Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Maafi ke kabil nahi ye galtiya.
Old
  (#1)
taqdeer.786
Prince of angels
taqdeer.786 has a spectacular aura abouttaqdeer.786 has a spectacular aura abouttaqdeer.786 has a spectacular aura about
 
taqdeer.786's Avatar
 
Offline
Posts: 236
Join Date: Mar 2007
Location: In Broken Hearts
Rep Power: 20
Exclamation Maafi ke kabil nahi ye galtiya. - 1st October 2007, 03:53 PM

Assalam mere aziz dosto...
me aapko aaj ye ek gazal post kar raha hoon..
jara dhyan se ahista se padhna
aur
khud ko sawal karna ki ye gazal kaha tak sach hai?
is gazal ka asli author me nahi hoon.
is gazal ka author ravi ratlami hai.
.................................................. ..................................................

Maafi ke kabil nahi ye galtiya,
tab bhi ho rahi galtiyo pe galtiya.

Mouj ki dasyavali lagti to hai par,
pidhiyo ko sehni hogi ye galtiya.

Jab bhi pakda gaya farmaya usney,
bhul se hi ho rahi thi ye galtiya.

Ab to dour ye aaya naya hai yaroo,
sach ka jama pahane hai ye galtiya.

Kabhi apni bhi gin lo Aftab tumne,
dusro ki to khub dekhi ye galtiya.




  Send a message via Yahoo to taqdeer.786  
Reply With Quote
Old
  (#2)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile 2nd October 2007, 06:37 AM

Quote:
Originally Posted by taqdeer.786 View Post
Assalam mere aziz dosto...
me aapko aaj ye ek gazal post kar raha hoon..
jara dhyan se ahista se padhna
aur
khud ko sawal karna ki ye gazal kaha tak sach hai?
is gazal ka asli author me nahi hoon.
is gazal ka author ravi ratlami hai.
.................................................. ..................................................

Maafi ke kabil nahi ye galtiya,
tab bhi ho rahi galtiyo pe galtiya.

Mouj ki dasyavali lagti to hai par,
pidhiyo ko sehni hogi ye galtiya.

Jab bhi pakda gaya farmaya usney,
bhul se hi ho rahi thi ye galtiya.

Ab to dour ye aaya naya hai yaroo,
sach ka jama pahane hai ye galtiya.

Kabhi apni bhi gin lo Aftab tumne,
dusro ki to khub dekhi ye galtiya.

Dear Friend, ...aapki poetry is just too good.....very very very nice. aur ye sach hi to hai ......ki aaj kal sach ka naqaab pahene huye log jhooth ka khel khel jaate hai. Haath thaam kar chalane waale hi tholar maar kar giraate hai........

Par iaske saath hi iaski aakhri do lines mai khud bhi dil se maanti hoon aur hammesha follow karne ki koshish karti hoon ki ....hum hammesha khud ki galtiyaan dekhate hai par kisi ki galtiyaan dekhane se pahele hume khud ki bhi dekh leni chaahiye.

Very nice .....and once again last ki do lines ne sach mai dil ko chhu liya ....keep posting.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#3)
taqdeer.786
Prince of angels
taqdeer.786 has a spectacular aura abouttaqdeer.786 has a spectacular aura abouttaqdeer.786 has a spectacular aura about
 
taqdeer.786's Avatar
 
Offline
Posts: 236
Join Date: Mar 2007
Location: In Broken Hearts
Rep Power: 20
2nd October 2007, 01:08 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Dear Friend, ...aapki poetry is just too good.....very very very nice. aur ye sach hi to hai ......ki aaj kal sach ka naqaab pahene huye log jhooth ka khel khel jaate hai. Haath thaam kar chalane waale hi tholar maar kar giraate hai........

Par iaske saath hi iaski aakhri do lines mai khud bhi dil se maanti hoon aur hammesha follow karne ki koshish karti hoon ki ....hum hammesha khud ki galtiyaan dekhate hai par kisi ki galtiyaan dekhane se pahele hume khud ki bhi dekh leni chaahiye.

Very nice .....and once again last ki do lines ne sach mai dil ko chhu liya ....keep posting.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.
Hi...!
Gudiya
thank you 4 ur reply
chalo kisi na kisi ko to to meri post achhi lagi
replies pakar khusi hui...


Ho ker Zameen Ki, Aasmaan Ki Chaah Kyun Karoon
Main Tujh ko Paanay Ki Tamanna Kyun Karoon


Mujh ko Khabar Hai Judai Tarpayegi Tujhe Har Pal
Is hi liye Bata de Main Tujh se Wafa Kyun Karoon





  Send a message via Yahoo to taqdeer.786  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Wajood -e-nazar se qayaamat ke kabil nahi ajay nidaan Aapki Shayri 1 22nd October 2009 10:34 AM
Wafa ke kabil nahi......... shayar_abhishek Shayri-e-Dard 4 17th November 2005 11:04 AM
duniya pyar ke kabil nahi sagar842 Shayri-e-Dard 1 8th January 2005 11:33 PM
Tumhare kabil nahi yeh dil !!! talkingeyes Shayri-e-Dard 6 25th February 2004 04:15 PM
mai tera kabil nahi........... irfathahmed Shayri-e-Dard 0 4th December 2003 05:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com