bigad jaye...jab koi mushkil pad jaye aashika Hindi/Urdu Lyrics 1 24th November 2004 04:54 PM
Gazal- Chaand utar kar aa jaye shishe mein aur jaam ho jaye Arnab Shayri-e-Dard 2 21st May 2004 05:37 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com