Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Kya aap bhi kisi ko yaad karte hai? (Yes/No)
Old
  (#1)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
Kya aap bhi kisi ko yaad karte hai? (Yes/No) - 6th May 2008, 09:57 AM

Hello dosto

mera yehi swal hai aap sab se ke........

kiya aap bhi kisi ko yaad karte hai? (yes/no)
kiya aap ke paas bhi yaade hai? (yes/no)
kiya aap ko yaade sakooon deti hai? (yes/no)
kiya aap ko yaade dard bhi de jati hai? (yes/no)
kiya aap bhi kisi ki yaado me khoye rehte ho? (yes/no)

kiya aap iss ka ans dena chahege? (yes/no)

Agar aap iss sab ka ans dena chahete ho,to ans shayro- shayri me dena plz, (ye sheyar aapne ho ja unknown) aap apna sheyar aapne kisi pyare ko dedicate kar sakte hai,

Kiya koi aaisa bhi hai jiske pass yaaade nahi hai? (yes/no)

mai 100% sure hu ke yaade to sabhi ke paas hi hogi, ye yaade kisi ki bhi ho sakti hai jese, mehboob ki, dosto ki, Mom+dad ki, etc ...............................
aaise hi bahut sari yaade hamare paas hoti hai,

Ye ek tara ki game bhi ho jayegi aur shayero-shayri bhi, isi bahane hum aapne kisi ko yaad bhi kar lege,
mai suru karti hu"

Hichkiyon se dil ko hilane wale tanha nahi hote,
Dhadkta hai yeh dil tumhare yaad karne se
warna zinda hum bhi to yaha nahi hote..

Kiya aap bhi mere saath aapne kisi ko yaad karana chahege? (yes/no)

GOD IS GREAT

Last edited by ADHURI HEER; 6th May 2008 at 10:14 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
6th May 2008, 09:59 AM

Kya bigadenge hadse uske,
jisne maa baap ki duaye sath aayi hai.
dur beithi hui maa ki jab bhi yaad aayi hai,
zindagi bas haule se muskayi hai…

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
6th May 2008, 10:21 AM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Hello dosto

mera yehi swal hai aap sab se ke........

kiya aap bhi kisi ko yaad karte hai? (yes/no)
kiya aap ke paas bhi yaade hai? (yes/no)
kiya aap ko yaade sakooon deti hai? (yes/no)
kiya aap ko yaade dard bhi de jati hai? (yes/no)
kiya aap bhi kisi ki yaado me khoye rehte ho? (yes/no)

kiya aap iss ka ans dena chahege? (yes/no)

Agar aap iss sab ka ans dena chahete ho,to ans shayro- shayri me dena plz, (ye sheyar aapne ho ja unknown) aap apna sheyar aapne kisi pyare ko dedicate kar sakte hai,

Kiya koi aaisa bhi hai jiske pass yaaade nahi hai? (yes/no)

mai 100% sure hu ke yaade to sabhi ke paas hi hogi, ye yaade kisi ki bhi ho sakti hai jese, mehboob ki, dosto ki, Mom+dad ki, etc ...............................
aaise hi bahut sari yaade hamare paas hoti hai,

Ye ek tara ki game bhi ho jayegi aur shayero-shayri bhi, isi bahane hum aapne kisi ko yaad bhi kar lege,
mai suru karti hu"

Hichkiyon se dil ko hilane wale tanha nahi hote,
Dhadkta hai yeh dil tumhare yaad karne se
warna zinda hum bhi to yaha nahi hote..

Kiya aap bhi mere saath aapne kisi ko yaad karana chahege? (yes/no)

haan app ne bahut acha kiya hai aisa likhkar mere pass yaade bhi aur nahi bhi me

jisko chaha tha usko paya nahi tha
jisko paya tha usko chaha nahi tha
yaad to akshar unki aati hai
per usne hi mujko dil me basaya nahi tha

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
6th May 2008, 09:53 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
haan app ne bahut acha kiya hai aisa likhkar mere pass yaade bhi aur nahi bhi me

jisko chaha tha usko paya nahi tha
jisko paya tha usko chaha nahi tha
yaad to akshar unki aati hai
per usne hi mujko dil me basaya nahi tha
Thanks dinesh ji sath dene ke liye
bahut hi pyara likha hai dinesh ji

GOD IS GREAT

Last edited by ADHURI HEER; 6th May 2008 at 10:01 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
6th May 2008, 09:55 PM

Iss sham ki tanhai se, iss dard ki gahrai se,
yeh dil kuch baat kar raha hai…
Zara samjho in fizaon ki zuban ko,
aaj phir tumhe koi yaad kar raha hai… ...

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
6th May 2008, 10:37 PM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Iss sham ki tanhai se, iss dard ki gahrai se,
yeh dil kuch baat kar raha hai…
Zara samjho in fizaon ki zuban ko,
aaj phir tumhe koi yaad kar raha hai… ...

pyar karna na aata tha uske shikha diya
tadapna na aata tha usne tadpa diya
dil se dil ko kese yaad karte hai kisi ko
usne ek pal hi yaad karne shikha diya

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
prabhjyot
Diya aur Baati the Hum
prabhjyot will become famous soon enoughprabhjyot will become famous soon enough
 
prabhjyot's Avatar
 
Offline
Posts: 50
Join Date: May 2008
Location: Beghar
Rep Power: 18
7th May 2008, 11:20 PM

Hello Heer ji and Dinesh ji,
kiya hum bhi aapke sath shamil ho jaye?

Heer ji, aapka naam mujhe bahut hi pyara laga hai "ADHURI HEER"

Woh hawaon se puchtein hain ki,
kya hum unhain yaad kartein hain,
par unhain kya pata ki hum hawaon se bhi
unhi ki batain kiya kartein ahin
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
prabhjyot
Diya aur Baati the Hum
prabhjyot will become famous soon enoughprabhjyot will become famous soon enough
 
prabhjyot's Avatar
 
Offline
Posts: 50
Join Date: May 2008
Location: Beghar
Rep Power: 18
7th May 2008, 11:34 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
pyar karna na aata tha uske shikha diya
tadapna na aata tha usne tadpa diya
dil se dil ko kese yaad karte hai kisi ko
usne ek pal hi yaad karne shikha diya

Dinesh ji,aap to bahut hi pyara likh lete hai, very good shayer

Reply With Quote
Old
  (#9)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
8th May 2008, 09:40 AM

[quote=JYOTI;286278]Dinesh ji,aap to bahut hi pyara likh lete hai, very good shayer

jyoti ji apka swagat hai sdc per hume bahut khushi huyi ki app bhi kisi ko itna yaad karte hai vo jaankar. per yaade kaha aaj ki jo pyar ko yaad dil sake
aur haan apka share bahut acha laga bahut hi achi tarah se pesh kiya hai apne ummid karuga ki app age bhi aise share likhe.
khushi rahiye duva ke sath

yaad hi sirf bachi hoti hai usko yaad karne ke liye
uski ek hi yaad kaafi hoti hai mere marne ke liye
per kehte hai yaade bhi tab tak rehti hai
jab tak dil me jaan basi hoti hai usko yaad karne ke liye

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
8th May 2008, 10:01 PM

welcome jyoti ji,
aap ka sheyar to bahut hi achha hai

Aansu ki kimat woh jante hain joh kisi ko yaad karte hain…
Dil ke gham woh jaante hai joh kisi ko chahte hai…
Dost ke dard ko wahi jante hai joh usse dil se samajhte ha

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
ABABBU
AB+
ABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 689
Join Date: May 2007
Location: khyal tere
Rep Power: 0
9th May 2008, 02:24 PM

kuch hi paloN me vo apne ho gye,
jab dil ne unhe pana chaha woh juda ho gye,
jab laut ke aye woh to kuch kaha na gya,
yaad kiye woh beete pal aur ruswa ho gye,
kehte hain woh ki humne kabhi yaad na kiya hoga,
yeh sunte hi hum fir yadooN me kho gye

ab+
  Send a message via MSN to ABABBU  
Reply With Quote
Old
  (#12)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
10th May 2008, 10:16 AM

yaad usko har din kiya karte hai hum
yaad ko laker khushi se jiya karte hai hum
fir bhi kahi galati ho jaati hai dil se
magar usko yaad karke bas jiya karte hai hum

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
prabhjyot
Diya aur Baati the Hum
prabhjyot will become famous soon enoughprabhjyot will become famous soon enough
 
prabhjyot's Avatar
 
Offline
Posts: 50
Join Date: May 2008
Location: Beghar
Rep Power: 18
10th May 2008, 10:16 AM

Quote:
Originally Posted by A-BABBU View Post
kuch hi paloN me vo apne ho gye,
jab dil ne unhe pana chaha woh juda ho gye,
jab laut ke aye woh to kuch kaha na gya,
yaad kiye woh beete pal aur ruswa ho gye,
kehte hain woh ki humne kabhi yaad na kiya hoga,
yeh sunte hi hum fir yadooN me kho gye

ab+
bahut hi pyara likha hai aapne Babbu ji

** Prabjyot Kaur **

Ek pasan pyaar cho ki milna, ek JYOT yaad di baldi A.
Ek kami jo puri nahi honi, unjh duniyadaari chaldi
A

Reply With Quote
Old
  (#14)
prabhjyot
Diya aur Baati the Hum
prabhjyot will become famous soon enoughprabhjyot will become famous soon enough
 
prabhjyot's Avatar
 
Offline
Posts: 50
Join Date: May 2008
Location: Beghar
Rep Power: 18
10th May 2008, 10:19 AM

Har Aahat par Teri Talash hai.
Dur hokar bhi tu mere pass hai…
Na yaad karo hamein itna ke…
Hamara Dil humse puchhe,
ki Dhadkan kiske pass hai

** Prabjyot Kaur **

Ek pasan pyaar cho ki milna, ek JYOT yaad di baldi A.
Ek kami jo puri nahi honi, unjh duniyadaari chaldi
A

Reply With Quote
Old
  (#15)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
11th May 2008, 10:47 PM

Thank u
A-Babbu ji'
Dinesh ji
Jyoti ji

Eni pyari sheyar sade sab naal sheyar karan liye

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
11th May 2008, 10:50 PM

Aapki yaadon ki mehak in hawaon me hai,
kuch apnapan sa in fizaon me hai,
khushiya chume aapke kadam hardum,
yeh sapna in nigaho me hai… ...

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th May 2008, 09:45 AM

"aapne yaad dilaya to mujhe yaad aaya,
humne bhi tha kabhi kisi ka pyar paya,
barso phele usko kho chuke hai hum,
ab bhi dil par hai uski yaddo.n ka saya,
vaise to usko yaad karna chorr diya hai,
par naam sunke wafa ka woh yaad aata hai,
bhooli hue yadde.n kabhi sakoon to,
kabhi aankho.n mein aansu de jati haiN,
ab maiN bhi kush hoon apni zindgi mein,
aur woh bhi kush hai apni zindhi meiN,
ab uska pyar ek haseen khaab ki tarah,
kabhi kabhi palko.n ke kone bhigo jata hai"

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#18)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
12th May 2008, 10:52 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

Hello sunita ji,

aapne to bahut hi pyara likha hai, kamaaal ka likha hai ji, hum to bas read karte hi reh gaye
Thank u aapni yaade hum se share karne ke liye

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
12th May 2008, 10:54 AM

Yun toh Yaade purani nahi hoti,
har kisi ko paana sabki kismat nahi hoti,
hum Dil rakh aaye thae unke kadmo mein,
yeh jaante hue bhi ki unki nazare zamin pe nahi hoti

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th May 2008, 11:03 AM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Yun toh Yaade purani nahi hoti,
har kisi ko paana sabki kismat nahi hoti,
hum Dil rakh aaye thae unke kadmo mein,
yeh jaante hue bhi ki unki nazare zamin pe nahi hoti

heer ji, aapse ek baat kahna chah rahi hoon ki aapne yeh thread shuru to kiya hai, par aap hi apne dil ki baat nahi likh rahi, aap sher likh rahi haiN, dil ki baat ko kalam se likh kar to dekho woh kitna sakoon deti hai...phir batayega mohtarma, ki maine sahi kaha ya galat.....vaise maine apne dil ki baat likh di hai...ab aur likhne ko nahi hai...sab kuch ek hi post mein likh diya

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Thanks sunita jai
Old
  (#21)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
Thanks sunita jai - 13th May 2008, 09:18 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
heer ji, aapse ek baat kahna chah rahi hoon ki aapne yeh thread shuru to kiya hai, par aap hi apne dil ki baat nahi likh rahi, aap sher likh rahi haiN, dil ki baat ko kalam se likh kar to dekho woh kitna sakoon deti hai...phir batayega mohtarma, ki maine sahi kaha ya galat.....vaise maine apne dil ki baat likh di hai...ab aur likhne ko nahi hai...sab kuch ek hi post mein likh diya
Thanks sunita ji, aapki iss reply ke liye, ha ji aap sach hi keh rahi ho ke aapni kalam se likhane se sachmuch bahut hi sakooon milita hai,
aapke issi suggestion ke karan mujhe ek poem likhane ka karan mil gaya, par aap ki tara to nahi likh payi, par koshish ki hai, shayd aap sab koi pasand aaye,
Thanks again

GOD IS GREAT

Last edited by ADHURI HEER; 13th May 2008 at 09:32 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
13th May 2008, 10:11 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"aapne yaad dilaya to mujhe yaad aaya,
humne bhi tha kabhi kisi ka pyar paya,
barso phele usko kho chuke hai hum,
ab bhi dil par hai uski yaddo.n ka saya,
vaise to usko yaad karna chorr diya hai,
par naam sunke wafa ka woh yaad aata hai,
bhooli hue yadde.n kabhi sakoon to,
kabhi aankho.n mein aansu de jati haiN,
ab maiN bhi kush hoon apni zindgi mein,
aur woh bhi kush hai apni zindhi meiN,
ab uska pyar ek haseen khaab ki tarah,
kabhi kabhi palko.n ke kone bhigo jata hai"

haan sahi kaha hai di apne jab bhi uski yaad aa jati hai to ankho se ansoo girne lagte hai apki gazal padhkar khushi bhi ho rahi hai aur dukh bhi ho raha hai khushi is baat ke liye ho rahi hai ki app apne ghar per bahut khush ho aur gum is baat ke liye ho raha hai ki apne pyar kiya magar sath nahi reh paaye.

karte the yaad usko raat bhar
nind hi nahi aati thi usko dekh kar
fir bhi kai mod aaie aaye the
jis se dooriya ho gayi zindagi bhar

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Ye Yaade, Mere kisi aapne ki yaade
Old
  (#23)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
Sad Ye Yaade, Mere kisi aapne ki yaade - 15th May 2008, 05:33 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender
heer ji, aapse ek baat kahna chah rahi hoon ki aapne yeh thread shuru to kiya hai, par aap hi apne dil ki baat nahi likh rahi, aap sher likh rahi haiN, dil ki baat ko kalam se likh kar to dekho woh kitna sakoon deti hai...phir batayega mohtarma, ki maine sahi kaha ya galat.....vaise maine apne dil ki baat likh di hai...ab aur likhne ko nahi hai...sab kuch ek hi post mein likh diya

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Thanks sunita ji, aapki iss reply ke liye, ha ji aap sach hi keh rahi ho ke aapni kalam se likhane se sachmuch bahut hi sakooon milita hai,aapke issi suggestion ke karan mujhe ek poem likhane ka karan mil gaya, par aap ki tara to nahi likh payi, par koshish ki hai, shayd aap sab ko pasand aaye,Thanks again
Apni kalam se likhi huyi, kuch k yaade

Ye Yaaadein, mere kisi aapne ki yaade
chori se chadar me lipti huyi, sine me chupi huyi
mere paas chupke se aa jati hai ye yaade
kabhi aasuo me chup jati, kabhi meri hasi se khil jati
os masoom ki hai ye masoom si yaade

oski do pal ki mulakat, ek bara pyara sa tha sath
kisi ne pehli baar ki thi mujhse etne pyar se baat
kaliyo jaise khilti huyi, bahaaro jaise hasti huyi
kabhi kabhi sakoon de jati hai, ye yaade

janti thi ke wo praya tha, dil ko bahut samjhana tha
par ye baat na samajh saki ye pagal yaade
khasboo se bhari hoyi, chahat ke rang me saji hoyi
mere dil me jagah bana gayi oski yaade

os se koha dur huyi, sari baate bhi khatam huyi
par mere ghar ka pata puchhati huyi
Mujhe sehar sehar me doodti huyi
mere dil ke darwaje tak aa puhachi, ye yaade

Hamare raaste yuda the, manzil bhi yuda
par ye raahe me bhatkati hoyi,
har pal oske sath ko tarsti hoyi
abhi tak mazil ko hi dood rahi hai, ye yaade

ajj tak oski kami na kabhi puri huyi
HEER ki jindgi os bin hamesha hi Adhuri rahi
ajj bhi ye khuda se skayat karti hoyi
ose na pane ke gam se marti hoyi
mujhe dard de jati hai oski yaade
mujhe ajj bhi rolati hai oski yaade

ye yaade, mere kisi aapne ki yaade

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
15th May 2008, 10:07 AM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Quote:
Originally Posted by sunita virender
heer ji, aapse ek baat kahna chah rahi hoon ki aapne yeh thread shuru to kiya hai, par aap hi apne dil ki baat nahi likh rahi, aap sher likh rahi haiN, dil ki baat ko kalam se likh kar to dekho woh kitna sakoon deti hai...phir batayega mohtarma, ki maine sahi kaha ya galat.....vaise maine apne dil ki baat likh di hai...ab aur likhne ko nahi hai...sab kuch ek hi post mein likh diya

Apni kalam se likhi huyi, kuch k yaade

Ye Yaaadein, mere kisi aapne ki yaade
chori se chadar me lipti huyi, sine me chupi huyi
mere paas chupke se aa jati hai ye yaade
kabhi aasuo me chup jati, kabhi meri hasi se khil jati
os masoom ki hai ye masoom si yaade

oski do pal ki mulakat, ek bara pyara sa tha sath
kisi ne pehli baar ki thi mujhse etne pyar se baat
kaliyo jaise khilti huyi, bahaaro jaise hasti huyi
kabhi kabhi sakoon de jati hai, ye yaade

janti thi ke wo praya tha, dil ko bahut samjhana tha
par ye baat na samajh saki ye pagal yaade
khasboo se bhari hoyi, chahat ke rang me saji hoyi
mere dil me jagah bana gayi oski yaade

os se koha dur huyi, sari baate bhi khatam huyi
par mere ghar ka pata puchhati huyi
Mujhe sehar sehar me doodti huyi
mere dil ke darwaje tak aa puhachi, ye yaade

Hamare raaste yuda the, manzil bhi yuda
par ye raahe me bhatkati hoyi,
har pal oske sath ko tarsti hoyi
abhi tak mazil ko hi dood rahi hai, ye yaade

ajj tak oski kami na kabhi puri huyi
HEER ki jindgi os bin hamesha hi Adhuri rahi
ajj bhi ye khuda se skayat karti hoyi
ose na pane ke gam se marti hoyi
mujhe dard de jati hai oski yaade
mujhe ajj bhi rolati hai oski yaade

ye yaade, mere kisi aapne ki yaade
bahut hi acha likha hai apne aur ye sab apne likha hai vo real me huva hai apke sath kyu ki apki baate apki yaado me bahut kuch kehti hai aur bahut kuch mehshoosh karati hai.

apki kalam rang layi hai
yadon ki baharo me umang layi hai
bahut hi achi tarah se apne apki yaado ko pesh kiya hai
jese barish bhi ajj apke sang me apko bhigane ke liye aayi hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
15th May 2008, 10:22 AM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
bahut hi acha likha hai apne aur ye sab apne likha hai vo real me huva hai apke sath kyu ki apki baate apki yaado me bahut kuch kehti hai aur bahut kuch mehshoosh karati hai.

apki kalam rang layi hai
yadon ki baharo me umang layi hai
bahut hi achi tarah se apne apki yaado ko pesh kiya hai
jese barish bhi ajj apke sang me apko bhigane ke liye aayi hai
Thank u dinesh ji ye sath dene ke liye,
aur hume itne pyar se read karne ke liye
aap ne to reply bhi ek sheyar ke roop me di hai, mujhe bahut hi accha laga reply ke roop me ye sheyar, thank u very much Dinesh ji

Har kadam pe uski hi yaad aati hai.
Ab toh roye bina hi aankh bhar aati hai.
Uske bina kya halat ho gayi ki,
ab toh har ek pal me maut nazar aati hai

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
15th May 2008, 10:34 AM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Thank u dinesh ji ye sath dene ke liye,
aur hume itne pyar se read karne ke liye
aap ne to reply bhi ek sheyar ke roop me di hai, mujhe bahut hi accha laga reply ke roop me ye sheyar, thank u very much Dinesh ji

Har kadam pe uski hi yaad aati hai.
Ab toh roye bina hi aankh bhar aati hai.
Uske bina kya halat ho gayi ki,
ab toh har ek pal me maut nazar aati hai
muje apki saari yaado ko padhkar bahut acha laga hai jese likhta gaya aur pata bhi nahi chala ki kese shayari ban gayi jese word ek duje se mil rahe the vese likhta chala gaya.

yaad bhi aati hai aur satati bhi hai
roye bina bhi ye bahut kuch batati hai
halat humari bhi aisi ho rahi hai
per usko khush dekhakar ye maut ko bhi mita deti hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
16th May 2008, 03:42 AM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
muje apki saari yaado ko padhkar bahut acha laga hai jese likhta gaya aur pata bhi nahi chala ki kese shayari ban gayi jese word ek duje se mil rahe the vese likhta chala gaya.

yaad bhi aati hai aur satati bhi hai
roye bina bhi ye bahut kuch batati hai
halat humari bhi aisi ho rahi hai
per usko khush dekhakar ye maut ko bhi mita deti hai
ha dinesh ji issi liye to mai aap ko ek best poet keh rahi hu ke jo bina soche kuch likh de aur shayari ban jaye, sachi dinesh ji aap to bahut hi achha and kamaal ka likh lete ho,

aapka ye sheyar bahut hi aachha laga

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Yaaaaaaaaaaaaaaaaaaaad
Old
  (#28)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
Yaaaaaaaaaaaaaaaaaaaad - 16th May 2008, 03:46 AM

PHOOLON se kya karna pyar.........
do pal ke baad murjhaye rehte hai.........
KAANTON se karo pyar jo.......
Chubhane ke baad bhi YAAD aatte hain...........
oski chuban se o milta hai dard
osi dard se to WO yaaaaaaaaaaad rehta hai
iss dard se hi banti hai yaaade
un yaaado se hi dil abad rehta hai
ye yaade oski tara dur nahi jati
In ke karan to wo umar bhar paas rehte hai

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
prabhjyot
Diya aur Baati the Hum
prabhjyot will become famous soon enoughprabhjyot will become famous soon enough
 
prabhjyot's Avatar
 
Offline
Posts: 50
Join Date: May 2008
Location: Beghar
Rep Power: 18
16th May 2008, 10:01 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"aapne yaad dilaya to mujhe yaad aaya,
humne bhi tha kabhi kisi ka pyar paya,
barso phele usko kho chuke hai hum,
ab bhi dil par hai uski yaddo.n ka saya,
vaise to usko yaad karna chorr diya hai,
par naam sunke wafa ka woh yaad aata hai,
bhooli hue yadde.n kabhi sakoon to,
kabhi aankho.n mein aansu de jati haiN,
ab maiN bhi kush hoon apni zindgi mein,
aur woh bhi kush hai apni zindhi meiN,
ab uska pyar ek haseen khaab ki tarah,
kabhi kabhi palko.n ke kone bhigo jata hai"
Sunita ji aap ne bahut hi pyari si poem likhi hai, aaapni yaado ko ek perfect poem ke roop me biyan kiya hai,

** Prabjyot Kaur **

Ek pasan pyaar cho ki milna, ek JYOT yaad di baldi A.
Ek kami jo puri nahi honi, unjh duniyadaari chaldi
A

Reply With Quote
Old
  (#30)
prabhjyot
Diya aur Baati the Hum
prabhjyot will become famous soon enoughprabhjyot will become famous soon enough
 
prabhjyot's Avatar
 
Offline
Posts: 50
Join Date: May 2008
Location: Beghar
Rep Power: 18
16th May 2008, 10:11 AM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Apni kalam se likhi huyi, kuch k yaade

Ye Yaaadein, mere kisi aapne ki yaade
chori se chadar me lipti huyi, sine me chupi huyi
mere paas chupke se aa jati hai ye yaade
kabhi aasuo me chup jati, kabhi meri hasi se khil jati
os masoom ki hai ye masoom si yaade

oski do pal ki mulakat, ek bara pyara sa tha sath
kisi ne pehli baar ki thi mujhse etne pyar se baat
kaliyo jaise khilti huyi, bahaaro jaise hasti huyi
kabhi kabhi sakoon de jati hai, ye yaade

janti thi ke wo praya tha, dil ko bahut samjhana tha
par ye baat na samajh saki ye pagal yaade
khasboo se bhari hoyi, chahat ke rang me saji hoyi
mere dil me jagah bana gayi oski yaade

os se koha dur huyi, sari baate bhi khatam huyi
par mere ghar ka pata puchhati huyi
Mujhe sehar sehar me doodti huyi
mere dil ke darwaje tak aa puhachi, ye yaade

Hamare raaste yuda the, manzil bhi yuda
par ye raahe me bhatkati hoyi,
har pal oske sath ko tarsti hoyi
abhi tak mazil ko hi dood rahi hai, ye yaade

ajj tak oski kami na kabhi puri huyi
HEER ki jindgi os bin hamesha hi Adhuri rahi
ajj bhi ye khuda se skayat karti hoyi
ose na pane ke gam se marti hoyi
mujhe dard de jati hai oski yaade
mujhe ajj bhi rolati hai oski yaade

ye yaade, mere kisi aapne ki yaade

Heer ji aap ne to kamaaal hi kar diya, ye yaade,likh kar, jese jese parr rahe hai, vese vese hi aur aage parrne ko dil karta hai, par end me aa kar dukh hota hai,
Dinesh je ke sheyar ke rooop me diye hoye ans aur bhi rang jama rahe hai, very gooood dinesh ji

ab mai kiya yaado ke bare me likhu, mere paas to etani yaaade bhi nahi hai,

** Prabjyot Kaur **

Ek pasan pyaar cho ki milna, ek JYOT yaad di baldi A.
Ek kami jo puri nahi honi, unjh duniyadaari chaldi
A

Reply With Quote
Old
  (#31)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
16th May 2008, 10:39 AM

Quote:
Originally Posted by JYOTI View Post
Heer ji aap ne to kamaaal hi kar diya, ye yaade,likh kar, jese jese parr rahe hai, vese vese hi aur aage parrne ko dil karta hai, par end me aa kar dukh hota hai,
Dinesh je ke sheyar ke rooop me diye hoye ans aur bhi rang jama rahe hai, very gooood dinesh ji

ab mai kiya yaado ke bare me likhu, mere paas to etani yaaade bhi nahi hai,
jese bite pal yaad karoge apne anadar khud ko jaga kar dekhoge pyar nahi per uski mehshoosh kabhi yaad karoge tab apne app hi shayari ban jaati hai jese app word likha karoge

yaado ko banaya nahi jata hai
samne hokar bhi usko jataya nahi jata hai
yaade khud b khud ban jaati hai
jab wo dil rehkar bhi hume paraya bana jati hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
16th May 2008, 10:43 AM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
PHOOLON se kya karna pyar.........
do pal ke baad murjhaye rehte hai.........
KAANTON se karo pyar jo.......
Chubhane ke baad bhi YAAD aatte hain...........
oski chuban se o milta hai dard
osi dard se to WO yaaaaaaaaaaad rehta hai
iss dard se hi banti hai yaaade
un yaaado se hi dil abad rehta hai
ye yaade oski tara dur nahi jati
In ke karan to wo umar bhar paas rehte hai
bahut acha likha hai apne phoolon se kya karna pyar do pal ke baad murjaye rehte hai

pani ke bina phool bhi nahi khilte hai
pyar ke bina dil bhi nahi milte hai
log jinda rehte hai sirf yaado ke sahare
varna hava ke bina to ek pata bhi nahi hilta hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
17th May 2008, 09:15 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
jese bite pal yaad karoge apne anadar khud ko jaga kar dekhoge pyar nahi per uski mehshoosh kabhi yaad karoge tab apne app hi shayari ban jaati hai jese app word likha karoge

yaado ko banaya nahi jata hai
samne hokar bhi usko jataya nahi jata hai
yaade khud b khud ban jaati hai
jab wo dil rehkar bhi hume paraya bana jati hai
Bilkul theeeeek kiha hai Dinesh ji, jo aapne ek shayer likha wo to kamaal ka hai, ek dam sachi baat hai

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
17th May 2008, 09:19 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
bahut acha likha hai apne phoolon se kya karna pyar do pal ke baad murjaye rehte hai

pani ke bina phool bhi nahi khilte hai
pyar ke bina dil bhi nahi milte hai
log jinda rehte hai sirf yaado ke sahare
varna hava ke bina to ek pata bhi nahi hilta hai
wah ji wah, Dinesh ji, aapki kalam me to etna dam hai ke kuch ke lines me aap bahut hi barri baat likh lete ho, aapke samane to meri poetry fade lag rahi hai,

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
.....................Mushkil tha
Old
  (#35)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
.....................Mushkil tha - 17th May 2008, 09:31 PM

Har Raah mere liye ek Nayi Manzil thi
Kadmon ka Sambhalna Mushkil tha
raaste bhi lambhe aur raate bhi kaali thi
esse me ekale rehana bhi mushkil tha
wo yaado ek karan hi mere sath rahe
mere liye ek ek pal katna bhi mushkil tha
oski yaado ka agar Saath na hota,
Dhoop toh kya Chhaon me bhi Chalna mushkil tha

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
17th May 2008, 10:48 PM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Har Raah mere liye ek Nayi Manzil thi
Kadmon ka Sambhalna Mushkil tha
raaste bhi lambhe aur raate bhi kaali thi
esse me ekale rehana bhi mushkil tha
wo yaado ek karan hi mere sath rahe
mere liye ek ek pal katna bhi mushkil tha
oski yaado ka agar Saath na hota,
Dhoop toh kya Chhaon me bhi Chalna mushkil tha

thank you so much heer ji apko meri chhoti chhoti shayri achi lagti hai aur app us shayri ko samaj paate ho.
aur app aisa na kahiye ki apki gazal fade ho muje apki har gazal bahut pasnad aati hai aur dil se padhta bhi hu.

mushkil tab hoti hai jab yaado ko bhulaya jata hai
aansoo tab girte hai jab yaado ko rulaya jata hai
bahut kuch paya tha uski yaad ko yaad karke
magar vo sirf yaad karte the jab hume bulaya jata hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
20th June 2008, 08:57 AM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
thank you so much heer ji apko meri chhoti chhoti shayri achi lagti hai aur app us shayri ko samaj paate ho.
aur app aisa na kahiye ki apki gazal fade ho muje apki har gazal bahut pasnad aati hai aur dil se padhta bhi hu.

mushkil tab hoti hai jab yaado ko bhulaya jata hai
aansoo tab girte hai jab yaado ko rulaya jata hai
bahut kuch paya tha uski yaad ko yaad karke
magar vo sirf yaad karte the jab hume bulaya jata hai

Bahut hi khoooooob dinesh ji,and also thx iss sath ke liye

GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
Old
  (#38)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
20th June 2008, 05:46 PM

Quote:
Originally Posted by ADHURI HEER View Post
Bahut hi khoooooob dinesh ji,and also thx iss sath ke liye
are apko to yaha per ek share likhna tha yaad ko lekar apne hi kaha hai fir kyu nahi likha apne koi share?

dost dost nahi khuda hota hai
mehshoosh tab hota hai jab vo juda hota hai
tanhai yo me ban jaati hai dost ki yaade
jab uska dil toda hota hai

AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#39)
yaaden_kamal
Jagpal (yaaden_kamal)
yaaden_kamal has a spectacular aura aboutyaaden_kamal has a spectacular aura aboutyaaden_kamal has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 132
Join Date: Jun 2008
Location: Moved to California US in 2013
Rep Power: 18
20th June 2008, 05:55 PM

EH ZAKHAM HANN MERE ISHQ DE JO KEETE SEE TERI YAAD NE,
AUJJ TOD KE TAANKE DHAGA VI TAINU MOREA,
KITNI KU DARDNAAK HAI AUJJ PEED MERE ISHQ DI,
SABHNA UDEEKA DA ASSA PATRA EHDE VICHON PAAREA.

Last edited by yaaden_kamal; 20th June 2008 at 05:59 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#40)
yaaden_kamal
Jagpal (yaaden_kamal)
yaaden_kamal has a spectacular aura aboutyaaden_kamal has a spectacular aura aboutyaaden_kamal has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 132
Join Date: Jun 2008
Location: Moved to California US in 2013
Rep Power: 18
20th June 2008, 06:00 PM

KISNE BANNEA PYAR NU JO BANN SAKIYE ASSIN,
KEHRA BHAJJEA GAMM TAUN JO BHAJJ SAKIYE ASSI,
ZINDAGI DO PALL DI HI HUNDI, BAKKI IS DI YAAD HI,
PYAR DO GHARIYA HI HUNDA, BAAKI ISS DA SWAAD HI.
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kisi kisi tarah se dil ko behlaya karte hai dil_e_sikast Shayri-e-Dard 9 15th November 2013 02:25 PM
ghazal - tujhe yaad karte karte kahiN shaam dhal na jaaye ! kshitiz Shayri-e-Dard 41 28th July 2012 11:00 PM
Tumhe Yaad Karte Karte gauri prakash Hindi/Urdu Lyrics 8 16th September 2004 11:16 AM
~ yun kisi ka dil nahi toda karte ~ Ursfoeva Shayri-e-Ishq 0 19th June 2003 05:35 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com