Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kaaba keh do ya Kuucha-e-yaar keh do,,,
Old
  (#1)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Kaaba keh do ya Kuucha-e-yaar keh do,,, - 9th December 2004, 04:09 PM

Meri mazaar keh do


Kaaba keh do ya kuucha e yaar keh do
Usski dehleez kaho ya meri mazaar keh do,

kuucha-e-yaar----beloved's street

kitni bebasi hai ki utth ker kaheen na ja paun
Deewana keh do ya mujhe bimaar keh do
Usski dehleez kaho ya meri mazaar keh do

Kaisa muntzir hai ki palaken nahi jhapakta hai
Maut keh do ya phir intzaar keh do
Usski dehleez kaho ya meri mazaar keh do

Muntzir----A one who awaited

Kisske aane se itna khil gaya hai badan
Vasl keh do ya isse bahaar keh do
Usski dehleez kaho,ya meri mazaar keh do

Vasl---meeting

Ab meri dosti,ishnagi inhi se hai
Gazalen keh do ya gumguzaar keh do
Usski dehleez kaho,ya meri mazaar keh do

gumguzaar---sympathizise

Apne honthon pe mera naam le aao
Karan keh do khaaksaar keh do

khaaksaar---nothing just the dust

Kaaba keh do ya kuucha e yaar keh do
Usski dehleez kaho ya meri mazaar keh do,


Karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#2)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
10th December 2004, 09:51 PM

Aye Dost tu itna badkalam na ho

ki kabhi karib se gujrae to dua-salam na ho

Dil mai haazaar gila shikva ho Magar Yeh nahi mumkin

Tum aao mere ghar mein aur ahitram na ho

Haazaar Dusmani Ho tumse,magar Khuda karen

Dil mein kabhi ahsaa..sen intekam na ho


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
Nice one
Old
  (#3)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Nice one - 14th December 2004, 05:59 PM

E mere dost
Tere or meri her nazm ke beech me ek rishta hai.. Na jaane kabse kaayam hai.. hona bhee jaroori hai,It was a good Sher.. jo tumne mujhe likha replly me.. i loved that one
Aise he Likhti raho
Izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#4)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
14th December 2004, 08:36 PM

Thanks Karan
aap ne bhi bahut acha likha hai.

Apni bebasi hum kisse kahein ki har koi khudgarz kagta hai
dard hai dil ke itna kareeb ki dard hi hamdard lagta hai


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
khabardaar
Old
  (#5)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
khabardaar - 5th January 2005, 11:16 PM

khabardaar ke dard humdard na ho jaaye
Ke phir jamana khushi ko kaise bechega

Apne dard ko humdard na bana lena nidhi
khushiyon ki ruswai ho jaayegi.....!
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#6)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
7th January 2005, 07:33 PM

Dard to hamdard ho hi gaya hai
zamane ki isse kya
unke samne to hum khush he rehte hain
pata lag bhi jaye gar galti se kisi ko
to hum bas hans ke hi bat tal dete hain


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
Nadaan hain wo
Old
  (#7)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Nadaan hain wo - 7th January 2005, 09:45 PM

nadaan hain wo jo teri hansi me chupe tere aansoo na samjhe,
aise nadaan logon ke shahar me dard humdard bann gaya to hume hairat nahi,
Raat aankhon ko kuch khwaab bechti hai, raat se dosti ker lo
iss bahane ek naya humdard mil jaaye
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Re: Nadaan hain wo
Old
  (#8)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
Re: Nadaan hain wo - 9th January 2005, 03:10 PM

Quote:
Originally posted by karan q
nadaan hain wo jo teri hansi me chupe tere aansoo na samjhe,
aise nadaan logon ke shahar me dard humdard bann gaya to hume hairat nahi,
Raat aankhon ko kuch khwaab bechti hai, raat se dosti ker lo
iss bahane ek naya humdard mil jaaye
izzajat
karan.q
Isi nadani mein log jane kya kya kar jate hain
dard dete hain woh aur unhe khabar hi nahi hoti
logon se shikayat nahi hamein
kyonki hamein apne dard se hi fursat nahi milti
raat ne yun to beche hain kai khwaab hamein
par jane kyon khwaishein puri nahi hoti
raat se kya dosti karein hum
ki hum to ab khud ke hi dost nahin
humdard mile na mile ab hamein koi gum nahi


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
A secret frm karan
Old
  (#9)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
A secret frm karan - 14th January 2005, 09:26 PM

Ek raaz dafan hai waqt ki kitaab me
EK parda hai jo uttha nahi thaa
Karan kehta hai ki parda utth jaaye
Nidhi.... tum kehti ho ki ab tumhe koi intzaar nahi
humsafar ke hone ya na hone ka
maan lena .. ye humari baat hai
Kuch cheezen zindgi me tabhi aapke paas aati hain
jab aap unke aap tak aane ki umeed chodh chuke hote ho
Issliye Bas ab manzil kareeb
CLose your eyes
And miracle is there .. waiting for you
Life will definatly change the defination
Just wait and watch
Izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#10)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
15th January 2005, 04:18 PM

ek raz jo dafn hai waqt ki kitab mein
use dafn hi rehne do
parda gar utha nahi hai to use gira hi rehne do
hamsafar ka intezar nahi hamein
sach hai yeh
sach manlo or hamein bhi mannne do
mana ki cheeze kuch ati hain hamare pas wapis
jab chut jati hai uski aas
par manzil kareeb nahi door hai shayad
karna hai abhi intezar
khuli aankhon ko band kar liya tha hamne
ab to sote hui aankhen bhi band nahi hoti.....................

Regards Nidhi


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
itna na doob ja gum me ki zindgi na rahe
Old
  (#11)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
itna na doob ja gum me ki zindgi na rahe - 15th January 2005, 05:15 PM

Life is the greatest experience .. you can ever have
feel the sky... feel the nature
the greatest truth is melt in the air...
just have it.. zindgi me jo milta hai
usse le lo .. Kyunki wo sirf tumhare liye he bana hai
or jo tumhare liye bana hai.. use swikaar karo
yahi zindgi hai
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kuucha-e-kalam... Parastaar Anjuman-e-Shayri 1391 17th October 2016 07:24 AM
Yaar ko maine, Mujhe yaar ne sone na diya kwahish Hindi/Urdu Lyrics 0 12th October 2009 02:53 PM
mehfil-e-maikashaaN, kuucha-e-dilbaraaN mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 2nd July 2008 12:39 PM
arey bhai log dada log plz yaar plzz reply to kero yaar saimrulzzz Shayri-e-Ishq 1 7th April 2007 02:11 PM
Kuucha-e-kalam... Parastaar Anjuman-e-Shayri 3 2nd March 2004 01:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com